Forex traders k istmal ma sb se famous ma 7 ki tadad aik pip K pointterminology jo istmal ki jati hai usy PiP kha jata hai Aik PIp sirf aik point hai jisy ap profit ya loss ma shamil krty hain amm tor pr forex ma pairs ko 4 points 0.0001 ka hawala diya jata hai 0,' '1' K bd 4 places wohi hoti hain jin ko pip kha jta hai Red color 7 ki tadad aik pip K point ko show krti hai agr koi business krny wala gbp/usd 1.6000 ma buy krta hai aur phir bd ma Issy 1.6020 ma sell kr deta hai to ye 0.0020 ya 20 pips ka fark hota hai iss condition ma 0 K bd dosri place ko pip k tor pr pakra jata hai
:1f615: T H A N K S :1f62f:
:1f615: T H A N K S :1f62f:
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим