tading mein loss kue hota hy ?????????????/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

    Trading mn loss honey ki boht sariii wajh hotti ak tu to new hotey hny in ko kaam experience ki wajah sy loss hota Hy Yahne agar hum ny loss sy bachna Hy tu humeny boht Sara experience or knowledge hasil karna ho ga jb yeh dono cheezny humery pas ho giii tu hum in sy Bach skey gy ..Jo bnda forex ko join karty hny in ko chayeh k wo is ko moqmall pehly sakhneey is k bad is ko start kary agar koi bhe bnda is ko moqamall sakh Kar kaam start kary ga tu is ko loss kaam sy kaam ho ga Kun k loss tu hota Rahta Kun k yeh business ka hissa Hy is lye is Sy bachney k forex k rolls hny Jin ko follow karna parta Hy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

      forex trading mein jyadatar loss hamari apni galti ki vajah se hota hai jab bhi ham apne account se badi trade lagate Hain ja lalch main jaldbaji mein Koi trade lagate Hain to vah trade jyadatar hamen loss hi karvati hai loss se bachne ke liye hamen chahie ki Ham apne account ke mutabik trade open Karen hamesha market ko samajhkar aram skoon se trade open Karen kabhi bhi lalach mein trade open na Karen tabhi Ham lose se bach sakenge aur profit hasil karenge.
      • #18 Collapse

        Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

        Jab skills ap k paas nahi hongi ways nahi hongay phr loss he hona hay agar to ap ne forex ka kam ko sekh lia hai aur ap is mian kafi had tak mahir bhi ho gyae hain aur forex ko deeply jan lia hia to phir to ap kay liye yeh ak boht assan business hai hum kafi achi earning kar sakty hain or is business se hum achi earning kar k apna career b asani se bna sakty hain isi liye ye aik easy business ha.
        • #19 Collapse

          Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

          trading mein learning ar practice ki bht zada zarort hy is liye jitne i knowledge or experience ho ga ap ke pass wo kam ho ga har wakt practices ki zrort hoti hai agr ham is main practices krte rahen ge to hi ham is main reak account main kamyab ho skte hain r is main se paise kama skte hain ku k ye buseinss bht risky buseinss hai.
          • #20 Collapse

            Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

            jb hum without experience trading kry hain yo humien trading mein loss ka samna krna para hy real trading krny sy pehly achi tarha daily learning or demo account main trading kr laini chahye es sy humen faida ye hoga k risk hamara km hoga or achi earning hasil hogi es post kai sath agree karta hoo kai hamy chahiye kai ham experience kai baghair forex trading na kary koinkay expereince forex ttrading kai liye buhut important hai.
            • #21 Collapse

              Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

              Trading mn loss Hamen Hamari apni galtiyon ki vajah se hota hai Kyunki Ham market mein bahut jyada bol diya karte hain aur FIR unhen bhartiyon ko sikhane ki bhi koshish Nahin Karte aur Bar Bar Vahi galtiyan 2013 Aate Hain Hamen Hamesha koshish Karni chahie ki Ham se Agar Ek Bar Galti Ho Jaaye To Ham vah Dobara Galti Karne Ki Koshish Na Karen aur apni is Galti ko sikhen samjhen aur apni is Galti ko improve karne ki koshish karen Jab Ham daily basis per apni galtiyon ko improve Karte Jaenge To Ham se loss hone ke chances bilkul kam Hote jaenge
              • #22 Collapse

                Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                Loss Humko use Waqt hota hai Ham Jab jaldi Karte Hain Jo Bhi jaldi jaldi Karega usko Hamesha Yahan palus hoga agar aap Chahte Hain aapko lose na ho aapko chahie good kamyabi Hi Ko follow Karen good kamyabi hi aapko good acchi learning Rahegi acchi kamyabi ke liye always mehnat acchi acchi koshish koshish Achcha Naam Achcha kam aap Karen aap agar aisa Karenge almost aap ke liye good kamyabi aapke liye always benefit aapke liye aasani se Forex main aapko Acche Lagne ki vajah se Hasil Hogi isliye mostly good work Karen good work he se aapke liye kamyabi always provide Hogi isliye Achcha Hua ki acchi kamyabi dilata hai jo bhi achcha Bhar ko follow nahin karta acchi kamyabi ko follow nahin karta always Hamesha loose ka Samna Karta Hai Uska Samna Jo Bhi Karega unko Hamesha Hamesha Kamyab Nahin Milegi unko acchi kamyabi ke liye good Koshish Karna Hogi Agar Unki good koshish Hogi acchi Hogi Agar vah Chahte Hain unko kamyabi Mile unko lose Na Ho To Phone ko chahie good work he se kam Karen accha work good kamyabi on ke liye Waqt Hogi Agar vah Hamesha interested ho kar kam Karenge isliye Hamesha good work Karen acchi Si working aapko good kamyabi milati Hai acchi Si timing aapko always good aapke liye possible aapke liye kamyabi Hogi mehnat Karen koshish karen aapke liye kamyabi Khoob Hogi mehnat Nahin Karenge kamyabi ko follow Nahin Karenge aapko Kabhi Nahin Milegi isliye good work se kam Karen good work ki aapko good kamyabi jaati hai isliye aapko achha achha hai mostly Achcha time Dekh Kar jo bhi kamyabi ko follow Karta Hai hardworking Lo Hamesha follow Karta Hai unko kamyabi almost milati hai isliye Hamen chahie mostly good work Karen acchi kamyabi ke liye Achcha time Hamesha always lagaen Aur Ko kamyabi Hogi
                • #23 Collapse

