hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////
    assalam o alikum dear and respeted forex user mera swal yeh hy keh ager hamin iss buniess mein loss ho jaiy to usko recover kesy kiya jai kiya loss ko recovr kernuy key liy again trading kerni chahiy ya bonus sy hi loss ko recoer kerna prey gaa loss ko recover kernuy key liy savbhi members apni best stretgies batain ???????????/
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

    hamain loss ko mange kar k hi hum achy say trade karni ho g aur har jeet otu sath sath hoti hai soi hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main bi enter hony say pahly learning karni ho gi aur hamaind emo main practice kar k hi hum real main kamkar k h hum loss say bach sakty hain aur hamaine arn ho saky gi
    • #3 Collapse

      Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

      Assalamu Alaikum dear friends select any business Mein Hamen apni Loss ko cover karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat aur Sabar Sevak ko continue Rakhna chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada profit bonus Hasil karte hue loss ki aur deficiency ko pura kar Saken Hamen ismein Jyada Se Jyada Kamyab hone ke liye Sabar se work ko continue rakhte Hue kamyabi Hasil Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

        Forex mein hamen loss ho jata hai to use recover karne ke liye hamen jaldbaji nahin karni chahie last ko recover karte waqt hamen bilkul sabse kam karna chahie itna jyada Ham last mein kam karte ho sab karenge jitna jyada Ham khud par control karenge utna hi jyada mehnat karke kamyab honge bahut se aise member Hain Jo Forex trading mein dillagi se Kam nahin karte karte hain aur apna account recover karne mein bahut jaldbaji karte hain big land use karte hain to vah number kabhi kamyab nahin ho sakte unhen kamyabi dene ke liye mehnat ki jarurat hoti hai kam se kam loda sambhal karne ki padati hai
        • #5 Collapse

          Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

          hamy loss ko cover karna chahey hamy knowledge or experience hasi kar ky ka karna chahey yai aik wase karobar hin hum is mai aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy posts ko read kar ky is mai mistake ko sahe kar ky replay karna chahey kue ky aik mistake ke waja hamra account wash ho sakta han
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

            Hamesha insan ka loss use waqt recover hota hai jab tak vah ismein sabar se kam karta Rahe agar vah sabar se kam karta rahega to use achcha hai aur jab tak vah shabd se Kam nahin karega to unki apni galti hai isliye humko chahie ki Ham agar ismein los karte bhi hainhamen jyada pareshan nahin hona chahie ek to hamen ismein lot size
            kem lagani chahieaur ismein hamen pagal kamyab hona hai to achcha kam karna chahie to bad mein hamen ismein Koi masla nahin hoga aur hamara jo nuksan hoga vah bhi recover ho jata hai aur ham ismein kamyab ho sakte hain ya aaj Ham tamam doston ko yah baat share karna chahte hain agar is mein kamyab ho sakte hain kamyab hona chahte Hain to usmein acche se kaam karte rahen juaa jitne acche se kaam karte rahenge unhen apna hi fayda hoga aur hamare liye kaam bahut hi aasan hota hai ismein Ham bahut kuch hassil kar sakte hain to aur bad mein Ham kamyab ho sakte hain jitna Ham kam SMS karenge hamen utna hi fayda hoga aur ismein ham utna hi kamyab Ho sakenge to bad mein hamare liye kaam bahut hi aasan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

              agar hamar pass bonus amount balance zada ho ga to hum loss ko cover kar saky gy forex mai soch samj kr hamy kam karna chaey hum si mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamra acount band ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

                ager chaty hain k ham loss ko recover kren gay to us kaily hmain chye k ham zroor rules ko follw kren kun k kuch log jab loss hota hai to wo trading main rules ko follw kerty hain lakij lalch kerty hain k lot use bhri kerty hain jis say unko loss ho jata hai.is liiye bhri lot use is liiye kerty hain k hmara loss aik he trade main recover ho jaye.lakin is kaily hmain chye k ham aisa na krn kun ager ham aisa kren gay to ham loss say bcahin gay nhe balk apna loss double bhi kra sakty hain.is liiye hmain chye k ham is main zroor kamayb ho sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

                  dekhen bhai jaan aap jab bhi trade lagaen to aapko laalach aur besabri se kam dene ki vajah se aapko isliye se kam len Taki aapko last hone ke chance kam se kam ho aur aap achcha property Kama sakte hain lekin agar kisi Surat mein aapko last aa hi jata hai to apne lash ko recover karne ke liye chahie ki aap lot size kam Laga ke apna prapt Karen karne ki koshish karen jab aap apna prapt karne karne mein kamyab ho jate Hain aur apna account dobara se apni ****l halat mein le aate Hain to aapko kamyab hone se Mazeed Koi nahin rok sakta
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: hamin loss ko recover kis trah sey kerna chahiy ?////////////

                    Hume loss ko recover karne ke liye bohat zyada mehnat ki zarrorat hoti hai agar hum buisness mein sabar se kam lein ge aur lalch nhi kare ge tu is hume loss ho ga. Isliye hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur apne experience ki bunaid per ache se ache trade lagae jo humare liye profitable ho jis se hume zyada se zyada profit hasil ho is se humbohat jald loss ko recover ker lein ge.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X