Without learning trading karNa risky hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Without learning trading karNa risky hai

    Ji bilkul aisa hi hai knowledge ke bagair to aap Koi kam bhi nahin kar sakte trading Main Bhi Agar aapke pass Forex ka Achcha knowledge Hoga aur aapki demo account per bahut acchi practis Hogi to aap kam kar sakte hain otherwise kabhi bhi aap Achcha Kam Nahin kar sakte aur Hamesha aap nuksan Hasil Karenge Agar Magar knowledge ke baat karenge isliye Hamesha koshish karen ki acchi quality ki post Karen aur acche knowledge ke sath Baat Karen Taki aapko bahut Achcha bonus Mile aur bahut Achcha profit mile

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Without learning trading karNa risky hai

      Forex mein achi trading ke liye ache experience aur knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex mein hamen bagair experience aur knowledge k trading nahin karni chahie jisse forex mein ham nakam ho sakta hai aur hamara bonus account wash ho sakta hai.
      • #18 Collapse

        Re: Without learning trading karNa risky hai

        Pak forex trading business ka bara mein agar knowledge hasil na hoto humy ya forex business nahi karan chahiya q ka humy is mein koy be faida hasil nahi hota humy is mein chahiay ka hum ak kamyab trader bunny. humy pak forex trading mien ak kamyba trader buny ka liya humy is mein mehnat ke zaroorat hay hum is mein jitne ziyada sy ziyada mehant kary gay humy is mein otna faida hasil hogya aor humy pak forex business ka experience hasil hogya.
        • #19 Collapse

          Re: Without learning trading karNa risky hai

          ji aapane bilkul theek kaha hai jab kisi kaam ka acchi tarah pata Na Ho aur insaan fir bhi usmein panga Lena shuru kar de lazmi baat hai usko nuksan hi hoga jab k trading achcha bhala mushkil kam hai aur trader ko kam shuru karne se pahle iska sikhana lazmi hai sikhane ke liye jo bhi jagah dastiyab Hain vah lajmi UN per try Karen. chai practis Karen chahe website per jakar padhen chahe video dekhen ya kisi dusre trader ki trading ko follow Karen ya kisi dost ke sath baithkar usko dekh kar follow Karen ya FIR apne analyses ko utilise Karen lekin jab tak pata Na Ho tab tak apna Paisa invest na Karen kyunki yah chij hamesha nuksan hi degi mere khyal mein sabse achcha trader vah hai jo bolane ja capital ke bajaye forex chahat ko padhne aur usse sikhane par tawajo deta hai
          • #20 Collapse

            Re: Without learning trading karNa risky hai

            Assalam walekum doston Pak form jawab Achcha Municipal Hasil kar lete hain to Uske bad aap trade Lagate Hain trade Lagane ke liye aapko Uske bare mein acchi khasi learning honi chahie Agar aapko trade ke bare mein lag Nahin Nahin Hai To aap Hamesha nuksan youth aaenge learning karne ke liye Apne senior se Rabta Karen
            • #21 Collapse

              Re: Without learning trading karNa risky hai

              Ji han aapki baat theek hai agar hamare pass trading ke bare mein koi knowledge Nahin Hai To isase behtar hai ki Ham trade na Karen Agar knowledge Ke Bina Ham trade ja kar dete Hain To iska yah hota hai ki Ham Apna mehnat Se kamaya Hua phone aise hi kar dete Hain ka Hamen koi bhi fayda nahin Hota Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Without learning trading karNa risky hai

                Dear friends g bilkul without learning trading bht risky sabit ho sakta ha is lia aap ko trading karna sa pahla market ko achi learn karna chaia us ko movement ko dekh a chaia us ka baad aap ko is mn trade lagana chaia baghir learn ka aap sa ghlat trade lag Jaye ga r aap sara bonus zaia ho Jaye ga

                اب آن لائن

                Working...
                X