stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain
    hamy market mai stop loss ko use kar ky kam karna chaey pher he hum pasai kama saky gy agar hum stop loss ko ignore kar dety hain to hamara account baned ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hain hamy soch samj kar kam karn chaey forex aik best and unique business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

    Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired demagh ya minde k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

      yes dear stoploss sa safe trading ki ja sakti ha, ye aik mufeed aur usefull tool ha, agr market hmari trade sa inverse moment start kar da to is ko use karnay sa hmain limited loss ho ga aur selected limits par pohnch kar trade auto par close ho jay gi aur hm big loss sa bach jaen gay
      Last edited by ; 19-06-2020, 11:52 AM.
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

        is forum main practice karni ho gi aur acha trrader bannay say pahly is k bary main learning karni ho gi aur hamain stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar skaty hains o hamamin si forum main practice karni ho gi tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
          hamy market mai stop loss ko use kar ky kam karna chaey pher he hum pasai kama saky gy agar hum stop loss ko ignore kar dety hain to hamara account baned ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hain hamy soch samj kar kam karn chaey forex aik best and unique business hain
          dear hamen chahie ke trade lagane se pahle Ham market ko acchi tarike se study karne market Koi nalayak karne uske bad hamen trade lagani chahie aur trade lagane se pahle hamen planning karni chahie aur hamesha long-term ke liye trade lagaen aur stop loss aur take profit ke Jo limit se wala gana chahieHam kaam lenge to hamen loss bhi ho sakta.
          سرکار
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
            hamy market mai stop loss ko use kar ky kam karna chaey pher he hum pasai kama saky gy agar hum stop loss ko ignore kar dety hain to hamara account baned ho jy ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik legal business hain hamy soch samj kar kam karn chaey forex aik best and unique business hain
            Dear member ham forex business mein stop loss mean ST aur take profit TP use kar sakte hain lekin Hamen Forex mein confidence ke sath kam karna hoga Parker Agar ham stop Loss Lagate Hain vaise Hamara bahut jyada last ho jata hai Hamen market Ko Dekhkar trading Karni chahie Taki ham Jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

              Stop loss aik tool hy jisko trade mein is liye use krty hein tah k big loss na ho stop loss tool ko hum money management k liye use krty hein jis mein hamara apna faida hota hy hum apny bonus ko long time trading mein use kr k ziada benefits hasil kr sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

                Slam dear friend
                Stop loss forex trading main bht hi useful hai ye humain
                Loss sy bchati hai agr hum stop loss ko use nhe krty to hum loss ka shikari ho skty Hain or humara account ban ho skta hai hum Jo bhi trade lgain us main stop loss ka itakhab zrori hai isy agr Hamara analysis opposite ho bhi Jay to hum big loss sy buch Jain gy stop loss ki wja sy huamin km loss hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

                  G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men stop loss ko use karna chaheay takeh hum as men kamyaby hasil kar saken as lia hamen as men bahut saber kay sath kam karna chahey kun kay forex men jo jitny mahnat karta hy us ko utna hi faida milta hy as lia hamen as men bahut saber kay sath kam akrna chaheay
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

                    Ji Hamen different Tarah ki strategy Karni chahie Jo person strategy acchi use Karta Hai vah Kamyab ho jata hai because vah Apne strategy ko implement karta hai apni trade mein aur vah apni trade ko successful kar leta hai Sohan Sabko chahie stop-loss ki use Karen yah Ek bahut Achcha method hai
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ko use kar ky trading karny mai he kamaybe hain

                      Stop losses ko use kar kay he trading main kamyabi hay, forex trading main es ka istamal doran e trading baday nuksan say bachata jaisa keh naam say he zahir hay keh stop losses tou jab bhee forex trading main trading karain tou es ko zaror istamal main laen yeah aik accha option hay tou es ko use bhee karna chahie thora nuksan tou kabl e bardasht hota lakin bada naho yeah baday nuksan say tou bachata hay, tou jab bhee trading karain es option kay istamal ko yaqeeni banaen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Stop Loss Ka Istamal Trading Mein

                        1. Introduction


                        Trading duniya mein, risk management ek buniyadi ahmiyat rakhta hai. Is ka sab se ahem hissa stop loss ka istamal hai. Yeh aik aisi strategy hai jo traders ko nuksan se bachane mein madad deti hai.
                        2. Stop Loss Kya Hai?


