always avoid
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    janab aap ki post ache ha hum ko agr market ma success hasil karne ha to hum ko un ko kadsa dor karna ho ga our hum ko is ma emotion ko lalach greed ko dor karna ho ga our aap nay jo baty ha kahe ha un par imal karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      app nay bht acha guide kia main ic main thora sa izaafa karoun ga kay app zaror demo per practice karein loss karein dkhein
      kis wajah say loss hua hay to app ko ic c bht zda help mlay ge - aur real account main zaror profit hoga
      • #1458 Collapse

        G ap NY Jo mistake batai hain agar ham waqy e in sy Bach Jain aur forex trading main trading k doran unko zehin main rakh k bachain to mery khial main ap ko forex trading main kbi bi Na umeedi ni ho gi
        • #1459 Collapse

          janab aap nay jo mstak btae ha un ko agr hum apne trading na honay day to hum achay trader bna sakty ha our is ma hum ko boht experinec our knowlged ki zaroorat hote ha our ya aik best business ha
          • #1460 Collapse

            Firex trading mn uper batai gai command n mistakes hn jo amo.an aik new trade aur baz auqat tu aik purana trader bi ye mistake kar jate hn is lie in tamam mistakes ko mad a nazar rakhna chaie aur ap khid andaza laga ln k ye kitna nqasan dh sabit ho ga
             
            • #1461 Collapse

              Hamen tisk factor se bachna chaie ,over confidence se ijtunab krna chahie jitna mumkin hi sakr burden feel ni karana chahie ,agr strategy se kam kia je koi mushkil ni ho gi
               
              • #1462 Collapse

                Han brother yeh bat hum zahin main betha lein ke hum ne jb bhi trading krni hai greed se kam bilkul bhi nai lena. Trading krte waqat greed emotions overconfidence se hamesha avoid krna hai.
                • #1463 Collapse

                  ap ny jo point hm,ary sath shair kiye hain wo bohat achy hain or hmain cahhye k hmain en sub point kop avoide klarna chahye or en ka istmal kbhi bhi apni trading main nahi karna chahye ta k hmain loss kam se kam ho
                  • #1464 Collapse

                    mujhy to nahin lagtahy kah jinlogun ko ayhun paar is bzunese main lawys avoid hasil kiya ho is lie kun kah is bzunese maain humin ayhun paar risk buaht hiz yad hoat hy is lie hum ko is buznese maain rtsik hota hy
                    • #1465 Collapse

                      Bahot achy bhai jaan kafi achi post hy apki . Forex trading mein jin cheezon ko zyiada avoid krna chahiey un mein less knowledge ,less practice aur less experience k saath trading .zyiada risk , kam investment py zyiada leverage market analysis ka na krna aisi bahot c baatein hain jin sy avoid krna chahiey
                      • #1466 Collapse

                        G dear main apki baat pe agree karta hon apne bahot achi information de hain aur is sab se zyada ye hai k ap greed na kro aur trade ko samjh k us pe trading kro take kisi bare nuksaan se bacha ja sake
                        • #1467 Collapse

                          is main kuch baton ko avoid kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain low risk main kam karna ho ga ta kay market main acha profit hasil ho sakay ism ain humain lack of leraning or is mainlack of planing ko avoid karna ho ga disciplince sya trade karna ho ga jis say market main loss km ho sakta hay
                          • #1468 Collapse

                            yes dear app k point boht he faidy waly hain mai ju ju trader ye mistake karty hain wo forex mai kabhi bhi success nahi ho paty hain kun k unky demag mai lalch bhra hota hai jiss ki wja say wo rato raat ameer hony k chaker mai mary jaty hain aur unko loss ka samna karna parta hai.
                             
                            • #1469 Collapse

                              Hesitation aor repeated mistake ko avoide karna buhot zarore hota hai forex business mai buhot say time hum ik he mistake ko again and again karte hai lehaza jab hum koi mistake kare tau osko samaj kar dobara nahe karna chaheye es k bad hesitation k time trade nahe leyna chaheye patience ko avoide nahe karna chaheye always patience k sath trading karna chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                Bilkul ye common factors hain jin se hum business main loss karty hain humy in sab se avoid karna chahiye or mehnat karni chahiye is tra hum achy trader ban sakty hain or ye sab zrori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X