Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.
    Forex trading me jo log nakam hain jo members loss krahe hain yad rakhein ye loss ye nakami mustaqil nai hay q ke nakami me or nakami ke bad Kamyaabi hay. Magar yad rahe ke nakami me Kamyaabi tab hay jab hum us nakami se us loss se us mistakes se learn karein improve karein avoid karein. Learning na chorein himmay or hoosla na chorein. Mehnat karein or khud ko challenge karein ke forex me jahan or members Kamyaab hain waha kal ko muje bhi shamil hona hay.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

    loss or profit business ka aik part hain hamy loss hony par tene nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karnac chahye, insaan hamesha apni naqamiyon se he seekhta hai, is liye apni nakami pr afoso krnay k bajay apni nakami se kuch seekhnay ki salhiyat paida kren, dekhen k ap ko kahan se or q nakami ho rahi hai phr us nakami ko improve krnay ki koshish kren,
    • #3 Collapse

      Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

      G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen loss hony per preshan nahin hona chaheya balkeh hamen as men bahut himat kay satgh kam akrna chahey kun kay forex men hum apny marzy say kam karty hain tu hamen as men bahut saber kay sath kam akrna chaheya kun kay as men hum sab ka faida hy
      • #4 Collapse

        Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

        G Han bilkul AP ko apni mehmat Jari Rakhna chahahy agr loss ho jata hy to preshaan na hon AP ki mehnat AP ko Kamyab banati Hy loss sy bhi AP ki Learning hoti hy r AP market ko saheh samjh sakty Hain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

          Agar aapko Forex Mein Na Kami hoti hai to aapko chahie ki aap Himmat na Hare hain aur Dil lagakar kam Karen Kyunki Jitna Achcha aap kam Karenge aap utna Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Jaenge iske alava aap koshish karen ki aap bahut acche tarike se work Karen Kyunki Itna Achcha aapka work Hoga apni acchi aapki post ki quality Hogi aur Usi hisab se aap ko bahut Achcha bonus milega ek baat aapko Apne mind Mein rakhni chahie ki aapka bonus sirf ek Surat Mein Achcha Aata Hai Jab aapki post ki quality acchi hoti hai aur jab aap ki post per thanks Jyada hote hain aur jab aap ki post ke andar Forex se related knowledge share Kiya hota hai Kyunki Jab aap Forex related knowledge share karte hain to use knowledge se junior members aur students ki bahut jyada benefit Milta Hai

          • #6 Collapse

            Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

            Ji Sahi Kaha Jab Bhi aap Forex spaartrading start Karenge to starting Mein Los hi hota hai because aapke pass knowledge or experience Nahin Hota but Hamari Jab mistake occurred Ho Jaaye To Hamen use mistake ko solve karna chahie because is Saif Hamen experience Milta hai aur ham is mistake ko Apne profit Mein convert kar lete hain
            • #7 Collapse

              Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

              G hy bilkul nakami main hi kamyb hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra acha sa forex ko semjh achi qulit ka kam kra ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga hm jitni mhynt kra ga konwldg or experience sa soch semjh kr achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

                successful person is always a person who does not get afraid of kitten loss controls emotion and when he gets lost in our become disappointed that he gives up that an unsuccessful person always finds ways excuses to give up this is not a good habit if you want to become a successful person you should not get afraid of silver
                • #9 Collapse

                  Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

                  Ji Agar Ham Apna Kam Hi Ko samjhaie aur koshish Karenge Ham Apne Na Kami se Sabak Saken aur aur Agali bar apni nakami ko sudharne ki koshish karen aur struggle Karke Humne Kamyab hona hai aur Himmat karni hai To Ham bahut sari mehnat Karke Kamyab ho sakte hain Agar Ham apni nakami se Sabak sikhate Hain To vah Hamari na kam Hamare liye kamyabi banti hai isliye Hamen chahie ki Ham apni nakam se Sabak sikhane aur Agali bar bahut mehnat Karen aur Achcha kam Karen Taki Ham Kamyab ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

                    agar humne apne aap ko ek kamyab insan banana hai to ismein hamesha achcha kam karna hai hamen yah sochana chahie ki Ham agar aaj Na kam ho gaye hain to Ham ismein jyada pareshan Na Ho agar Ham jyada pareshan honge to hamara apna nuksan hai hamen jitna ho sake achcha kam karna chahie to bad mein Ham kamyab ho sakte hain aur ismein bahut kuchh aasan kar sakte hain aur ismein hamare liye kaam bahut hi aasan hota hai ismein jitna Ham achcha kam karenge hamen apna hi fayda hoga aur fayda hasil karna har kisi tarah farj hai main achcha kam karna chahie jab hamen achcha kam karenge to Ham bad mein Hi kamyab Ho jaenge aur kamyabi hasil karna har kisi per farz hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

                      gar Forex eik lajwab business hai is emin hum jitni zyada mehnat kare ge utni hi zyada hume success hasil ho gi. Agar hum nakam ho ker phir se koshish na kare tu hume kabi bhi success nhi hasil ho sakti. Agar zindagi mein kisi kam mein nakami hasil ho tu hume wohi kam ko bar bar try karna chahie is se hum eik martaba tu us mein zarror success hasil kare ge aise hi forex mein hume bar bar koshish ker ke success hasil karni chahie.
                      Last edited by ; 19-06-2020, 03:16 PM.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakami Me Hee Kamyaabi Hay.

                        Dear brother har buisness mein nafa or nuksaan hota hai ye hmara part of life hai agar hamein lose hojata hai to is say pareshaan nahi hona balkay is ko recover karny kay liye hamein achi stratgy kay sath or hard working kay sath kaam karna hoga or apni mistake par ghoor karna hoga jitna ham mehnat karty jayein gay utna hi kamyabi ki taraf jay gay hmari kamyabi ka raaaz mehnat mein hai is liye agar ham apni life mein kamyaabi chahty hein to aik dafa agar lose ho bhi jay to us ko dil par na lein balky himat kay sath us ka samna karein or apni mehnat mein datt jayein is trah hamin or kamyaabi hogi or acha earn kar sakein gay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X