Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..
    Jin members ko forex main loss p loss hota Hy to iska matlb yeh hota Hy k ap NY forex achi tra ni seekho ap main abi koi na koi kmi zaroor Hy to mery khial main jb loss ho jay aik din bi doosry din bi to apko chahiy k ap kisi expert sy discussion kro k aisa kio ho Raha Hy loss ko kaisy door kia jay to phr mujy ummed Hy k apko senior positive direction dy ga trading main aur apko apki kamzorian zaroor batay ga Jo k ap jb un p qaboo pa lain gy to apko trading main loss ni ho ga inshallah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

    Ji dost aapki baat bilkul theek hai agar form Mein loss hota hai to uski vajah hai ki yah hai ki Hamen Forex trading kya related Kuchh best information Nahin Hai Jiski vajah se Hamen Bar Bar loss Ho Raha Hai To Hamen Apne loss ko recover karne ke liye to achieve banane ka Nahin chahie aur dusra Hamen demo account per Mor se Mor practice Karke Achcha experience Hassan Karke Hamen best tarike se market trading co analyse karna chahie Uske bad aamantrit open Karni chahie jisse Ham Achcha profile kaise kar sakte hain aur lost se Bach jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

      Janab jab hamary pass forex ka ilm or knowledge he nhe ho ga to hamen loss he ho islye zarorat ha forex ko seekhny ki tab tak ham trading na karen jab tak forex ka basic ka hamen pata na ho tab tak ham loss he karen ga jab hamen tajarba ho jaye ga tab ham profit main jaen ga
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

        loss ki mena reason kam ilam hain hamy best experience or kowkede hasil kar ky forex main kam karny ka risk lena chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain yai aik waee or prfotiable busoness hain yai usa or china or new yourk jesy bary bary mumalik main aik unique bus9oness hain or pakitsna main be aik legal business cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
          Jin members ko forex main loss p loss hota Hy to iska matlb yeh hota Hy k ap NY forex achi tra ni seekho ap main abi koi na koi kmi zaroor Hy to mery khial main jb loss ho jay aik din bi doosry din bi to apko chahiy k ap kisi expert sy discussion kro k aisa kio ho Raha Hy loss ko kaisy door kia jay to phr mujy ummed Hy k apko senior positive direction dy ga trading main aur apko apki kamzorian zaroor batay ga Jo k ap jb un p qaboo pa lain gy to apko trading main loss ni ho ga inshallah
          Agar aap Logon Ko nuksan hota hai to iska Yahi matlab hota hai ki aap Logon Ki Jo Na Lage Hai vah kam hai agar aap log apni learning coaching banaenge aap log apni experience ko Achcha Karenge to aap Logon Ko Kabhi nuksan Nahin Hoga bill kya aap log forex business mein bahut accha profit earning kar sakte hain is chij ke liye jaruri hai ki aap apna time acchi tarike se Forex ko Den acchi learning complete Karen aur Jyada Se Jyada aap log market ke analysis karne per focus rakhen to aap Logon Ko Jarur fayda Hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

            hamy loss sy learnng gain kar ky kam karn ho ga pher he hum kam kar ky bonus kama saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam jar sakty hain is mai kam karny ky luye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony ka Matlb forex k ilm ki kmi..

              Bhai loss hone ka ek matlab yah bhi ho sakta hai hi ke usko knowledge ki Kami hai vah market analyse nahin karta per market Trend ke dekhe bagair hi trading ker deta ha lekin Kabhi Kabhi luck bhi Sath Chhod deta hai aur last ho jata hai Kyunki Business mein profit aur loss to chalta rahata hai bus Insan ko Himmat Nahin Harni chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X