trading kaisy profitable bnaen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kaisy profitable bnaen?
    Main sab member se aur senior member se Yahi puchna Chahta Hun Ki Ham apni trading ko Kis Tarah profitable banaa sakte hain aur Kis Tarah Ham Apne trade trade co secure kar sakte hain Kyunki Aksar aisa hota hai ki Hamari trade bahut jyada loss Mein Chali jaati hai aur Hamara account was ho jata hai to kya koi aisa method Hai Jiski vajah se Hamari trade se Kyon Ho Jaaye

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading kaisy profitable bnaen?

    Jhumar geet kuchh samay lenge to hamari trading munafa bakshi ho jayegi aur agar jab tak kam trading ko samajh nahin lete Hain to kabhi bhi Ham market se munafa nahin utha sakte hain trading ko samajh nahin nahin hamara munafa hota hai aur jo log trading ko samajhte nahin hai aur shuru kar dete Hain unko kabhi bhi Mana per nahin milta isliye humne pahle trade ko samajh Lena chahie tab karna chahie Taki hamen munafa mil jaaye Varna munafa kabhi nahin milega aur hamara nuksan hi hoga isliye trade ko samajhna bahut jaruri hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: trading kaisy profitable bnaen?

      Dear in ny opinion trade ko profitable bnany ka best way ye h k hm market ka achy sy phly analysis krein jb hm market k against jaty hn to hmara bhtt loss hota h isliye phly hlat ko dekhein phr ee trade lgaen ku k market kbi worst position m hoti h or hmein loss hojata h isiliye market ko smjain us k hlat dekhein or us k according chlein takay hmara loss na ho or trade profitable ho smj k seekh k trade lgaen bgair smjay loss hoga...
      Last edited by ; 19-06-2020, 06:13 AM.
      • #4 Collapse

        Re: trading kaisy profitable bnaen?

        Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex ek bhut acha aur kamyab business hay pak forex forum acha trader bany keye pak forex forum ma bhut zadya mhenat ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya hardworking ka sath kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
        • #5 Collapse

          Re: trading kaisy profitable bnaen?

          trading ko hum ne khud he profit wala business banna hai forex trading main hard work karna hai hard work kar k he apko kafi benefit milta hai jo b hard work kare ga usy lot of learning milti hai jis say apni learnings ok I cross mar dete hai forex ka business karne k liye bhot a ziyda ho sake apni trading ko incress kare apne business ko incress kare lot of benefit hasim kare kafi best opportunity demo account t deta hai k free mai forex ko learn kare pher earn more
          Last edited by ; 19-06-2020, 06:11 AM. وجہ: selling mistake
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: trading kaisy profitable bnaen?

            aap logo for forex trading business mein agar trading karte Hain to aap log apne trading co profitable banane ke liye aapke account mein jo balance hai unke hisab se aap logon ko money management karni chahie lot uske hisab se lagani chahie ismein aap logon ko lalach nahin karni chahie lalchi kabhi bhi Na Karen ismein acche tarike se kam Karen agar yah sab kuchh aapke andar maujud hai to aap is business mein success ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: trading kaisy profitable bnaen?

              Assalamu Alaikum dear friends friends trading business Mein Hamen Kamyab trader banne ke liye aur profit Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat aur Lagan se work karna chahie aur ismein Jyada Se Jyada experience aur knowledge gain karte hue kamyabi Hasil Karni chahie aur is Samay Ek best trader ki haisiyat Se Jyada Se Jyada mehnat karte hue Kamyab Hona chahie
              • #8 Collapse

                Re: trading kaisy profitable bnaen?

                humapni trading ko apnay expeerrience kay saath sath he best bnaa saktay hain agar humaray pas acha sa expetrience r knowledge hai to hum acha sa kama kur kay achi trade bhi kur saktay hain humaoin es main kam kurnay kay liyay experoience r knowedge kay sath sath cool mind say bhi kam kurna chahiyay q kweh es say bhi hum acha sa kam kurtay hain or es say hum say istakes nh hoti hain jub hum say mistakes nhi hoti hain to hum best trading kur saktay hain or es kay sath sath es main acha earn bhi kur laytay hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading kaisy profitable bnaen?

                  trading ko profitable bnanuy key liy apko chahiy kh a hmesha frsh mind mein tradngkrein iss key ilawa apko yhan per rules ko follow kerna chahiy aour tp and sl ko set kerna chahiy mazeed senours key signal ko cop kery uy ham profitable trading ker saky hein. aour hm loss ey bhi safe rakh sakin gy apnuy acont ko.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading kaisy profitable bnaen?

                    hamy knowledge or experience hasil akr ky kam karna chahey hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hum is mai live kam karty han hum is mai sada urdu main kam karty hai hamy market main trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamry account ko wash hony sy bachta hain hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey
                    • #11 Collapse

                      Re: trading kaisy profitable bnaen?

                      Ji bilkul acha wala ka bahut pyar karta hun K trading Kaise profitable trading profit per banane ke liye Hamen sabse pahle Apne account ko check karna hoga Hamara Kaun kitna bada hai aur uske mutabik Hamen lot size ka karna hoga aur Hamen DP aur stop loss ka istemal karna hoga aur money management ka istemal karna hoga jo log Itna kam Karte Hain vah Log Jarur Kamyab hote hain isliye Hamen sabse pahle management ko dekhna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: trading kaisy profitable bnaen?

                        Ji dear forex trading ek bahut hi achcha profitable business hai iske andar Ham jitni jyada mehnat karenge utna zyada main profit hasil hoga forex trading ke andar sar profit hamari mehnat aur isase jyada se jyada time Dene se aata hai..
                        Aur trading ko profitable banane ke liye hamen main main soch samajh ke sath trading karni chahie aur hamari har kam mein planning honi chahie iske liye hamen bahut achcha knowledge hona chahie ISI tarah ham trading ke andar bahut achcha profit hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading kaisy profitable bnaen?

                          dear members agar ap is tarhan trade lagate hain jis taraf market move karti hai to ap ko zror profit milti hai is lye jab bhi trade lagain ap ki koshish honi chahye ke ap market ko achi tarhan samajhian jab ap esa karne main kamyab ho jain ge to ap ke lye trading profitable ban jai gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading kaisy profitable bnaen?

                            Agar Ham apni trading co profitable banana Chahte Hain To Hamen chahie ke Ham security trading Karen secure trading ka matlab yah hai ki Ham stop loss aur take profit lagakar trading Karen Kyunki stop loss and profit Lagane se Hamari trade profit Mein close hoti hai aur munasib loss Mein college Jaati Hai isliye Hamen chahie ki ham trading ka bahut Achcha knowledge Hasil Karen aur acchi quality ka varnan Karen Kyunki Itna Achcha Hoga utna Hamara profit Achcha Hoga utna hi Hamara Achcha hoga

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading kaisy profitable bnaen?

                              Agar ham log Chahte Hain Ki Ham Logon ki trading profitable ho to uske liye Ham Logon Ko sabse pahle market ki basics for understand karna hoga aur Market ke andar strong analyse sikhna raha hoga Jab ham log Is Tarah Se Kam karna start kar denge To Ham Logon ke liye yaqeenan is market Se Acha profit Aana shuru ho jaega aur is profit ko ham log acche tarike se sambhal kar Rakh sakte hain aur Hamara source of income increase ho jata hai
                              When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                              :)
                              (AbdulWahab33)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X