lalach forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach forex
    Kia forex business me lalach krne se hamey kisi mushkil ko face krna prskta h ya hamey loss hoskta h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main lalch boht hi buri cheez ha main din main boht dari posts daikta hun jo k lalach k mutalik hoti hain aur main na phir icc baat sa andza lagy k lalach forex main kitni buri cheez ha aur ya ap k sath kitna bura kar sakti ha ic liya main to yhai kaho ga ap ko jitn aho saky lalach sa door rahana chaia
    • #3 Collapse

      dear greed kbhi b aak ache chez nai hota so iss se loss he hota chahe phir wo loss life mai ho yah business mai :( lakin ager hum forex mai situation k mutabiq greed se kaam lai to kbhi kbhi yah faida mund b sabit ho sekta hai lakin yah boht kaam chances per depend kerta hai :)
      • #4 Collapse

        lalach karney sey khud ka hi ap ka nuqsan hota hai so ap k care karna chaiye jab ap real tradign main enter ho jaen to.
         
        • #5 Collapse

          Lalach main sirf or sirf aapka nuqsan hi hai aap kabhi bhi kamyab nahi ho sakty is liye lalach ke ilawa aur bhi zariye hain jin se achi trading ki ja sakti hai is liye always work with patience.
          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
          • #6 Collapse

            Jnaab ik aysi buri ballaa hy jo achy kaam ko bhi khatam ker yti yaa'ni nuqsaan hi nuqsaan m mubtila ker dyti hy lehaazaa is sy buchy
            • #7 Collapse

              lach to phir h hi buri bala or lalach wo b forex jesy business main bilkul nahi yaha lalach se kam karny wala bht mmushkil hi der pa trading kar sakta h kun yaha sabar or tahamul se kam karna parta h phir hi trading achi hoti h or acha profit hasil hota h
              • #8 Collapse

                Forex main kam karne chaye tak hum apnizrorat ko pura karna chaye or lalch nai karna chaye or issmain koi hgalti nai karni chye or agr koi ghati ho ge to phr chance nai mile ga.
                • #9 Collapse

                  yes brother u r right your question is very good i am agree for that . yes dear agar app Forex main lalach kary gay to phir app ko nuqsan ho ga es say batter hai kay app lalach na kary or mehnat kary mehnat krnay say apko kafi faida hasil ko ga . or yeah ap kay liye batter hai .
                  • #10 Collapse

                    lalach jo banda forex main karta hai us ko is ki saza milti hai aur dosra wo is sey nuqsan ho jata hai us bandey ko wo to samajhta hai k us kko is ka profit hoga.
                    • #11 Collapse

                      forex trading aik online business hay iss main loss bhe hhay or profit bhe forex trading main laalach nahe kerna hqhyea laalach burri balla hay yeh aapka capital khaa jata hay..
                      • #12 Collapse

                        Ji han bilkul aesa hi hai laaluch jis bh negative way main ho toa cheez ko spoil kardaita hai hamain chahye k hm laluch say bachnay huye apnay kamaon ko continue rakhain
                        • #13 Collapse

                          lalach aisi cheez hai jo k har insan sey ho jati hai to is liye lgooon ko is sey bachny kliye tarteeb karni chahiey.
                           
                          • #14 Collapse

                            dear forex business mai lalach bohet buri bala hai dear bro forex business ma jo trader bohet ziada lalach krta hai then wo loss krta hai or fr wo apna profit loss ma dal dayta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai forex mein apko chahiye ke ap kabhi bhi lalach na karen,kiunke ye business bohat hi ziyada risky hai aur is mein agar ap lalach karenge to phir risk ko ziyada involve karenge,aur agar itne risky business mein ap risk ko involve karenge,to phir apko is mein zaroor loss hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X