Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte
    Aslam o Alakum
    Dear forex members agar ap ko pata hai ke jald bazi ap ke lye our ap ki trading ke lye nuqsan d3h hai to ap ko is jald bazi se bachna chahye ap jitna is hald bazi se door rhian ge ap ko usi hisab se trading se profit hasip ho pai gi warna ap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
    Aslam o Alakum
    Dear forex members agar ap ko pata hai ke jald bazi ap ke lye our ap ki trading ke lye nuqsan d3h hai to ap ko is jald bazi se bachna chahye ap jitna is hald bazi se door rhian ge ap ko usi hisab se trading se profit hasip ho pai gi warna ap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte
    jald bazi nuqsan dita hai hum sub is ko janty hain magar os k bad phir bhe hum is main jald bazi karty hain or is wajah sey hum ko loss hu jata hai sabar bhe ik bahut hi bada weapon hai forex trading main agar hum ik achcha profit haasil karna chahty hain tu hum ko aismain bilkul bhe jaldbazi nahi karni hai or nahi hai jaldbazi main koi trade opan closs karni hai main hum ko sabar karty hoy kam karna hai sabar sey bhe hum kamyab ho skty hain aur achcha profit kar skty hain
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

      yes friend, jaldbazi aur lalach sa bachna chaiay q k jaldbazi sa nuksan hota ha, hmesha soch samajh kar aur tahamul sa trading decisions lain jo achay aur mufeed results provide karain, market ki moment ko samajh kar anaylisis karain aur us hisab sa planing bna kar trdae open karain
      Last edited by ; 19-06-2020, 04:20 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

        dear g han ap nay sahee bat ko kha hay agar ham is main add honay k bad main koi bhi kam ko hurry k sat karaty raha kia karein gye to yeah ham k lye dangerous ho sakta hay so is main ham ko chye k ham is main jo bhi kam ko kia karein itayt k sat karaty raha kia karein is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko karnay main hurry up nahi karna ho g is main ham ko acahy say acha kam ko karnay k bad main he agy ki trf janay k bqaray main khyal karaty rahan ho g so is main jitan bhi ham k kam achay say acha ho g is main ham ko ita he agay kii janib jana hay to .
        • #5 Collapse

          Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Aslam o Alakum
          Dear forex members agar ap ko pata hai ke jald bazi ap ke lye our ap ki trading ke lye nuqsan d3h hai to ap ko is jald bazi se bachna chahye ap jitna is hald bazi se door rhian ge ap ko usi hisab se trading se profit hasip ho pai gi warna ap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte
          Family member ji aapane bilkul sahi Kaha nahin karna chahie theek Nahin hota hai isliye Hamen Kuchh Hamen Kuchh fayda Nahin Hota vah isliye Jab Bhi kam Karen freshman se kar aur Skoon Se Aaram Se baithkar Karen aapke a jaldbazi Se Kabhi Kam na Karen kam job karna chahte hain to jaldbaji karna Chhod De...
          • #6 Collapse

            Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

            dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading k tmam traders ko pta ha k jald bazi mn hmesha nuksan he hota ha lekin uskay bawajood jb bhi bonus milta ha to baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn sur loss k sath sath account bhi wash krwa detay hn
            • #7 Collapse

              Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

              Ji, har koi bar bar seniors say ye sunta hay or janta hay keh jaldbazi hamain kai wrong decision karny per majboor kar daiti hay, jo hamain loss ki taraf lay jaty hain. Is liye jab tak hum patience nai karain gay tab tak hum koi bhi planning kar kay decision nai kar sakain gay, is liye zaroori hay keh hum jaldbazi say bachain or planning per yaqeen karain.
              • #8 Collapse

                Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                G haan hm sbko pta hy jildbazi nuksan dati hy is sa srf loss hota hy kbhi profitnhi ho skta phr bhi hm gaflat krty hain or jildbazi krty hain khty hain na jildi ka kam shatan ka or shatan waly kam kbhi faida nhi daty is liy forex main kam krty howy chahy posting ki jay ya trading ki jay soch smjh kr ki jay kbhi bi jildbazi na ki jay ziyda bons k chakar main jildi kamyabi hasil krny k liy jump nhi lagany chahiy bal ky soch smjh kr step by step agay brhana chahhiy agar hm jildbazi kray gay to kbhi bhi hamara bonus achaa nhi ay ga hm sb ko pta hy jildbazi sa srf loss hota hy to hamain is per amal krna chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                  G hy bilkul forex online business hy is main jeldbzi sa hmsha nuksan hi hwa hy faida Nhi lykn phr bh koi bh subr sa kam nhi krty blky jeldbzi krty hy or nuksan main jata hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra subr sa achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                    Dear member forex trading mein jald baazi nuqsaan deh hai ham saab ko is baat ka pata bhi hai but is par ham amal nahi karty hmara ham agar trading mein bagher sochy samjhy trade karein gay to siway lose kay hamein kuch hasil nahi hoga hamein trading achi planing or stratgy kay sath karni chahiye jitna acha plan hoga una acha ham earn kar sakein gay agar ham zeda ki lalach mein jald bazi say lot size ka zeda use kar lein gay to is mein hmara acount wash hojata hai hamien zeda ki bjay kam earning say bhi reh jaty hein is liye soch samjh kay trade lgayein or biggest lt ka use na krin isi mein hmara faida hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                      Karne Wale Ko Jindagi Mein Kuchh Nahin Hota aap trading Mein expert Banna Chahte Hain To aapko chahie Apne emotions ko control Karen aur apni aur knowledge ki agar aap jaldbaazi Mein Karenge to aapko kabhi bhi Sahi Jagah per entry Nahin milega Aisa karne se aapka account grow karne ki Bajaye decline ki taraf Jayega
                      • #12 Collapse

                        Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                        Aslam o Alakum
                        Dear forex members agar ap ko pata hai ke jald bazi ap ke lye our ap ki trading ke lye nuqsan d3h hai to ap ko is jald bazi se bachna chahye ap jitna is hald bazi se door rhian ge ap ko usi hisab se trading se profit hasip ho pai gi warna ap kabhi bhi kamyab nhi ho sakte
                        Ge ha senior friend jald bazi se account ka wash hone ka 100 percent hota he is waja se her member ko chaya ke wo treading karte waqt jald bazi se kam ahi lena chaya aur soch samaj ke sat tread ko open karni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: Jald Bazi Nuqsan Deh Hai Sab Ko Pata Hai lekin Amal Nhi Karte

                          G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men jaldi nahin karny chaheya kun kay forex medn kam karna bahut mushkil hy as lia hamen forex men koi bhe mushkil kam nahin karna chaheya kun kay forex men jo jaldi karta hy us ko utna hi nuksan hota hy as lia hamen forex men koi bhe jaldi nahin karny chaheya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Jald Bazi Nuqsan Deh Hai: Sab Ko Pata Hai Lekin Amal Nahi Karte

                            1. Jald Bazi Kya Hai?


                            Jald bazi ka matlab hai bina soch samajh ke kisi kaam ko jaldi jaldi karna. Yeh ek aisi aadat hai jo aksar logon mein dekhi jati hai, aur is se anjaam dene wale kaam mein kami aati hai. Aam tor par, log samajhte hain ke jald bazi se waqt ki bachat hoti hai, lekin asal mein yeh aksar nuqsan ka sabab banta hai.
                            2. Jald Bazi Ke Nuqsanat


                            Jald bazi ke kai nuqsanat hain. Pehla nuqsan yeh hai ke log bina soch samajh ke faisle karte hain, jo baad mein unhein pareshani mein daal deta hai. Is se unki productivity bhi kam hoti hai kyunki jab kaam achhe se nahi hota, to usay dobara karna padta hai.
                            3. Jald Bazi Ka Falsafa


                            Aksar log jald bazi ko waqt ki bachat samajhte hain, lekin yeh soch ghalat hai. Yeh ek aisi soorat hai jahan insaan kaam ko quality ke bajaye quantity par zyada tawajjo deta hai. Is ka asar na sirf insaniyat par, balki maasharti asar par bhi hota hai.
                            4. Jald Bazi Aur Zindagi


