Forex trading men risk factor kitna rakhna chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    well my dear friend, wesay to mein aik newbie hun aur abhe study kar raha hun forex ko lekin mein ye baat share karna chahun ga kay humain apnay capital pay utna he risk lena chaheay jo kay hum ager loss face karain to humaray pass itna capital reserve ho kay hum next trade kar kay apna loss recover kar sakain...
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      forex trading me risk factor utna he rakna chye jtna hum bear kar sken takai agr hum loss ka smana karna parey to hm dubara khud ko stable kar saken or is loss se bahar nikal saken agr hum apni range se zyada invets karenge to ye thk nahe hoga
      • #468 Collapse

        ASSALAM O ALEIKUM hmmm hamein chaye k hum apni investment k lihaaz se loss calculate kren agr hamari investment zada hai to hamein loss ka ratio bhi zada rakhna chaye hamein zada loss calculate krk hi trade krni chaye or loss se bachne k lye ghalti se bachna bht zarori hai
         
        • #469 Collapse

          Forex trading ma risk factor ap ki apni investment pa depend karta ha ager ap invest karo ga tu risk fgactor b zayada ho ga g n ager kam invest krta ho tu risk factor b kam ho ga g
           
          • #470 Collapse

            bahi jan forex main aap ko utna hi risk laina chahiye jitni aap ki investment ho uss se kuch kam , agar app ziyada risk lain gae to aap ki equity khatam ho jaye gi , aur aap ka account close ho jaye gaaa
            • #471 Collapse

              in forex trading you should take risk according to your experience and skills . but low risks is good to run this business long time and you can easily grow your business . more risk give you more loss or profit it is risky
              • #472 Collapse

                dekho yar meri raye yahan par thori mukhtalif he mere khayal se jitna apko is main time hochuka he jitna waqt ap sarf karchuke ho aur jitna experience ap yahan se le chuke ho us ki base par yeh faisla karna chayye ke ap ko kitna risk factor rakhna chayye ,har kisi ka apna waqt aur apna experience hota he us ki base par woh faisla kare bus.
                • #473 Collapse

                  Koi b kaam start ho ya ap koi b profession start karne lagte hain to usmain risk factors sab se pehle hota hain. Aur koi b kaam start kren us main humain surety nahi hoti k humain profit milega ya nahi. Isliye Risk factors ka hum kuch nahi keh sakte. jitni apki invesment hogi utna hi risk factor rakhna chahiye. Yeh baat alag hai k apko experience k sath pata chal jata hai k mujhe kitna maximum loss ho sakta hai.
                  • #474 Collapse

                    Kisi bhi company mein performance ko improve kerny ki lye boat sari cheezein hoti hein jin ko kerny se company improve hoti ha i think aap ka vision aap ki honesty aap ka teacher aur aap ki planing aap ki performance behter ker sakty hein .
                    • #475 Collapse

                      G han mare piyare dosto ya aik risky business hai ager app yahan trading ka iraada karo to make sure kay app is kay liye prepare ho aur ager risk zyada lo gay to lose bhi bada ho sakta hai isi liye lalach na karo aur kam risk lo profit chota ho ya bada profit bh hota ha is ma .
                       
                      • #476 Collapse

                        forex men trading kerny k ley risk ka factor kam hi hona chahye kion keh is se hamain trading men munafa bhi milta hai or loss bhi ho jata hai is ley forex men hamain kam risk hi lena chahye .
                         
                        • #477 Collapse

                          ASSALAM O ALEIKUM hmm mere bhai agr hum chate hain k hamein trading mein loss kam se kam ho to hamein cahye k hum risk factor ko bht barha dein or lot size zada se zada rakheuin or is k sath sath hamein take profit or stop loss use krna bhi must hai ,,,tabhi jakr hum zada loss se bachenge INSHALLAH
                           
                          • #478 Collapse

                            me forex tarding mei her tarah ka expirence ker ke dekh chukee hoon capital amount se bhe trading start ke hai aurlow se bhe ager aapke pass equity strong nahee hai to aapko chaye 0.1 lot ke trade open keren aur ek waqt mein ek yeah 2 ess e ziyada trades open na karen
                            • #479 Collapse

                              dear ye to her aik k account balance pe depnd kerta hai forex trading aik risky business hai ager app yahan trading ka iraada karo to make sure kay app is kay liye prepare ho aur ager risk zyada lo gay to lose bhi bada ho sakta hai is liye khod ko daikhty howe set kerain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex par belkul bhe risk ka sochna nae chahye jb ap risk ka sochy gy to ap smjy ky ap loss ka soch rae he jb ap ko shorte ho ky ab hundred percent market up ya down ko move kary gy to os waqat order laga do to ap ko profit ho ga aor loss nahe ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X