Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai
    Doston jaisa ki Ham bachpan se padhte a Rahe Hain Ki mehnat Ka Sila kabhi vyast nahin hota yah baat practically Forex forum per aakar hundred percent confirm Ho jaati hai jab aap is per kam karte hain aap dekh sakte hain ki jo shaks hisse mein jyada kam karta hai vah maximum profit gain karta hai aur yahi profit vah bonus Ki Surat Mein ekattha kar sakta hai aur yah bonus ka investment ke taur per sabit hota hai isliye Jo sex Forex form per jitna jyada kam karta Chala jaega use behtarin investment hasil Ho ki aur vah yahi investment apne trading Mein instaforex account per istemal kar sakta hai aur Ghar baithe hi lakhon ke lakh Kama sakta hai isliye mehnat karna hi kamyabi Ki jamanat hai shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

    Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nnuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Mehnat waqaye kamyabi ki zamanat hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sibtulhassan پيغام ديکھيے
      Doston jaisa ki Ham bachpan se padhte a Rahe Hain Ki mehnat Ka Sila kabhi vyast nahin hota yah baat practically Forex forum per aakar hundred percent confirm Ho jaati hai jab aap is per kam karte hain aap dekh sakte hain ki jo shaks hisse mein jyada kam karta hai vah maximum profit gain karta hai aur yahi profit vah bonus Ki Surat Mein ekattha kar sakta hai aur yah bonus ka investment ke taur per sabit hota hai isliye Jo sex Forex form per jitna jyada kam karta Chala jaega use behtarin investment hasil Ho ki aur vah yahi investment apne trading Mein instaforex account per istemal kar sakta hai aur Ghar baithe hi lakhon ke lakh Kama sakta hai isliye mehnat karna hi kamyabi Ki jamanat hai shukriya
      G haan is business mein kamyabi Khushi logon ko Hasil hoti hai jo mehnat se kam karte hain aur jo log mehnat se Kam nahin karte ho kabhi ismein kamyab nahin ho sakte kyunki yah Koi aasan business nahin hai ismein aapko kamyabi ke liye Maine se kam karna hoga aur mehnat se business ko sikhana hoga uske bad hi aapko is business mein kamyabi Hasil ho sakti hai isliye main jyada mehnat ke sath kam karna chahie aur jyada se jyada post karni chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

        forex aik legal business hain hum is mai nigth mai be kam akr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain t hamy kamaybe hasial ho jy ge hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain asane sy
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

          Mehnat Karenge aapko kamyabi Milegi mehnat Nahin Karenge to aap ke liye kamyabi Nahin aapko loss ho ga jo Bhe Kaam karein Almost Good Hard working Say Hi Karein Tab Hi Jaa ka Hi Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain Pakistan forex business bahut achcha business Hone Ka Sth hi Good earning Bhe With Profit gain Karna Mn Hi Help Karta hy Almost Good Trad lagayen Almost Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