                            Zindagi mein jald bazi karne se aksar aise faisle hote hain jo na sirf apne liye, balki doosron ke liye bhi nuqsan deh sabit hote hain. Jab insaan jald bazi karta hai, to usay samajh nahi aata ke uski har ek choti si galti ka asar kis tarah se aage chal kar barh sakta hai.
                            5. Jald Bazi Aur Talab-e-ilm


                            Taleem ke maidan mein bhi jald bazi ka asar nazar aata hai. Talaba jab exam ke liye tayyari mein jald bazi karte hain, to unka syllabus achhe se nahi samajh aata. Yeh unki academics ke liye bhi nuqsan deh hota hai.
                            6. Jald Bazi Ki Ijaazat Kahan?


                            Har kaam ko jald bazi se karna sahi nahi hota. Kabhi kabhi, kuch kaam aise hote hain jahan waqt lagana hi behtar hota hai. Misal ke taur par, koi bhi creative kaam ya project, jise soch samajh kar karne ki zaroorat hoti hai, wahan jald bazi se parheiz karna chahiye.
                            7. Jald Bazi Ki Aadatein


                            Jald bazi ki aadatein aksar bachpan se hi shuru hoti hain. Jab bachche bina soch samajh ke koi kaam karte hain, to yeh aadat unke saath badi umar tak chalti hai. Is liye, unhein sahi tareeqe se samjhana aur seekhana bohat zaroori hai.
                            8. Jald Bazi Ka Tadaabur


                            Insaan ka zehan kabhi kabhi itna bhaari hota hai ke woh jald bazi mein kuch bhi karne lagta hai. Is silsile mein, aapne aap ko kuch palon ke liye roknay ki koshish karni chahiye. Yeh tadbeer aapko sochne ka mauqa degi aur behtar faisle lene mein madad karegi.
                            9. Jald Bazi Aur Technology


                            Aaj kal technology ki wajah se bhi jald bazi kaafi barh gayi hai. Social media aur instant messaging ne logon ki sochne ki salahiyat ko kam kar diya hai. Log foran jawab dena chahte hain, chahe woh sahi ho ya ghalat. Is se unki soche samjhi hui baatein aksar kamm hoti hain.
                            10. Jald Bazi Se Bachne Ke Tareeqe


                            Jald bazi se bachne ke liye kuch asan tareeqe hain. Pehla, apne kaam ko plan karen. Is se aapko pata chalega ke kya karna hai aur kab karna hai. Doosra, deadlines set karen lekin inhein realistic rakhen. Teesra, break lenay ka bhi waqt nikaalain, taake aap achhe se soch sakein.
                            11. Jald Bazi Aur Health


                            Jald bazi sirf kaam tak hi mehdood nahi hoti, balki yeh aapki sehat par bhi asar daal sakti hai. Jab log stress mein hote hain, to unki mental health kharab hoti hai, jo long-term mein nuqsan deh sabit hota hai. Is liye, stress ko manage karna aur behtar sochna zaroori hai.
                            12. Jald Bazi Aur Rishtay


                            Jald bazi rishton mein bhi takraav paida karti hai. Jab log bina soch samajh ke faisle karte hain, to unka dusron ke saath taluq kharab ho jata hai. Is liye, sab ko chahiye ke woh apne rishtey ko samajhne aur samajhane mein waqt lagayen.
                            13. Jald Bazi Ka Asar Karobar Par


                            Karobar ki duniya mein jald bazi kafi nuqsan deh hoti hai. Jab koi businessman jaldi mein faisle karta hai, to uski company ko bohot saare nuqsanat ka samna karna padta hai. Yeh sirf mal-o-daulat ka hi nahi, balki image ka bhi masla hota hai.
                            14. Aakhri Khatam


                            Aakhir mein, jald bazi ek aisi aadat hai jo har kisi ko nuqsan deh sabit hoti hai. Isay control karna aur samajhna bohot zaroori hai. Har insaan ko chahiye ke woh apni zindagi mein soch samajh kar faisle le, taake woh na sirf apne liye, balki doosron ke liye bhi behtar asar daal sake.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X