knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge
    Kia ek uneducated person ye business start krskta h .... agr ha to usey kia kia seekhna parey ga ... or kaha se seekhna parey ... usey trading k barey me puri knowledge kitne time me hojay gi agr wo mehnt kre to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bhai ji ap ki baat thek hai k knowledge bht hi ziada zrori cheez hai jis main ap ko ye moqa milta hai k is ki waja se ap is main profit kama sktyhian nhi to bhai jis agr ap k pass knowledge nhi hai to ap is main profit nhi kama skty hain bal k is main loss hoga ap ka aur kuch hasil b nhi hoga
    • #3 Collapse

      Ik educated person ik un parh ki nisbat zayada achi tarah trading kar sakta hay.. Ik educated person forex trading ko achi tarah samjh kar best working kar sakta hay..
      • #4 Collapse

        knowledge is a key when a person who has deep knowledge regarding forex can be a good trader because the whole thing you want to know about forex is mostly in english because its an international market.
        • #5 Collapse

          dear brother jo b business ho un k liyeh Rub nay apnay apnay business banay howay hai our agar who is may enter hona chatay ho tu yeh tu mumqeen nahi hai brother agar who log kisi our business may jatay hai jo un k pass may ho tu welcome
          • #6 Collapse

            koi bhi kaam start karnay say phelay us ko saikhna bahoot zaroori hoata hai agar ham forex ko bhi saikh k karin gain tu hamain is main kaam kar k faidah ho ga
            • #7 Collapse

              It is very good for you to have god knowldge so always concentrate so you must be very focus at any given time so you must concentrate
              • #8 Collapse

                The use of stop loss is very necessary, sometimes there are installed adjacent to the current SL OP are intended when price reverses and SL bus moved that minimize loss, may put a stop loss with a high range of its SL eg 100 or 200 pips to if there is a change price
                • #9 Collapse

                  Forex esa business ha jis main mistake aap ko loss De sakte ha or es ke bary acha knowledge or experience aap ko acha profit De sakte ha es ke experience both ehmeyat rakhta ha
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik online business hay orr issko kerna kay liyyea kisse special education kee zaroorat nahe hoote hay baat hay samajhnay kee jissko bhe isske samajh aa gaye ker saakta hay..
                    • #11 Collapse

                      mere khiyal se toh nahi kar sakta kiu ke forex be ak business ki trah he or business start karne se pahle usko samjna zrori hota he or ak uneducated ke lie bsuienss ko samjna kafi mushkil hota he is lie woh hi log business ko achi trah se run kar skate hen jinke pass achi skills hon ya acha knowledge
                      • #12 Collapse

                        g bahi bilkul ek uneducated person bhi is business ko kar sakta hai aur is mein bohat ziyada earning hai bhai,kiunke ye business worl wide hai risky to hai lekin agar ap isko theek se seekh gaye to phir ap is mein zaroor kamiyab honge aur apki earning bhi barhti jayegi,to main cheez hai isko theek se seekhna.
                        • #13 Collapse

                          agr wo dil lagah kar achi tahra mahnt kara tu ak mont men ak acha tarider ban saktah ha or ak acha porafit bi erning kar saktah ha ya ku atnah muskil kaam nahe ha bas hamen mahnt kah saat kaam karnah pahra ga jatni zidah ham mahnt karan ga utnha zidah porafit kaamh saktah han
                          • #14 Collapse

                            g han agar apki basic education puri ha to ap forex trading blkl sekh skte, ap kisi bhi achi site sy sekh skte hn aur ap jitne jldi sekh jaen gy utne jldi kam shuru kr saken gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me knowledge is business ki sb se main hisa ha isi liye hmen is business ko kabhi bhi bgair knowledge k nahi karna chahye kyun k bgair knowledge k karny se hmen is business me kafi loss b ho sakta haa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X