Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga
    Trading ek aisa business hai jismein hamesha sabar se kaam Lena jaruri hai kyunki jaldbazi hamesha nuksan ki waja banti hai. Jyadatar log bonus ke aate hi nitrate laga dete Hain Jo galat kam hai sabse pahle unko bonus ko dekhkar apni trade ki planning karni chahie taake unki trade kisi loss mein Na jaaye Bal ke woh log apne bonus ko kayam rakhte hue uske upar majeed Paisa Kama kar wihdraw ly sake. mere hisab se trading ke liye sabse behtar waqt Jo hota hai vah news ke release ke bad ka hota hai. Aap ek aap ek news ko follow Karen aur uske impact ko demo account per observe Karen. jab acchi tarah samajh a jaaye ke iska kya matlab hota hai to fir har hafte usi news ka intezar Karen aur fori baad trade laga den.isase aapka bonus bhi mahfuj rahega aur aap har hafte achcha bhala profit bhi Kama sakte hain. baar baar ki chhoti chhoti trade bonus tabah kar deti hain aur spread ke chakkar mein bhi achha wala bonus zaya Ho jata hai. Apne kaam apni mehnat apne time ko zaya na Karen aur hamesha purush kaun hokar sabar se kaam Le jaldbaji Na Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
    Trading ek aisa business hai jismein hamesha sabar se kaam Lena jaruri hai kyunki jaldbazi hamesha nuksan ki waja banti hai. Jyadatar log bonus ke aate hi nitrate laga dete Hain Jo galat kam hai sabse pahle unko bonus ko dekhkar apni trade ki planning karni chahie taake unki trade kisi loss mein Na jaaye Bal ke woh log apne bonus ko kayam rakhte hue uske upar majeed Paisa Kama kar wihdraw ly sake. mere hisab se trading ke liye sabse behtar waqt Jo hota hai vah news ke release ke bad ka hota hai. Aap ek aap ek news ko follow Karen aur uske impact ko demo account per observe Karen. jab acchi tarah samajh a jaaye ke iska kya matlab hota hai to fir har hafte usi news ka intezar Karen aur fori baad trade laga den.isase aapka bonus bhi mahfuj rahega aur aap har hafte achcha bhala profit bhi Kama sakte hain. baar baar ki chhoti chhoti trade bonus tabah kar deti hain aur spread ke chakkar mein bhi achha wala bonus zaya Ho jata hai. Apne kaam apni mehnat apne time ko zaya na Karen aur hamesha purush kaun hokar sabar se kaam Le jaldbaji Na Karen
    Exactly dear brother aapane Sahi kaha hai Forex trading main aapko bahut hi Sabar ke sath kam karna padta hai agar aap ismein jaldbazi Karenge to aapko ismein loss ho sakta hai trading Ek Aisa business hai jismein aap Kitna Jyada Sabar Karke kam Karenge aapko ismein itna hi Achcha profit hone ke chances Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

      hamain acha tradr banay say pahly is k bary main learning karni ho gi aur jald bazi say avoid k arna ho ga tab hi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain is forum main planing karni ho gia ur hamain sbr say hi trade karni ho gi aur hamain is k bary main planing kar k hi hum real main kam karein gay uar hamain trader banany say pahly is k bary main earn ho
      • #4 Collapse

        Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

        Asslam o alikum bhai kesy hyn sab umed krta hun ap sab kheriyat sy hun gy. Bhaibapny bht hi achi bat ki hai forex ek sabr sy kia jany wala kam hai es main jazbat ko cintrol krna prta hai bht sy log jb tread lgaty hyn tu unhein jldi hoti hai k profit ho meri bhai sab chez ka waqt hota hai sabr rkhein or mehnnat krna na choryn shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

          Dear trading ek aisa enterprise hai jismein hamesha sabar se kaam Lena jaruri hai kyunki jaldbazi hamesha nuksan ki waja banti hai. Jyadatar log bonus ke aate hello nitrate laga dete Hain Jo galat kam hai sabse pahle unko bonus ko dekhkar apni change ki planning karni chahie taake unki change kisi loss mein Na jaaye Bal ke woh log apne bonus ko kayam rakhte hue uske upar majeed Paisa Kama kar wihdraw ly sake. mere hisab se buying and selling ke liye sabse behtar waqt Jo hota hai vah information ke release ke awful ka hota hai. Aap ek aap ek news ko observe Karen aur uske influence ko demo account per look at Karen. jab acchi tarah samajh a jaaye ke iska kya matlab hota hai to fir har hafte usi information ka intezar Karen aur fori baad alternate laga den.isase aapka bonus bhi mahfuj rahega aur aap har hafte achcha bhala profit bhi Kama sakte hain. baar baar ki chhoti chhoti change bonus tabah kar deti hain aur spread ke chakkar mein bhi achha wala bonus zaya Ho jata hai. Apne kaam apni mehnat apne time ko zaya na Karen aur hamesha purush kaun hokar sabar se kaam Le jaldbaji Na Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

