success mhnt sy milti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: success mhnt sy milti

    Ji han ISI tarah hi hai Hi agar kisi kam mein humne success hasil karni hai to mehnat karni padegi kyon ke pass forex form per jyada mehnat karte Hain to hamen zyada success hasil hoti hai aur agar Ham form py posting karty yahne isbmn humery forex k lye investment nhn Hy humeny chayeh k hum is mn zaida mehnat Kary or zaida posts Kary Tak k Humeny zaida bounce hasil ho or phr trading karty waqt humeny success hasill hasil ho..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: success mhnt sy milti

      Kamyabi or Success mehnat sy milti hy Mery bhaiyo.
      Agr ap forex pr kam kr rhy hain or ap zyada sy zyada earn krna chahty hain to apko forex main mehnat krni ho gi or ap kam ko regularly krna pry ga.
      Is yrah apko zyada sy zyada bonus mily ga or agr apki post ki Quality achi ho gi to apko or zyada bonus mily ga.
       
      • #18 Collapse

        Re: success mhnt sy milti

        Success chahie kisi bhi buisness mein hasil karni ho hume us mein mehnat ki zarrorat tu perti haiagar mehnat nhi tu kamaybi nhi. Aur forex tu bohat simple aur assan buisness bas hume is ke bare mein ache information hone chahie aur ache se acha experience hona chahie jis ki bunaid per hum zyada se zyada mehnat kar ke success hasil kar sakte hain. Forex mein sabar se kam lena chahie aur lalch nhi karni chahie.
        • #19 Collapse

          Re: success mhnt sy milti

          Agher ham forex trading ma kamyabi hasil karna chahty hain to hamain zada sa zada mahnat karna ho ghe zada sa zada time spend karna ho gha forex trading ma work karney k lia hamain zada sa zada knowledge experience aur learning ki zarorat hoti hain in sab k lia hamain mahnat ki zarorat hoti hain .
          • #20 Collapse

            Re: success mhnt sy milti

            Gha apna bilkl theek baat key dear member humy pak forex mein kamyabi mehnat say milty hay. agar hum appina kam mein kamyab hoina chahty hay to humy is mein ziyada sy ziyada mehnat karne chahiya tohe hum kamyab ho sakity hya. Ak kamyb trader bunnay ka liya humy trading ka bara mein ziyada sy ziyada experience hasil karna chahiya. aor demo account per practice karne chahiya. hum demo accpunt per jitne ziyada mehnat kary gay humy otna expert bunnay gya.
            • #21 Collapse

              Re: success mhnt sy milti

              Dear forex trading members yeh baat hamain apne kaam khol kar sunn aur dimagh ki windows khol kar samjh Leni chaiye ke success mehnat se he milti hai.mehnat kiye baghair hum kabhe Pak forum par kaamyab nahin ho sakte. Hum apne jitne bhe kamyab senior traders ko successful trader mante Hain yaa unko follow karte Hain to iss ke peche aik bahut lambi mehnat aur sabar ki taat guzaari hai tabhe wo ask successful trader ban paye Hain. Pak forum trading ke members se Mera bhe yahe kehna hai ke successful trader banne ke liye hamain bhe mehnat karna ho ge. Kaam kaam aur bas zayada kaam.
              • #22 Collapse

                Re: success mhnt sy milti

                Dear friends yeah baat hamm sab ko achhi tarah say samjhnay ki zarorat hay keh jis cheez ka naam success hay yeah asani say kabhi bhee kisi ko nahi milti kamyabi kay lie banday ka mehnati hona bohat he zarori hay es kay elawa bhee bohat saari cheezain zarori hain lakin mehnat aik aisi haqeeqat hay jo baki saari cheezoon pay haavi ho jati hay jo koi bhee successful hona chahta hay tou voh jaan lay keh mehnat kamyabi ki guarantee hay
                • #23 Collapse