                  Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                  Loss and profit of the part of business if we say that we have to find a business in which there is known as we are wrong there is no business in which we don't have to face loss the strategies the knowledge of a trader make it perfect the management is a basic strategy of UP successful trader the trader who use different types of tools like knowledge information analysis data experience and other things to make is it perfect but the one who don't use this thing who makes his decision in hurry can never achieve profit does Hari is Evil Dead so don't be panic come down be patience so that you can make a perfect decision and make a perfect trade
                  • #24 Collapse

                    Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                    Dear forex trading members hamaisha loss tab he hota hai jab hum trading karte hue bahut zayada lalach karte Hain tab bhe hamain loss hota hai. Aur sab se Bari waja hamain knowledge aur experience ki kami ki waja se hota na to trading ko analysis karte Hain aur na he market ko observe kar ke trade lagate hain. Pak forum par kaam karne ke liye aur kaamyab honey ke liye hamain apna knowledge aur experience trading ke bary main barhana ho ga tab he loss se Bach sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                      yes dear bhot he best sawal kiya apne loss har trader ko hota hain vo exprt trader ho ya pher new trader ko haar ek ko loss hota hian par loss ko recover krne k liye jo traders lalach main aa kar big lot use karte hain vo again loss kar dete hain i sliye apne loss say bachne k liye hard work karna hian loss say bachne kliye lot of pratice karna hain wrong analysis kar k merket man again loss ho skta hain is liye trader ko chahiye k forex trading main kaam kare tu achi tara kaam kare achy way say kaam kare jitna acha work kare gy itna he best benefit mile ga unhain
                      ​Sadaf Khan
                      • #26 Collapse

                        Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                        Yah Baat bilkul theek hai K trading mahamelava galat trading karne par hota hai aur experience na hone ki vajah se Ham jaldbaji kar Jaate Hain aur trading Mein Ham Galti karte hain Jiski vajah se Hamen last hota hai to Is Tarah Himmat Nahin aani chahie aur koshish Karni chahie Dobara last Se Bachana chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                          Trading m loss hmri la parwahi ki waja se hota hy hm mehnt kr k bonus to bna lety hyn lkn trading main susti kr jaty hyn
                          • #28 Collapse

                            Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                            jb hm apna work withoiut learning ar without erxperience star krty hain to humien loss ka samna krna parta hy es liye learning ka khyal rakhien without experience realtrading karoge to apko loss hi hoga.So real trading se pehele demo pe practice kare.Or forex ke bareme learning kare then real trading kare.
                            • #29 Collapse

                              Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                              agar hamary pass laerrning ki kammi ho to humien tradin mein loss dekhna parta hy agar hamaaray paas experience nahin to kaamyaabi bhee nahin mil sakti hamain iss liye jab tak hamain experience nahin ho jata hamain real trade karni hee nahin chahiye mai b ap say agree karta hu kiu k without experience hum trading neh start kar sakte hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: tading mein loss kue hota hy ?????????????/

                                Jab achi trading skills nahi honi hay aap ko hamesha loss hoga easy business hey aur is ko her koi join kar sakta hey aur is me her koi earn kar sakta hey ye bilkul galt byani kartey hen q key ye aik bohat he mushkil risky business hey.hmy forex busnes ki maloomat hasil ho skty or demo account bna practical kr k dekhna hota hy is say hmy kafi knowledge gain ho jati hy js se hm real account pe a k loss kafi kam krty hyn or profit zyda

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X