What license do I need to trade forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What license do I need to trade forex?
    In the US if you are trading for yourself no license is required. The broker needs to be a member of the NFA National Futures Association and either an Introducing Broker or a clearing broker. These are the regulatory requirements for forex brokers in the US . Ap log b apni information share kry thnku
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What license do I need to trade forex?

    hamy knowledge or experience hasail kar ky market ky up or down ko watch kar ky aik time main aik he trade lagane chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai agar haum galt trade laga dy gy to hamy loss he ho ga hamy market main soch samj kar trade lagane chahey hamy aik time main aik he trade lagany ka risk lyna chahey yai aik acha karobar hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: What license do I need to trade forex?

      Dear us ki trading license ki required hoti hy is me broker national futures associations itroducting broker hota hy jis me who regular apki help krta hy jis sy ham forex me trading kr skty hy jo ham trade lagty hy tu phely broker apni commission wasool krta hy.
      • #4 Collapse

        Re: What license do I need to trade forex?

        dear friend forex trading main hum ko bahteren kam karny sday hi bahteren erning hasel hoty hy as leye ap ko cahye a smain mahnat karenaur as say bahteren erning ko posibl karen yehj ak bahteren erning wala busne shy as main mhnat sayuy km karen aur kameyabi hasel karen
        • #5 Collapse

          Re: What license do I need to trade forex?

          Hamen Koi Khas licence ki jarurat Nahin Hoti Forex ki market ke andar kam karne ke liye just basic documents Lagti Hai Jisko use karte hue ham log Apna account create kar sakte hain usko verify kar sakte hain Jaise hi Ham logon ka verify ho jata hai account to ham log aasani ke sath posting karna start kar sakte hain trading karna start kar sakte hain and even Apna profit bhi withdraw Karva sakte hain aapko sirf aur se ek cnic aur uske sath bank statement ki zarurat hoti hai ine donon ko use karte hue aap log aasani ke sath trading account create kar sakte hain
          When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
          :)
          (AbdulWahab33)
          • #6 Collapse

            Re: What license do I need to trade forex?

            ham forex main bager pasio ky account bana kar be kam akr sakty hai yai aik asa busienss hain j hamy achi leaning deta hain or hamy achi earning be deta hain hamy is main aik time table baan kar is main daily routina ky sath kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain or acha pasia kama sakty hain yai aik aam job ki nsiat bohat hi acha or best busienss hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What license do I need to trade forex?

              Sabse pahle baat ye ke aapane English mein posting ki hai Jo form rule ke mutabik nahin hai. Baki hamen kisi licence ki jarurat nahin hai ya broker ka masla hota hai jo FIR khud Hi vah HAL karte Hain Ham Seva commission lete Hain har trade ka aur FIR use trade ko market mein process karne mein hamari help karte hain being a trader hamen kisi bhi licence ki jarurat nahin hai kyunki Ham bonus per trading kar rahe hain Jo ke Koi khas value nahin rakhta aur na hi koi bahut badi amount ki transaction ho rahi hai.albatta account ki verification ke liye kuchh document ki jarurat padati hai jo ke har member provide karta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X