Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain
    Forex mein agar aap ko kamyabi hasil kerni hai tou aap sub ko forex ka knowledge hasil kerna ho ga aap sirf tukkay per ya indicators per depend nahin ker saktay hain balkay iss kay lye aap ko forex ka knowledge aur experiance gain kerna ho ga iss lye iss per mehnat sae kaam kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

    hamy indcoatrs ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai bager balance acount bana kar b ekam kar sakty han hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kma katy han ti hamra account band ho jy ga hm is mai pany boss pa he hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

      dear, aisa he hay k agar ham is makreet main kaam karnay k liye achi earning karna chahtay hain to hamko markeet main indicators ka use sirf aik had tak use karna chaye jis say hamko makreet main kaam karnay ka sahi andaza hota rahay ga aur ham markeet say bahut ziada earn kar skatay hain jisay ham mannualy tareeka kehtay hain aur agar ham makreet main har aik entery indicators say laitay hain to hamko aik time main kuch earning to mil sakty hay but ham amkreet ko sah aur propper samjh nai saktay hain jisk liye zarui hay k ham makreet main kamsay kam in ka use karna seekhain.
      • #4 Collapse

        Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

        Forex mein indicator ko use kar Kay trading kar saktay Han lakin hum ko indicator par depend Nahin Karna cahaiye hum ko forex mein mehnat Karni cahaiye forex ka ziada se ziada knowledge hasil Karna cahaiye aur practice se ziada se ziada experience hasil Karna cahaiye aur market ko samjhne Kay leye analysis Karna sekhna cahaiye phr hi forex mein kaamyaab ho saktay Han
        • #5 Collapse

          Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

          forex main hum es main trarding akr kaY HUM ES main sucess hoi skty hain our hum es mian kma akr kay hum es mian che learning be hasl kar skty hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main bgir leartning kay hum es main kam akrain gain to haumin es man loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

            Trading karne ke liye har ek member ko chahie ki vah trading mein sirf apna experience use karen kyunki isi tarah se hi member jab apna experience istemal karte hain to uske bad hi members acche se trading kar sakte hain lekin kuch aise members bhi hai ki jo trading mein sirf indicator ka use karte hain aur iske bad unko trading ka experience nahin hota aur yahi vajah hai ki vah trading mein acche se profit nahin lete
            • #7 Collapse

              Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

              Dear ais market mai trade lagny k liay bahot sari cheazon ko dekhna hota hai aus k baad hum ais market mai achi trades laga skaty hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kamaybi tab milti hai jab hum ais market mai khud achy se mehnat kar k learning pori kar ley gy to aus k baad hum ko faida ho jaye ga.
              • #8 Collapse

                Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

                aisa he hay k agar ham is makreet main kaam karnay k liye achi earning karna chahtay hain to hamko markeet main indicators ka use sirf aik had tak use karna chaye is k elawa aor boat see cheezen hain like moving averages, trendline, candle sticks, chart patteren in sab ko use krtay huy trading krnai chahye phr he aik acha trader ban sakta hai insaan,
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex mein agar aap ko kamyabi hasil kerni hai tou aap sub ko forex ka knowledge hasil kerna ho ga aap sirf tukkay per ya indicators per depend nahin ker saktay hain balkay iss kay lye aap ko forex ka knowledge aur experiance gain kerna ho ga iss lye iss per mehnat sae kaam kerain
                  dear brother as jaruri nahin hai ki is market mein se Ham indicators ko use karke is market mein kamyab Ho jaaye is market mein kamyab hone ke liye jab hamare pass learning hoti hai yah hamare pass achcha man hota hai to uske bad Ham is market mein acche kam karke kamyab ho jate Hain aise he is market mein humko minut karni hogi tab humko yah pata chalega ki market mein kaisa kam karenge jisko jaise hamara account bhi sev rahega aur ham ko kamyabi bhi mil jayegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

                    trading karne mein members ko apna experience bhi istemal karna hota hai aur sirf isi tarah se nahin hai ki koi bhi member jab indicators ko istemal karte hain to fir vah apni trading ko bahut hi acchi tarah se kar rahe hote hain ya fir unko trading mein bahut jyada profit ho jata hai members ko chahie ki vah sirf indicators per depend na karen aur trading mein apna experience bhi istemal karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Sirf indicators hi trading mein kamyabi kay lye zaroori nahin hain

                      Trading Kay lia candles ki hamiyat hai is Kay baghair ap achi trade nhn kar sakta

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X