mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q???
    mera aaj aap sb sy aik swal hai k mein jb bhi market ko dykh ker trade lgati hun to agar mein buy ki lgaun to market trend sell mein chle jata hai or agar mein sell ki lgaun to markit ka trend buy mein chla jata hai, aisa q hota hai,ky akoi ujhy btay ga???
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mahroosh پيغام ديکھيے
    mera aaj aap sb sy aik swal hai k mein jb bhi market ko dykh ker trade lgati hun to agar mein buy ki lgaun to market trend sell mein chle jata hai or agar mein sell ki lgaun to markit ka trend buy mein chla jata hai, aisa q hota hai,ky akoi ujhy btay ga???
    Dear isliye sirf ek vajah hai lake of knowledge hamen tab tak trade nahin lagani chahie jab tak hamen market ke bare mein information Na Ho knowledge Na Ho hamen chahie ke pahle market ke bare mein main knowledge gain Karen market ko acchi tarike se read karne ka hamare pass technic Ho hamen sab indicators ko samajhna chahie jab Ham market ke bare mein hamen experience Ho jaaye uske bad hamen trade lagana chahie hamen chahie ki jab bhi trade lagaen to market ko ek long term ke liye analyse Karen aur ek bar kayda planning karke hamen trade lagani chahie to Inshallah hamen na kami nahin hogi aur hamen profit bhi hoga.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

      Dear market Hamesha risk per Hoti Hai Hamen market ka analysis karte hue market ki movement ko Dekhte Hue hi trading karni hai Hamari trade Hamesha loss Mein hi utpann hoti hai koshish karen ki trend ko follow karte hue trading Karen aur Hamesha 0.01 ki lot size Lagate Hue Apne experience ko increase Karen kabhi bhi Aisa nahin hai aapko Apne profit margin ke andar hi apni trading co close karna hai market Mein up and down movement Aati rahti hai isiliye market down Jaate Hue Dekhte hi apni trade co loss Mein close nahin karna aur koshish karni hai ki Apne margin ke andar hi trading Karen Agar Ham friend ko follow karte hue trading Karenge To Ham isliye Achcha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

        forex aik legal business hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex mai hamy soch samj kar bu or sell ka order lagane chaey hamy ahteyat sy forex mai kam karna chaey hum is mai bager baalnce account bana kar be kam kar sakty hain hum gar mai bath kr is mai kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

          hamain markt main buy aur sell karty hainso hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum sucess hhon gay aur soch samjh k hi hum marke tmain kam karin gay uar hamain is forum main information achi ho g tab hi hum real main kam kar k hi hum sucesful tradr ban sakty hain aur hamain mark tmain kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess hon gay
          • #6 Collapse

            Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

            ko market ke movement ko samj kar kam karna ho ga yai aik asa karobar hain jis main usa or china jasy bary bary mumlik be involve hain hum is main gar bath kar kam karty hai hamy market main soch samj kar trade lagane chahey hamhy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta ha yai aik real karobar hain
            • #7 Collapse

              Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

              Dear Agar Ham Yahan per proper analyse ke sath trading open kar rahe hain to Yahan per Aisa Nahin Hota ki aap trade co by Karen aur vo sale Main Chali Jayegi aur sell Karen aur vah buy Main Chali Jaaye Yahan per aap Dekhenge 1st Main Jab Bhi aapko trade open karte hain to vah start Mein loss Mein Chalti Hai because he broker Commission hota hai FIR trade Kuchh time bad profit Mein Aana start Ho Jaati Hai Lekin yah aapke analyse per depend kar raha hota hai agar aap Yahan per without analyse entry Lete Hain To yah kaha ja sakta hai ki aapki trade ka trend change ho jaaye Varna sometime aisa hota hai ki trade Apna trend against kar Leti Hai trade Hamare favour Mein Usi Surat Mein Aati Hai Jab Ham market Mein trend ko follow karte hue trading Karte Hain FIR Ham is market se successfully trading karke bahut accha profit bhi Hasil kar sakte hain Yahan per market ko proper analyse karne ke bad Hi Sell ya buy ke order place karna chahie
              Last edited by ; 19-06-2020, 06:44 AM.
              • #8 Collapse

                Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

                Ji ap ka question acha hay. Forex trading market any time move karti rehti hay jis say aksar traders ko un ki trader kay khalaf loss honay lag jata hay ap kay sath bhi aisa hi hota hay es liay ap ko chahiay k ap koi bhi trade open karnay say pehlay market kay analysis karain aor market kay trend ko dekhtay howay trade open and close karain ta k kisi big loss say bacha ja sakay aor kamyabi hasil ho jay.
                • #9 Collapse

                  Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

                  Gee dear aap trade ka technical analysis nhi kar rahi hain is main expertise hasil karain. app buy ya sell karnay say Pehlay thora sa market ko view kar Liya karain aur technical analysis kar Liya karain kay trade ki market main movement khesi hay aur lagay ghay trade ki news say bakhabar rahin. Tab trend ko follow kar kay buy ya sell main trading karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

                    Aap aise hi bagair soche samjhe market Mein trade open nahin kar sakte Kyunki agar aap aise hi bagair soche samjhe trade open Karenge to aap kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar Sakenge isiliye aisa hi hota hai ki Jab Upar ki trade lete hain to trade niche Chali jaati hai aur Jawab Nahin De trade lete hain to trade Upar Chali Jaati Hai aur aap kabhi bhi nahin kar Sakenge

                    • #11 Collapse

                      Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

                      forex busniss may jub say hum nay apna work shuru kia hay hum us din say ache quality ka work karnay ke bhe koshish kar rahay hay. aor phir hame bonus bhe bhut hi acha mil raha hay. jub hum achay bonus ke sath forex treding may apni treads open karte hay to jis curansi ko hum bay karte hay wo sell pay jate hay jis ko hum sell karte hay wo bay may chali jate hay. isay to market kahte hay. ye kisi kay control may nahi hote hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: mein jb buy krti hun to markit sell mein chly jati hai or sell krun to buy,aisa q

                        aisa isliye hota hai ki aap market ke bare mein proper analysis aur prediction nahin kar paate aur inertia protection use waqt bhi hoti hai jab aapke pass knowledge ki kami Ham the ne sabse pahle apne knowledge to increase Karen aur uske bad market ke bare mein apne analysis on Karen jab Tak ye do chij hai aap increase nahin karte tab tak aap ke liye prakat karna mushkil hai aur aapko hamesha loss ka samna karna padega shukriya
                        ​BELIEVE IN YOURSELF!
                        (Ahsan999)

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X