            Ji aapane Sahi kaha hai ki trading Karte Waqt Hamen jaldbaji Se Kam Nahin Karna chahie balki Hamen chahie ki Ham patient se kam Karen aur Soch samajhkar trade lagaen Agar Ham jaldbaji Mein trade lagayenge To Ham Apne experience ko use nahin kar Payenge Ham sahi se market Ki analysis nahin kar Payenge aur na hi Ham sahi se SL aur TP ko sahi se set kar Payenge aur na hi Ham sahi se lot size ko set kar Payenge isliye Hamen chahie ki Ham patience ke sath aur Soch Samajh Kar Apne experience ko use Karke trade lagaen Taki Hamen profit Hasil ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

              Thk kha ap ny forex main Jo log jld bazı sy km lety h wo nuqsan hı uthty h Forex main kmyb wohi hota h Jo sabr sy km leta h .q k bht sy log lalch krty h or jld bazı sy km lety h .or loss uthty h .Forex main sabr or demgh sy km krna cahahy jub hm trdang krty Hain to
              • #8 Collapse

                Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                asa he hain hamy is mai sabar sy kam karna chahey agar hum is main jald baze sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohqat ache job hain hum gar bath kar is mai international level par trading karty han
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                  Aapki baat bilkul right hai Forex forum mein aap Jab Bhi trading start karen to Soch Samajh Kar Apne kam ko perform Karen agar aap apne kam ko Soch samajhkar perform Karenge to aap apna quality work kar sakte hain aur Forex forum sy profitable business Hasil kar sakte hain dusri Taraf Ham sab log Jante Hain Ki business Hamesha active mind aur Soch samajhkar Sabar ke sath Kiya jata hai isliye forex mein Jab Bhi trading Karen jaldbaji bilkul na Karen jaldbaji se door rhain lalach Se Dur Rahen Kyunki yah sab chizen negative thought Paida Karte Hain jinki badaulat Ham mayus bhi ho sakte hain isiliye Jab Bhi trading start karen positive mind ke sath active mind ke sath apni trading start karen Taki aap Kamyab ho sake aur apne liye profitable trading kar sakte hain isiliye apni mehnat ko Jari rakhen Apna focus aur interest market Mein Jitna jyada ho sake increase Karen aur apne knowledge ko bi increase Karen Taki are profitable trading kar Saken Sabar ke sath
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                    Forex mein achi trading aur ache work ke liye sabar hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain lekin forex mein hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex main jaldbazi ki wajah se hum nakam ho jaate hain aur hamari puri mehnat waste ho jaati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                      g bilkul sahi kah rahy ho ap triding ik aisa busniess hy jis men bilkul jzbaati nh hona agar jzbaati hon gye to apna hi nuksaan krin gye ik ye kam nh koi bhi kaam ho ho us men jzbaati bikul na ho jzbaati hony ka koi faida nh jitna jzbaati hony sy door raho gye utna triding men faida pao gye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                        Dear member trading karty hoy hamein sabar say kaam lena hoga jab ham patience say kaam nahi lety or jald baazi mein trading karty hein to yhi jald bazi say ham mistake kar dety hein or hmari choti ci mistake bhi bohat bhara nuksaan kar deti hei isi lose say bachny kay liye hamein chahiye kay ham soch samjh kar trade karein or positive thinking kay sath kaam karein agar hmary andar greed paida ho jata hai to ham lalach mein a kar zeda trade laga dety hein or market ki movement ko nahi samjhty ku kay market kay slow or fast hony ka hmaein nhi pata hoga to ham kabhi bhi trading mein acha bonus nahi kama sakein gay acha bonus acha profit tab posible hai jab ham mehnat or achi planing kay sath trade lgaty hein or sabar ka daman kabhi hath say nhi chorty.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                          Assalam o Alikum,, trading bg ma sbrr sa kama lana hmein profit dy sqta h r juldbazi krna hmein loss ab hmsry uprr depend krta h k hu mki nsa rasta choice krty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mn hamesha sabr sy kaam lain q k jaldbazi mn loss hi ho ga

                            Dear friends forex ek sabr sy kia jany wala kam hai es main jazbat ko control krna prta hai bht sy log jb tread lgaty hyn tu unhein jldi hoti hai k profit ho meri bhai sab chez ka waqt hota hai sabr rkhein or mehnnat krna na choryn forex ak reall earning website hai ismy jitni mahnat kry gy utna zyada profit hasil krsky gy isluye agr ismy humy profit or bonus milta hai to humy cahiye sabr sy kam lyn lalachpan na kryn tabhi achi earning karpayn gy or bonus hasil krpayn py.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading aur Sabr: Ek Zaroori Nizaam