                        Stop loss ek aisi order hai jo trader set karta hai taake agar market uske khilaf jaye to uska nuksan limit kiya ja sake. Yeh order automatically activate hota hai jab asset ki price ek specified level tak girti hai.
                        3. Stop Loss Ka Maqsad


                        Stop loss ka maqsad yeh hai ke aap apne nuksan ko manage kar sakein. Har trader ko pata hota hai ke market unpredictable hoti hai, isliye stop loss ke zariye wo apni investment ko protect kar sakte hain.
                        4. Types of Stop Loss


                        Stop loss ke do main types hain: fixed stop loss aur trailing stop loss. Fixed stop loss aik fixed price par set hota hai, jabke trailing stop loss market ki price ke sath sath move karta hai.
                        5. Fixed Stop Loss Ka Istamal


                        Fixed stop loss ko set karte waqt trader ko apne risk tolerance aur market analysis ko madde nazar rakhna hota hai. Yeh strategy un traders ke liye behtar hai jo short-term trading karte hain.
                        6. Trailing Stop Loss Ka Istamal


                        Trailing stop loss ka faida yeh hai ke yeh profit ko secure karne mein madadgar hota hai. Jaise hi price badhti hai, trailing stop loss bhi apne aap adjust hota hai, is se trader ko zyada nuksan nahi hota.
                        7. Stop Loss Kaise Set Karein?


                        Stop loss set karte waqt, traders ko support aur resistance levels ka jaiza lena chahiye. Yeh levels help karte hain yeh samajhne mein ke market kis taraf jaye gi.
                        8. Risk Management


                        Risk management trading ka ek buniyadi hissa hai. Stop loss ke zariye, traders apne total capital ka ek chhota hissa risk karte hain, is se unhe zyada nuksan nahi hota.
                        9. Emotional Control


                        Stop loss ka ek aur faida yeh hai ke yeh traders ko emotional trading se bachata hai. Jab market aapki soch ke khilaf jata hai, to stop loss automatically kaam karta hai, jisse trader ko sochne ka waqt milta hai.
                        10. Common Mistakes


                        Traders aksar stop loss set karne mein ghaltiyan karte hain, jaise ke behtareen level nahi chunna ya phir stop loss ko set karte waqt emotional decisions lena. Yeh ghaltiyan unhe zyada nuksan de sakti hain.
                        11. Backtesting


                        Backtesting se traders ko yeh samajhne mein madad milti hai ke unki stop loss strategy kitni effective hai. Is se wo apne past trades ko analyse kar sakte hain aur apni strategies ko behtar bana sakte hain.
                        12. Market Volatility


                        Market ki volatility ka stop loss par asar hota hai. Jab market zyada volatile hota hai, to stop loss orders jaldi trigger ho sakte hain, isliye traders ko yeh dekhna chahiye ke wo kis market mein trading kar rahe hain.
                        13. Conclusion


                        Stop loss ek powerful tool hai jo traders ko nuksan se bachata hai aur unhe risk ko manage karne mein madad karta hai. Yeh strategy har trader ke liye zaroori hai, chahe wo novice ho ya experienced.
                        14. Final Thoughts


                        Aakhir mein, stop loss ka sahi istamal karna zaroori hai. Yeh sirf ek tool nahi, balki aik trading philosophy ka hissa hai. Agar aap chahte hain ke aapki trading successful rahe, to stop loss ka istamal aapki trading strategy ka integral part hona chahiye. Trading mein discipline aur strategy ki ahmiyat ko samajhna, aapko long-term success dilane mein madadgar hoga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X