Moving average trading ma Kia hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average trading ma Kia hota ha
    Dear seniors AP sb sa Mera ya questions ha ka trading ma moving average Kia hota ha or is ka use hm kesy krta Han trading ma plzzzzz guide me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average trading ma Kia hota ha

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqdr30503 پيغام ديکھيے
    Dear seniors AP sb sa Mera ya questions ha ka trading ma moving average Kia hota ha or is ka use hm kesy krta Han trading ma plzzzzz guide me
    dear brother aapane agar moving average ko use karke trading karni hai to ismein aapko moving average indicator use karna hota hai aur apni marji se moving average ka period se load karna hota hai uske bad ismein aapko moving average ko dekh kar hi trade laga nahin hoti hai ismein market mein resistance aur support level ke liye movie every bhi use hota hai kyunki humko dynamic resistance and support level show karva Raha hota hai use per Ham trade kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Moving average trading ma Kia hota ha

      Ye hamaen price ki movement ki average batati hai ke es average se price move ker rahi hai l. Misal ke tor per ager ap 50 ki moving average lagate haen tu yeh ap ko lash 50 candles ki price ki average bataye ge aur us ko judge ker ke ap ko trades de ge.
      • #4 Collapse

        Re: Moving average trading ma Kia hota ha

        Salam to all Forex members Forex trade ik international platform ha yahan pe binna invest k apko bouns dea jata ha or moving average ka tu nh pata nh par jassy moving average ka idea hu tu thread post Karen gyn
        • #5 Collapse

          Re: Moving average trading ma Kia hota ha

          Moving average trade ke liye moving average indicators use karne padte hain aur moving average indicator score use karne ka experience hasil karne ke liye hamen demo account per practice karni padti hai
          • #6 Collapse

            Re: Moving average trading ma Kia hota ha

            Aise members ke jo trading ko bahut hi acchi tarah se continue kar rahe hote hain unko maloom hota hai ki yah moving average kya hoti hai aur isko bhi trading mein istemal karna hota hai aur jo bhi member isko trading mein istemal karte hain isi tarah se hi vah apne trading ko bahut hi acchi tarah se kar rahe hote hain aur trading ko acche se karke hi members profit lete hain
            • #7 Collapse

              Re: Moving average trading ma Kia hota ha

              Moving average trading up and down honay wala graph hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Moving average trading ma Kia hota ha

                Moving average ke bare mein bhi member ko maloom hona chahie ki yah kya hoti hai aur jab koi bhi member apna trading se related achcha experience istemal kar raha hota hai to fir use member ko yah maloom ho jata hai ki moving average kya hai aur isko trading mein kis tarah se istemal kiya jata hai isi tarah se hi members to knowledge bhi improve hota hai

                اب آن لائن

                Working...
                X