                              Trading ek aisa maidan hai jahan har kisi ko apne hifazat aur faida ke liye kuch basic principles samajhne ki zaroorat hoti hai. Is mein sabr ka bahut bada kirdar hai. Is maqale mein hum sabr ki ahmiyat, trading ki duniya aur is se judi kuch ahmiyat par roshni dalenge.
                              1. Trading Ka Asal Maqsad


                              Trading ka asal maqsad sirf paisa kamaana nahi, balke financial markets ko samajhna aur unhein efficiently utilize karna hai. Jab tak aap trading ke fundamentals ko nahi samjhte, aap sirf khud ko nuqsan mein daal rahe hain.
                              2. Sabr Ka Maqsad


                              Sabr ka matlab sirf intezar karna nahi, balke samajhdari se faisle lena hai. Trading mein sabr ka matlab hai ke aap market ki movement ko samjhein aur apne trades ko soch samajh kar anjaam dein. Yeh aapko impulsive decisions se bachata hai.
                              3. Impulsive Decisions Aur Unke Nuksan


                              Aksar traders jab market mein tezi dekhte hain, wo jaldi se trade karte hain. Yeh impulsive decisions aksar nuqsan ka sabab bante hain. Aise mein agar aap sabr se kaam lein, to aap better positions ka intezar kar sakte hain.
                              4. Market Analysis Ki Ahmiyat


                              Sabr ka doosra pehlu market analysis hai. Jab aap sabr se kaam lete hain, to aap market trends ko achi tarah se samajh sakte hain. Yeh aapko informed decisions lene mein madad karta hai.
                              5. Trading Strategy Ka Tayun


                              Har trader ko apni ek strategy tay karni chahiye. Is strategy ko tay karne mein sabr bahut zaroori hai. Bina soch samajh kar trade karna aapki strategy ko khatam kar sakta hai.
                              6. Loss Se Seekhna


                              Har trader ko losses ka samna karna padta hai. Lekin sabr rakhein to yeh losses aapko seekhne ka moka dete hain. Aapko yeh dekhna hoga ke kahan aapne ghalat faisla kiya. Yeh process aapko behtar trader banata hai.
                              7. Psychological Aspect of Trading


                              Trading sirf technical nahi, balke psychological bhi hai. Aapke jazbat aapke decisions par asar dalte hain. Sabr rakhne se aap apne jazbat par kabu pa sakte hain, jo ke trading mein ahem hai.
                              8. Risk Management


                              Sabr trading ka ek ahm pehlu hai jab baat risk management ki ho. Jab aap sabr se trade karte hain, to aap better risk-reward ratio ko samajh sakte hain. Yeh aapki capital ko protect karta hai.
                              9. Long-Term Vision


                              Trading ka sirf maqsad short-term gains nahi, balke long-term vision bhi hona chahiye. Sabr ke zariye aap apne long-term goals ko achieve kar sakte hain.
                              10. Market Volatility


                              Market ki volatility kabhi kabhi traders ko ghabra deti hai. Lekin agar aap sabr se kaam lein, to aap is volatility ko achi tarah se samajh sakte hain aur iska faida utha sakte hain.
                              11. Discipline Aur Trading


                              Discipline trading ka ek buniyadi pehlu hai. Sabr aapko disciplined rakhta hai. Jab aap disciplined hote hain, to aap apni strategy par qayam rehte hain aur impulsive decisions nahi lete.
                              12. Networking Aur Learning


                              Trading mein sabr se kaam lene ka ek aur faida yeh hai ke aap dusre traders se seekh sakte hain. Networking se aapko naye ideas aur strategies milte hain, jo aapki trading skills ko enhance karte hain.
                              13. Practice Makes Perfect


                              Sabr ka ek aur zaroori pehlu practice hai. Jab aap trading ki practice karte hain, to aapko market ke dynamics samajhne mein madad milti hai. Yeh aapko real-time decisions lene ki ability deta hai.
                              14. Conclusion: Sabr Ka Asal


                              Aakhir mein, sabr trading ka asal hai. Bina sabr ke, aap trading ki duniya mein successful nahi ho sakte. Yeh aapko behtar decisions lene, losses se seekhne aur market ko samajhne mein madad deta hai. Is liye, hamesha sabr se kaam lein aur jaldbazi se bachen. Aakhir mein, yahi sabr aapko financial success ki taraf le jayega.

                              Trading ek art hai jo samajhdaari aur sabr ki talash karta hai. Har trader ko chahiye ke wo is maqale ko samjhe aur apni trading practices mein sabr ko shamil kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X