Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.
    Dear traders, currancy pairs pe trading ke liye humaen pair ki overall look daikhna daikhi chahyea. Us ke liye ap different time frames daikh ke andaza laga sakte haen. Jin mein h, h4 aur D1 haen en ko ap daikhaen. Ager en time frame mein market koi buy ya sell ka signal mil raha ho tu wo strong signal count hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

    Dear forex main kisi bhi pair per trade start karny say pehly different time framea ka use bahut important and necesary hay. M1 time frame say ham price movement check kar sakty hain. H1 time frame say hum daily ki support and reaiatance kay sath trends analysis karty huye trade start kar sakty hain, jab keh D1 time frame ka use is liye necesaary hay ta keh hum is ki low and up price kay hisab say money and risk management kar sakain. Ager forex trading main hum always in time frames ko use kar kay trade start karain gay to zaroor profit earn karny main kamyab ho sakain gay.
    • #3 Collapse

      Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

      G dear friend apny bilkul thek kaha hy hmy pair ki overall look dekhni chae or h,h4 or d1 inko dekhna chae isy he hm trading achi krn salty hn.or bilkul market main is from main signal mil rahy hon to WO strong signal he count hongy.
      • #4 Collapse

        Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

        hamy makret ky up or donw ko dekh kr is main trade ko open karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bosu hasil kar ky market main run kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main apny friends or relitive ko be motivate kr sakty hain hamy is main refferal lkarny ka extra bonus milta hain
        • #5 Collapse

          Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

          yes dear 100% right kaha hai apne agar kisi b pair main trade opan ki jy tu us pair main news ko check karna must hian agar news hain tu us pair main stop loss k sath and take profit k sath kaam kana hain sab say phly mekret ko analysis karana hota hian agar merket ko achi tara analysis kiya jata hain tu feature main big loss say safe raaha jata hain sliye haar trader ko kaam karne sya phly forex trading main hard work karna hoga jitni achi tara forex ko samjhy ga us must benefit hasil hoga i slye forex main kis b pair main trade opan karne sa phly merket ko achi tara janna must hain
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

            trading karne se pahle yah bahut jyada jaruri hai ki members pahle hai market mein acche se har ek pair ke bare mein acche se analyse kar le kyunki jab members is tarah se kar lete hain to fir unko trading karne mein koi bhi problem nahin hoti hai aur isi tarah se hi member jab market ko analyse kar lete hain to uske bad hi vah acche decisions lekar aur acche se trading karte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Kisi bhi pair pe trade open kerne se pehly us ki overall look kaise daikhte haen.

              Koi bhi trade open karne se pahle members ko chahie ki pahle uske liye acche se work kar le aur uske bad hi usko open karen aur members ke liye yah bhi bahut jaruri hai ki vah market ko bahut hi acchi tarah se analyse kar len kyunki aise members bhi hai ki jo market ko ignore kar dete hain aur koi bhi trade open kar lete hain aur yahi vajah hai ki unko loss ho jata hai

              اب آن لائن

              Working...
              X