Difference Between Demo & Trading account.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2101 Collapse

    demo account or real main bs yhi farak hai k demo main ap sekhty ho or real main ap apny peson se trade krty ho.main khud demo account main abi to sekh rha hu Q k demo account main agr hard work kia jay to achi learning k bad he market main profit bnaya ja sakta hai.so learning first point hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2102 Collapse

      demo main sab say pahly learning karni ho gi tab hi hum market main sucess ho skay gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum market main sucess hon gay aur earning ho saky gi
      • #2103 Collapse

        demo main boht hi acha earn karein gay aur phar hi hum sucess hon gay aur plane kar k hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum sucess hon gay
        • #2104 Collapse

          janab demo account ma parctice karnay ka maksad ya hota ha kay jo aap nay mahnat sa invst jma ki hote ha ow aap loss na kary our knowlged sa profit hasil kary real ma aap ko apne galte tek karnay ka hak nhe hota ha is ma aap ko loss hota ha our trad sahi honay par aap ko profit hota ha
          • #2105 Collapse

            demo account wo hota hay jahan ham apni strategies ko test karty hain - practice karty hay - real learning karty hain - yeh sab apko bht help karta hay real account main real profit kamanay k liye - rel account main koi fake money nahi hote sab kuch real hota hay profit bhi aur loss bhi
            • #2106 Collapse

              demo acocunt my zra b tention nai hoti hy our real account my bhot zead tention hoti hy is liuya demo my kam krna bhot ehsan hota hy kio k dmeo account my hamny oinvest nai ki hoti hy to phr ham ko us my profit ho rha hota y kio k us my agr loss ho bhi jaye to phr who hamara nai hota hy jab k rela my hamy real loss hota y our bhot tention hoti hy is liya ham ko real my bhot dyhan sy kam krna hota hy
              • #2107 Collapse

                Real ya demo dono Mei feature basic level par koi difference nhi hai bus fark sirf itna hai demo fake trading hai yaha trading real market par hi hoti hai par profit loss sab fake hota hai demo account broker offer karta hai client Ko practice ke liye tasking wo forex business Ko samjh sakhe iska makshad in logo Ko forex se rubru karwana demo ek testing tool hai agar ise tarike se Kiya jaaye to Yeh aapko real trading Mei aapka result de Sakti hai aur real trading real money ke sath hota hai har loss real loss aur har profit real profit hota hai isliye forex business Mei kabhi bhi aapko direct real trading karne ke liye nhi kehta kyuki Yeh ek risk business hai jo aapko itna bada loss de Sakti hai jo aapne socha bhi nhi hoga
                • #2108 Collapse

                  Demo ya Real account dono Broker ki taraf sey mohaya karda platform hain farq itna hai k Demo min Trader ki koi investment ni hoti lekin wo is pr apni strategy ko test kr sakta hai lekin real min Trader ki invested amount hoti hai or is min nafa ya nuqsan ka Zimdar Trader hota hai
                  • #2109 Collapse

                    Assalam o Alaikum wa Rekhma tullaha ha wa bara katoo hoo.My Dear Friend,Demo Account only for pracitice in post of trading and best for learing and live aaccount is real account for you geting profit and income for your life.
                    • #2110 Collapse

                      Jee bhai ap blkul theek keh rahe hai apki post bht informative hai. Har new trader ko chahye k wo pehle demo pe practice kare uskay baad live account pe kaam kare taa k loss naa ho wrna apko bht loss hota hai aur phr ap forex ko blam krte hai jb k galti apki apni hoti hai.
                      • #2111 Collapse

                        bahoot he karamad aur tafseeli post karnay ka sukria . mujhy umeed hai ke iss post say new traders demo account aur real account kay difference ko bohot achi trah understand kar sakin gaay aur trading b iss hisab say karin gaay .
                           
                        • #2112 Collapse

                          A demo acount wo hai jis pa ap real market ka sath trading kr rehey hoty hain per ap profit nae nikalwa saktty baqi sab real hai bas ap amount withdraw nae krwa sakty real acount be same hota or sab ap withdraw be krwa sakty ho
                          • #2113 Collapse

                            Trading account or demo account same same working karty han is k lye hamen kuch zayda mahanat karna parti habis k kye hamay real account may apni jabi say investment karna parti ha jabbk is k against demo may invest nahi ha
                             
                            • #2114 Collapse

                              Demo account aur real account main market ka koi frq ni hota PR is main traders ki mind change ho jata hy MATLAB ap demo account main loss k dar k bina ap practice krty ho pr oreal account main apko k mind p pressure hota hy Jo apko baz auqat loss bi ho jata hy to is liy apko chahiy k ap forex trading main trading main kamyabi k liy demo account p baht ziada practice kro
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2115 Collapse

                                demo account ma hum ko parctice karne hote ha our is sa hum ko experinec hasil hota ha our is ma hum apne mstak ko tek kar sakty ha our real trading account ma hum ko trading karne hote ha our is ma hum k loss our profit hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X