Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?
    Dear member main tamam traders se puchna chahta Hun ki Ham apni trades mein fundamental analysis ya fundamental issues ko kaise follow kar sakte hain Taki hamen trading mein loss uthana pary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

    Fundamental analysis karne ke liye hamen market analysis karne aana chahie market analysis karne ka experience and knowledge hasil Karen fundamental experience hasil karne ke liye hamen market coinages kar lena chahie aur uske bad hi trade open Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

      Forex Trading me fundamental analysis bht immediate rkhata hy isly hmen fundamental analysis ko sekhna chae aur hmen news k bare mn bi pata hona chae fundamental analysis ya trading kly zarori hy k hm hr traha ki khabr se bakhabar rhen aur hmesha news k bad hi trading krni chae ni to hmen loss bi ho skta hy
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

        market par fundamental asraat bhi party hay es liye humay chahiye keh market ko achy say analysis karna seekhain kyun keh agar hum sahi say analysis karna seekh lain gay to hum market main bohat he achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh trading kay different kisam ki trading strategies ko apnaye esi main faida hota hay
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

          forest reading mein fundamental issue ke liye zaruri hai aapko market analysis karne ka pata Ho agar aapko market analyse karne ka nahin pata to aapko pahle Forex ke bare mein knowledge hasil karni chahie ja kisi senior se rabta karke usko follow karke post padhakar aapna knowledge improve kar sakte hainaur sath sath aapko news bhi dekhni chahie aapko har mulk ki news ke bare mein jo headline hai uske bare mein pata hona chahie kis chij ki kimat ab down ho sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Dear member main tamam traders se puchna chahta Hun ki Ham apni trades mein fundamental analysis ya fundamental issues ko kaise follow kar sakte hain Taki hamen trading mein loss uthana pary.
            Dear ais market mai hum ne agar trade karni hai to hum ko fundametal analysis ko use karna ho ga aus se hum ko ye faida ho jaye ga k hum ais market mai fundamental analysis ko use karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai fundamental ko follow karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

              Forex market mein fundamental analysis k liye hamyn news ko follow karna chahiye aur news k liye hamary pass different sites hain jin par ham news ko check kar sakty hain aur aik site investing.com hai jis par news ko daily check kiya ja sakta hai aur news ka time aur kis volatility ki news hai ye sab pata chal jata hai aur kis currency ki news hai ye sab news releases hony se pehly ham ko pata chal jata hai aur ham agar fundamental analysis par kam karna chahyn tu news ko lazmi follow kar k achi earning kar sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental issues ko kaise follow karte Hain?

                Fundamental issues ko follow karne ke liye aapko Har Waqt news ke sath connect Rahana padega Kyunki fundamental analysis market Mein us Waqt Waqt Karta Hai Jab Koi news market Mein Aati Hai news ka matlab yah hai ki kabhi kabhi Jis Tarah Koi currency strong hoti hai aur koi currency week Hoti Hai uski vajah se market per bahut jyada impact Hota Hai

                اب آن لائن

                Working...
                X