Big Lot Size = Biggest Mistake.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big Lot Size = Biggest Mistake.
    Forex trading me trade ka lot size ka large hona big nai bigger nai biggest mistake hay or pachtawa or big loss hay. Magar hum loss kerne ke bad ye mistake kerne ke bad hoosh me ate hain werna hum lalach or jald bazi le qabu me hote hain ke humey profit hona chaiye hay big lekin wo big profit ke chakar me loss hota hay.
    Expert banein experienced banein or achi strong analysis ke bad big lot ka risk lein.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
    Forex trading me trade ka lot size ka large hona big nai bigger nai biggest mistake hay or pachtawa or big loss hay. Magar hum loss kerne ke bad ye mistake kerne ke bad hoosh me ate hain werna hum lalach or jald bazi le qabu me hote hain ke humey profit hona chaiye hay big lekin wo big profit ke chakar me loss hota hay.
    Expert banein experienced banein or achi strong analysis ke bad big lot ka risk lein.
    aap bilkul sahi kah rahe hain lot size ka iska matlab yah hai ki Ham jyada Kila Lage karte Hain to iska jo hai na bad mein nuksan bhi ho sakta hai ki file example agar market drivers Ho Gaya to hamen lost bhi jyada hoga isliye hamen chahie ki lot size sadana Gaye Baki kam lagaen jyada khinchkar mein nuksan bhi ho sakta hai.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

      G Han bilkul big lot size sy trade krna Bari ghalti hoti Hy AP ko chahay k saber k sath Kam krain r rk accha experience hasil kr k ek Kamyab trade krny ki koshish krain take AP ki kamyabi ho skain.
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

        Ji aapane Sahi Kaha Jitna Bada lot size Hoga utna hi greater chance hota hai mistake hone ka Hamen chahie Mr ko remove karne ke liye apni Ladne per focus Karen aur usko increase Karen cal learning increase hone ki vajah se aapka experience level increase hota hai aur aap apni trade ko successful kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

          G han hamen foprex men zeyada lalach nahin karny chaheay kun kay agar hum forex men zeyada lalach karen gy tu hamen as men bahut nuksan hoga ur hum as men apnyn kamyab y hasil nahin kar saken gy as lia hamen as men bahut saber kay sath kam kar kay kamyaby hasil karny chahey
          • #6 Collapse

            Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

            Part 48 form Bhar kam karte hue Hamesha aap apne bonus ko acche tarike se istemal Karen Apne bonus Ho Jaaye mat hone De Hamesha Sambhal lot size ke sath Apna Kam Jari rakhen agar aap lot size Jyada rakhte Hain To Uska nuksan Bhi Hai Aur fayda Bhi nuksan yah hai ki agar aapko Las ho jata hai to uska Bhari nuksan hota hai aur Agar aapka from height aaega to vah bhi bahut jyada Achcha aaega isliye koshish karen kay kam lot size ke sath profit gain karne ki koshish karen
            • #7 Collapse

              Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

              Gee bilkul aap ne thek kaha magar yeh zarrori tu nhi ke her koi eik hi tarike se kam her insan ka kam karne ka tarika alag hota hai. Hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur ache ki umde rakhe kui ke acha soche ge tu hi acha milega. Agar hum big lot size lagana chahte he tu hume pehle yeh confirm hona chahie ke is emin paka benefit hasil ho ga aur apne poore dehan se fresh mind se trade lagae tab hi hum success hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

                Forex ke andar aap ki sabse big mistake yahi hai ki aap Jab Jyada lot size use karte ho Kyunki jitni Badi aap lot size use Karenge aapko Kitna jyada nuksan ho sakta hai utna hi aapko profit ho sakta hai isliye aap money management Karen Apne account Demat aur trading Karen Agar aapka account to aap FIR Thodi Si Jyada lot size use kar sakte hain to Agar aapka Account large nahin hai to aap Jyada lot size use nahin kar sakte aur na hi aapko Jyada lot size use Karni chahie Kyunki aap apne account ke mutabik jitni small lot size use Karenge Aap Ko Itna Achcha bonus Milega Aur Itna Achcha aapko profit milega isliye Jyada Se Jyada try Karen ki aap apne account kyon acchi management Karva kar kam Karen

                • #9 Collapse

                  Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

                  your lot size should be right according to the investment that is present in your backup if you have small amount investment in your back up then you should restrict your message to the minimum but if you have huge amount of investment then you can take a middle or higher lot size but you should manage your lot size so that your reply grow exponentially in a positive direction
                  • #10 Collapse

                    Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

                    G bilkul friends big lot size boht bari mistake hay jo kay recover able nai hay kiun kay jo members zyda profit kay chakr main big lot size ko select karty hain to aksar asy members ka account wash ho jata hay to phr sab ko pta hi hay jab account wash ho jay to recover nai kr skty is liy lot size ko apny blance kay mutabik hi set krain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

                      Dear member jab ham forex mein trading karty hein to hamein soch samjh kar or achi thought kay sath trading karni chaye ku kay jald baazi mein ki gai trading hamein lose deti hai isi liye hamein trading mein sab say pehly achi planing ki zarorat hoti hai jab tak ham achi planing nahi karein gay kamyaab nahi hongay trde karty hoy hamein lote size ka khyal rakhna chaye jitni zeda lot size rakhein gay utna hi hamein lose ka khatra hota hain agar ham lot size ka kam rakh kay lgay gay to hamein acha bonus milay ga or account bhi wash nahi hoga isi liye soch samjh kar lalach say door ho kar trade lgay aik hi dafa zeda trade na lgay is trah ham lalach mein ajaty hein or apna lose kar bthty hein.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Big Lot Size = Biggest Mistake.

                        Assalam o Alikum, g han trading is ng ma lot size apny bonus k motabiq na rkna bht bara mistake h es sa hmsru n bht loss hota h es liye hmein cheaye k bonus is a kam invest h to lot size ze b kam rkeaye n r agr bonus zayda invest h to pir hum lot size bara rkny ka risk ly sqty hein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X