Forex trading men risk factor kitna rakhna chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1381 Collapse

    gee bhai forex trading mein risk factor ko kam rkh kr kam kia jata he risk krne se kabhe trading mein bhtre nhe hote he trader ko apne market ke bare mein pore information rkhte howe aur sahih trade krne hote he kabhe ziada risk wala trade nhe krne hota he
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1382 Collapse

      risk factor jitna kam ho utna he acha hota hai kam kama lena chahiye lekin zada gawane ka risk bhi nhi lena chahiye insan ko me is baat ko he mind me rakh kar forex me practice karta hon takey jitna ho sake zada se zada utni mehnat kar ke is me kamyabi hasil kar sakon .
      • #1383 Collapse

        Is business me hmen risk ko hmeshah kam laina chahe kyun k agr hm is business me risk ko zyada laity hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me risk ko kam le or risk laina b ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me demo account ka use kareen pehly
         
        • #1384 Collapse

          gee bhai forex trading mei risk factor ko kam rkha jata he risk ko ziada jo trader rkhte hien woh sahih trade se faida nhe otha pate hein aur baje ziada earning ke loss krte hien to hmein koshish krne hote he keh apne ap ko safe rkh kr trade krein jes se loss na ho to loss tb na ho ga jb risk kam krein ge
             
          • #1385 Collapse

            Hmen is business me bht hi kam risk laina chahe hmen is business me loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah kam kam risk le kar hi kam kiaa kareen ta k hm is business me loss se bach sakyn or asani se acha earn kr skayn
             
            • #1386 Collapse

              G han sir forex me ap ko risk par he is me ap ko trading karni hoty ha q k forex ek risky market ha our is me ap ko sab he ye kahe gy q k forex online business ha our start ha our is me kisi ko kuch bi pata nahe hota ha k is me ab kiya hony wala ha to is me ap ko mere kiyal me risk kam he use karna chaye
              • #1387 Collapse

                trading kay rsik factors bohat zayadah hotay hai apko trading pe cent me trade ko open karna chaiy is sya apkay risk kum hi rehay gay aur lost bi kum ho ga bus yehi fadia hota hai kum trade open karna ka
                • #1388 Collapse

                  jnab humain trading main km risk lay kar kam karna ho ga ta kay huamin is main achi eanring hasil ho saky or huamin is main low risk say tradnig karnny main humain achi eanring hasil ho sakti hay or high risk say high profit ho sakta hy
                  • #1389 Collapse

                    jnba hum jab trading karty haint o humain is main risk lay kar kay kam karna ho ga ta kay huamin is main achi earning hasil ho saky or huamin trading main high risk say trading main kam karny say agr loss hota hay to loss b high hi hota hay
                    • #1390 Collapse

                      jnab hum jab trading main kam karty hain to huamin is main risk lay kar kay hi kam karna hoga ta kay humain trading main achi earning haisl ho saky huamin is main low risk main trading kanry main achi earning hasil ho sakti hya
                      • #1391 Collapse

                        g mere khyal me hum ko is me risk factor apne margin k hisaab se rakhna chahye or is me jitna ho sake apne ap ko loss se bachna chahye or dekhna chahye k loss q hota he os ko door karna chahye
                        • #1392 Collapse

                          humain trading main risk lay kar kay kam karny main trading main acha profit hota hay humain is main risk hi lyna ho ta hay agr humain trading main low risk main trading main humain achi eanring hasil ho sakti hay high risk kafi risky hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #1393 Collapse

                            forex traidng main risk factor apny experince aur balance ko daikh kar rakhana chahiey tab he hum forex trading main safe trade kar sakty hay agar hum enko theak say manage nahi karen gay to ulta loss kar lety hay
                            • #1394 Collapse

                              risk factor ko 2 se 30 percent tak rakhna chahiye takay aap ko lalach se or ziada nuqsan uthana na pare bas greed or hurry se bachen or risk kam len taky account per aap ki earnings bhi achi hoti rahen or aap ziada se ziada sahi se kama bhi sake .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1395 Collapse

                                humy hmesha trade apny capital kay hisab se he krni chahye aur risk kam se kam he lena chahye aur aik bt ye kay humy humesha take profit aur stop loss b zror use krny chahye kyu kay ye boht he aham tools hain aur risk 5 percent se trade ma nhe lena chahye kyu kay agr ap zyada risk le gay to ap ko bht zyada loss hony kay chances ho jaty hain esi lye proper money management krna boht he zrori ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X