Forex mn account wash hone ki reasons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mn account wash hone ki reasons
    Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mn account wash hone ki reasons

    RX Mein Kaun Banega sirf aur sirf ek reason hai ki Ham Logon Ko experience Nahin Hota ham log. Image Mein Nahin karte hain Jyada lalaj karte hain aur FIR nuksan uthate hain ya FIR ham log jaldbaji sakte hain isliye Ham Logon Ko Kaun safe rakhne ke liye Bharti bhi nahin Karni chahie Sab kaam karna chahie Star Plus aur uske bad Ham Logon Ko lalach Nahin Karni chahie Sabar se kam Lena chahie to I think Ham logon ka account was Nahin Hoga aur jo log jazbaati ke hote hain ya jaldbazi karte hain risk lete hain small small size Karte Hain To Kya Hota Hai jyada pyar skating karte hain tabhi UN Logon Ka Kaun wash Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mn account wash hone ki reasons

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
      Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
      Jab Hamare trading account mein balance kam ho aur ham Badi lot use Karke Bada risk Le Le Aur vah bhi aise pair Mein Jis main market ki bahut jyada movement bhi hoti ho aur spread bhi Kafi jyada ho to aise time per Ham Jaise hi koi Badi Laut Ke Sath trade open Karte Hain To bahut jald Hamara account was ho jata hai isliye lot size ko minimum set karke hi trade continue Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Forex mn account wash hone ki reasons

        is forum main learning karni ho gi aur account ko wash kar k hi hum achy say trade kar skaty hain aur koi bi kam mauhksil ya asan nai hota hai so hamain is k bary main practice kar k hi hum real main kam karien gay uar hamain forum main part time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex mn account wash hone ki reasons

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
          Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
          Yes dear aapane bilkul theek kaha hai hi Jab Ham Forex trading Mein knowledge aur information ke bagair trading karte hain aur hamare pass money management aur time management ke hisab se A trading Nahin Karte unke rules and regulations ko follow Nahin Karte To Hamara account was hone ke Jyada chances Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mn account wash hone ki reasons

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
            Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
            account wash hony ka sub sey bara reasons jaldbazi hai sbr bhe ik bahut hi bada weapon hai forex trading main agar hum ik achcha profit haasil karna chahty hain tu hum ko is main bilkul bhe jaldbazi nahi karni hai or nahi hai jaldbazi main koi trade opan ya closs karni hai is main hum ko sabar karty hoy kam karna hai sabar sey bhe hum kamyab ho skty hain aur achcha profit kar skty hain agar dill laga kar kam karty hain tu koch haasil hota hai
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: Forex mn account wash hone ki reasons

              اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
              Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
              Dear brother Forex me Hamar account watch tab hi Hota Hai Jab Ham ismein money management ko follow Nahin Karte jab tak Ham money management ko follow Karenge Hamen ismein fayda Hoga Agar Ham ismein bagair experience ke koi bhi trade open karte hain aur without analysis agar koi bhi trade Lagate Hain To Hamen usmein loss ho sakte hain Hamare account was Sone Ki Sabse Badi reason Yahi hoti hai ki ham ismein bagair experience ke kam karte hain aur money management ko follow Nahin karte.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                Dost aapki baat bilkul theek hai free online business Mein Hamara trading account Jab watch hota hai to iski ki Bahut Si reason hai Jab Ham trading Karte Hain To Ham ismein Lalaji Karke Jab Ham trade Karte Hain To big lot ke sath Jab trade open Karte Hain To Jaise hi market Hamare muh Kala Jaati Hai To Hamen use Waqt bahut hi loss hota hai loss hone ke sath sath Hamara account was bhi ho sakta hai aur ham Jab trade open karne mein jaldbaji karte hain Soch Samajh Ke market ko analyse Kar Ke trade open Nahin karte tabhi Hamen ismein Hamara account Barse ho sakta hai Hamen ismein Apne account ko carefully manage karne ke liye market vandalise karna chahie aur Hamen Soch Samajh Ke Sawar ke sath trade Karni chahie jisse Ham Achcha profit Hustle kar sake aur apne account ko carefully Raksha ke
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                  Gee haan jub bhi hum forex men beghair experiance kay kaam kerain gaye ya onowledge kay tou humain forex mein nuqsaan ho ga aur agar hum aik sae zayada trades open kertay hain tou uss mein bhi humain hi nuqsaan hota hai aur issi wajah sae humara account bar bar wash ho jata hai trading aap ko soch samajh ker kerni chahyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                    dear members iss mei account wash hmari hi mistake sey hota hy jub hm bghir kisi learninig key rading stary ker lety hein aour apnuy senours sey bhi giide line nhi ley tuhi to haminloss ho jata hy a phr laluch aour juldbazi mein trding kernuy per bhi hami ziada sey ziada loss ho jata hy.aour hm jub markeet key trend ko follow nhi kerty hein tb bhi loss ho a hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma wash hony ke waja pk forex forum ma bhut jaldbazi ka sath trading karty hay aur bhut zadya mistake ka karty hay aur mehnat ka sath trading nai karty hay jis waja say humra account wash hu sakta hay isley hume pak forex forum ma bhut zadya sabar ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                        Acche experience ka naam Hona bhi loss ka sabse bada Sab Banta Hai Jab Ham experience ke bagair investment Karke use per trade Laga Lete Hain To lost to Hota Hi Hai Jab Achcha experience Ban Jaaye to Uske bad trade karne se hi Ham Kuchh Kama sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
                          Jaisa k ap sub log jante hain k forex mn buht dafa hamara account wash ho jata hy ap k khyal mn is ki kya reason hain according to my point jub hum begair knowledge aur experience aur without any plan forex mn work krty hain to hamary account k wash hone k chances barh jaate hain aur is k saath saath greedy mind k sath work bhi account wash hone ki reason ho skta hy
                          Tou are right forex friend acciunt wash hone ka yahi sab se bari waja he humare pass forex trradung ka exoeeience nahi hota he aur hum jald bazi se tread ko open karte he jis ke waja se humara account wash ho jata he
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                            Dear member humera forex mn account wash honey ki wajah humeriii ghaltii or kaam experience ka hona Hy tu humeny chayeh k hum wahn per agar kaam start kary tu pehly is ko moqamall tareeqy sy sakhneey is k bad is ko start kary Tak k Humeny boht zaida faida ho is kaam agar humery pas zaida sy zaida knowledge ho ga tu humeny is mn zaida sy zaida faida ho ga or kaam sy kaam loss ho ga or yeh doserii bat Jo k bazawqat mujhy dekhny mn Aya k Jo new member hotey Hy wo lalch karty hny yahne lalch karty karty apna account wash karwa baihtey hny tu humeny chayeh k hum is mn lalch k begair kaam kareny...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mn account wash hone ki reasons

                              forex main account wash honay ki reasons yhi hain keh hum es main acha saa kam nhi kurtay hain es lyay humain es main acha sa kam nhi kur saktay hain or es main hum tukkay say apnaa kam kurtay hain es lyay humain es mkain es trah say aopan kam nhi kurna chahiyay humain es main apnay experience say apna kam kurna chahiyay hum es main cha sa kam kur kaay or sakoon say or fresh mind say apna kama kuray gaaaay to es say hum apnaay account ko bhi safe rukh saktay hain to es trhasay humain es main achay say apna kam kurna chahiyay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X