            Ji han bilkul success hi kamyabi hai agar Ham forex mein hard work karenge to hamen kamyabi hasil hogi ismein hard work yeh Hy k agar hum is mn investment nhn kar sktey tu humeny Pak forex forum ko join karna ho gaa his per hum posts Kar k wahn Sy bounce hasil karty hny agar humeriii posts jitniii zaida ho giii humera bounce zaida ho ga yeh ab karny k lye humeny hard work ho ga jb hum hard work gy tu humera Pak forex forum py zaida bounce ayne sy humeri earning bhe start ho giii or humrri kamyabi bhe ho giii..
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sibtulhassan پيغام ديکھيے
              Doston jaisa ki Ham bachpan se padhte a Rahe Hain Ki mehnat Ka Sila kabhi vyast nahin hota yah baat practically Forex forum per aakar hundred percent confirm Ho jaati hai jab aap is per kam karte hain aap dekh sakte hain ki jo shaks hisse mein jyada kam karta hai vah maximum profit gain karta hai aur yahi profit vah bonus Ki Surat Mein ekattha kar sakta hai aur yah bonus ka investment ke taur per sabit hota hai isliye Jo sex Forex form per jitna jyada kam karta Chala jaega use behtarin investment hasil Ho ki aur vah yahi investment apne trading Mein instaforex account per istemal kar sakta hai aur Ghar baithe hi lakhon ke lakh Kama sakta hai isliye mehnat karna hi kamyabi Ki jamanat hai shukriya
              You are right forex member jo memner zauads.mehnet ke sat pal forex forim per kam karte he aur regularlt time dete he wahi member kamayabi hasil kar sakte he aur acha knowledge aur experience be hasil karte he is lya zayada.mehnet larni chaya
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                Dear friends ]forex aik legal business hain hum is mai nigth mai be kam akr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain t hamy kamaybe hasial ho jy ge hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain asane sy agr forex ma kamyabi hasil krni hai to humy mahnat sy kam krna hoga achy achy analysis krny hogii apni hony walii mistakes ko coverup krna hoga or zyada sy zyada workout kry ta k zyada dollars gain kar k bonus or profit hasil krky or ya mumkin hai bass mahnat sy na k cheating sy kam bilkul na kry asa krny ki surat ma apana loss kabhi na kry ........thank u
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                  Ji aapki baat bilkul theek hai jo log jitne Jyada mehnat karte hain vah utna hi profit earn kar paate Hain isliye Hamen daily basis per mehnat Karni chahie Kyunki jitne Jyada Hamen Raat Karenge ham utna hi profit ke kareeb Hote jaenge Hamen Hamesha apni mehnat ko daily Vishva improve per karna chahie aur daily basis per Jyada Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish Karni chahie Taki Hamen uska jald se jald aur accha result mil sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                    sahi kah rahy wo kahty hain na k mahnat kro azizo mahnat sy kam ho ga kahty hain bhkht jis ko a kar wo gulaam ho ga to jitna mahnat kro gy utna ziyadh phal paho gy har kam mahnat sy hota hy to hmen jo kam bhi krna ho to dil lga kar kren bahot faida ho ga mahnat sy
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                      Aap ne bilkul sahi Kaha Hai Kisi bhi maksad Mein Kamyab hone ke liye Apne life mein Apne goals ko achieve karne ke liye mehnat Lazmi karni padati hai isliye aapko mehnat karna bahut zaruri hai bagair mehnat ki aap Kisi bhi kam Mein successful Nahin ho sakte isiliye forex forum mein bhi agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To apni mehnat ko increase Karen apnay work ki capacity ko increase Karen Agar aapko Din Mein time Nahin Milta to raat mein aap apni mehnat kar sakte hain lekin mehnat Jarur Karen Jyada Se Jyada knowledge gain Karen learning Karen aur analysis Karen aap jitni Jyada mehnat Karenge aapke pass utna hi Achcha experience Hoga Jiski badaulat ap profitable trading kar sakte ho isiliye apni mehnat ko Jari rakhen Taki aap successful trader Ban Sako Forex forum Mein hard working is the key to success so continue your hard working to get success
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                        Ji han Ham Chahte Hain Ki Main Kamyab Ho To Hamen bahut mehnat Karni Hogi Dil lagakar Forex Mein kam karna hoga main theek hun abhi ki jamanat hai jo mehnat Karta Hai Vahi Kamyab Hota Hai aur Main Bhi Vahi Kamyab Hota Hai Jo Dil lagakar hardworking karta hai mehnat karne wala Kabhi Bina Kam Nahin Hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                          gi han mehnat karnahi kamiyabi ki zamana mehnat ki badolat hi insan kamiyab hota ha or agy barhta ha jab insaan mehnat karta ha kamiyabi os ki zamanat dy deta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                            Forex mein kamyabi sirf mehnat ki wajah se milati hai isliye forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur zyada se zyada mehnat karni chahie kyunki forex mein ham bagair mehnat ke kamyab nahin ho sakte aur forex mein earning ki koi limit nahin hai forex mein earning mehnat per depend karti hai isliye forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur zyada se zyada forex main apni mehnat jari rakhni chahie aur forex mein ache work aur achi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work aur trading se pahle hamen apni learning ko bhi increase karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat karna hi kamyabi ki jamanat hai

                              Mehnat karna hi kamaybi ki jamanat hai jitni zyada hum mehnat karte jae ge utna hi hume benefit hasil hota rahe ga. Acha profit hasil karne ke liye aur buisness mein success hasil karne ke liye hume mehnat aur experience ki bohat zarrorat parti hai jitni zyada hum ache se ache profitable post lagae ge utna hi acha hume benefit hasil hota rahe ga magar jo trading karne ke liye balance chahie hota haiwo mehnat se hi hasil hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X