trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??
    Trading karne ke liye Hamen chahie ke Apne experience ko use Karen signals Ka Na Karen wait isliye Mein chahie Achcha experience karne ke liye hard work Karen aur demo per use Jyada practis Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

    hum trading kar k pasia kama sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain t hamra account band ho jy ga hum is mai apny boss ao he hoty hai yai aik legal business hain
    • #3 Collapse

      Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

      Dear agr kisi k pas experience na bhi ho tu khud se trading krny ki koshish krni chahiye kionkeh starting mein hr kisi ko problems hoti hein jo waqt k sath solve ho jati hein self trading ka ye faida hota hy k experience increase hota hy aur future mein apny experience se trading hoti hy jbkeh kisi k signals kisi waqt bhi ruk sakty hein us k bad aap trading nhi kr sakty kionkeh aap kisi aur pe depend krty thy is liye market ka analysis krna seekhein.
      • #4 Collapse

        Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

        Yes. Forex trading ma hamesa apny experience ko use kar k apny signal generate karny chahe. Jo trader forex ma dosro k signal par inhesar karta hai wo hamesa bad ma pachtata rehta hai. Forex ma kisi par trust ni karna chahe. Forex ma apny signal banany sy waqati tor par loss ho sakta hai but es sy knowledge increase karny ma bhot madad melti hai
        • #5 Collapse

          Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

          hamy acha experience or knowledge hasil kar ky is main real aalysis* ko use kawr ky is main ehnat sy trading karni chaey pher hi ham acha pasia kama sakt hain ham is main 24 ganhto main ys kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi hoto ham apny gar beth kar is amin kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

            forex main hum es main cha experience ka our humain es main acha knowledge ho ga to humian es main loss ho ga ou rhuamra account be wash ho jay ga our hum es main bgir piso kay accouint bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es man rat mian be kam kar skty hian our hum es mian live tyarding karty hain
            • #7 Collapse

              Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

              G hamay trading main apna experience use kerna chaiye Tarkan Jyada Se Jyada han Shayad aap Utha Ke Agar Ham aise hi toka system lagaenge to Hamara profit ki Bajaye loss ho jaega Hamen Apne experience ko istemal karke Ek acchi trading Karni chahie Hamen acche se trader ban Saken
              • #8 Collapse

                Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

                Forex main experience kay baghair 1 percent success bhi possible nai. Sirf experience kay through he hum self analysis and mehnat kar kay khud ko forex trading main successful bana sakty hain. Ager hum kisi kay signal copy bhi kar lain to tab bhi in ki base per successful trade tab he possible hoti hay jab hum apna knowledge and experience use karty huye money and risk management karain, otherwise profit ki bajaye hum loss main ja sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

                  yes dear 100% right bola apne trading karne k liye apne knoladge ko incress kar k kaam karna hoga jitni achi tara knowldge ko use kar k trading ki jygi itna he benefit milta rahy ga is liye forex ka work karne k lie hard work karne ki need hain jo b hard work k sath kaam karta hain usy achi tara benefit milta hain jo forex ko game samjh kar kaam kare ga loss py loss kar skta hain i sliye apne knowladge ko incress kar k kaam karna must hain and hard work karna must hain tab he kamyabi milti hain dear
                  ​Sadaf Khan
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trading krny klyi apny experience ko use krn na kh signals ko??

                    Trading karne ke liye sabse best option yah hai ki koi bhi member apni trading co improve karne ke liye practice account per jakar aur apni practice ko bahut hi achcha kar le aur isi tarah se hi use member ka practice experience bhi bahut jyada achcha ho jaega aur isi tarah se hi uske trading bhi improve hogi aur trading improve hone ke bad hi members acche se profit lete hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X