                  Re: success mhnt sy milti

                  Ji han bilkul mere Bhai jab tak aap mehnat nahin karte aapko success success nahin milati tu koshish karen jyada se jyada mehnat Karen jyada time Forex ko den kyunki aap mere Ko jitna time denge aapko knowledge hasil hogi aur usse aapko kam karne mein aasani hogi to mere bhai Bhai koshish karo apni sinus ki posting ko padhakar use hamen bahut achcha knowledge hasil hota hai jiski post aapko pasand aati hai usko thank u jarur bola Karen mere Bhai aapki thank u bolane se aapki bonus mein Koi kami nahin hogi to jyada se jyada thank you Diya Karen main se kam Karen Chala aapko kamyabi jarur milegi
                  • #24 Collapse

                    Re: success mhnt sy milti

                    Dear Friends,
                    Bhai jaan ny bilkul sahi kaha hy keh success mehnat sy milti hy.
                    Agr ap dill lga kr forex pr kam krty hain to or rozana posts krty hain aur apki posts ki Quality boht achi hoti hy
                    To apko success zrooor mily gi.
                    Ap apni koshish ko jari rkhain or apni mehnat kay jazby ko kbhi km na hony dain. Is say kamyabi ap kay qadam choomy gi.


                    Ek mohawra hy keh,
                    "Hard work is the key of success"
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: success mhnt sy milti

                      Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai koi bhi kam Hoga Agar Ham usmein success Hassil karna chahte hain to usmein Jo chij Main depend karti hai vah mehnat agar Ham Kisi bhi kam Mein mehnat Karenge To usmein Ham successful Ho Jaenge ISI Tarah Agar Ham Forex mein success Hona Chahte Hain To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie posting Karni chahie threads karna chahie aur posting ki quality ko improve karna chahie Taki Ham Ek successful trader ban sky aur Jyada Se Jyada profit Hasiil kar Saken
                      • #26 Collapse

                        Re: success mhnt sy milti

                        G kamiyabi mehnat say milti hai aur mehnat main azmat hai
                        • #27 Collapse

                          Re: success mhnt sy milti

                          wailakum assalam dear . ji han dear pakistan forex forum me aur trading account me kamiyabi mehant ky zariye hi milti hai . hum jab forex forum me mehanat kr ky achi achi thread ya trading par knowledge gain krty hain to hum bhot thory time me bhot achi kamiyabi hasil kr skty hain . forex me kamiyabi sirf aor sirf mehant ky zariey hi milti hai.
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #28 Collapse

                            Re: success mhnt sy milti

                            Dear friends success mehnat ke saath hi milti hai agar ham mehnat ke saath kaam Kare musalsal jidojohd Kare post ko ache tareeqey se create Kare to ham but kuch earn Kar sakte hai is liey friends hame hamesha mehnat par yaqeen rakhna chahiey na keh lalach Kare.duniyna ma koi asa kam nai jo bina mahnat sy kiya jay or kamyabii b hasil ki jay agr success hasil krni hai to mahnat krni hogaii harwoek bnna hoga apny time ko mange krna hoga mhant krky jitna acha kam kry gy utnii zyada profit hasil krsky gy isliye kha jata hai k hardwork is key to success.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: success mhnt sy milti

                              Ji han bhai jaan success main usse hi milati hai jo log successful Hasil karna chahte hain unko bhi kamyabi Hasil hai jo log Nahin Aata Nahin karte vo log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte mehnat Se Hi kamyabi Mumkin hai jo log mehnat ke sath work karte hain aur Apna daily target pura Karte Hain wo Log Hamesha asse mein Hundred Percent kamyabi Hasil Karte Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: success mhnt sy milti

                                G hn dear bilkul achi bat ki apny k kamyabiii mahnat or harworking sy hi milti hai dunita ma asa koi kam ani jimy bina mahnat k success mily isliye agr kamyabii chye apny dreams pory krny hn to mahnat krna ho gi tabhi hum achy or sucessfull business krskty hn forex ma yn kisi b field ma or earning k liye learning system bhtr krna hoga.tab inshallah humy success mily 👍
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X