Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?
    Dear mera ap sab members se ye sawal hai k jab ham demo account par trading karty hain tu hamyn profit hota hai but ham same strategy k sath real account par trading karty hain tu loss kyun ho jata hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Devil-forex پيغام ديکھيے
    Dear mera ap sab members se ye sawal hai k jab ham demo account par trading karty hain tu hamyn profit hota hai but ham same strategy k sath real account par trading karty hain tu loss kyun ho jata hai ?
    Dear hamen trading practice k liye Demo account ko use kerta han. Demo sirf practice account ha. Is per profit aur loss imaginary han.
    Dear demo account ke andar Hamen last Jarur hota hai lekin physical aur real Nahin Hota Kisi tarike se demo account ke andar Hamen profit bhi hota hai lekin vah real Nahin Hota isliye Hamen uske upar sirf practis Karni Hoti Hai Taki cal ko Ham real account ko Sahi tarike se use kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

      Jidhar aapki baat bilkul theek hai friends online business Mein demo account per loss hota hai Magar Hamen usmein pareshani Nahin Hoti Kyunki vah Ek Jagah hote hain vah sirf Hamen acchi prektis Hasil karne ke liye Diye Jaate Hain Jis per Ham trading ki prektis Karke Achcha knowledge or experience Karte Hain Jab Ham Ishwar Apne real account trading Karte Hain To Hamen usmein bahut hi big loss ho sakta hai isliye main Soch Samajh Ke Upar Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna
      • #4 Collapse

        Re: Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

        demo acount my vaha balnc zada dya jata ha margin bara hta ha jis vja sy hm jtna lot b lgay hmy faida hta ha loss ni hta ha phr vaha hamare tread hold my hti h profit hta ha
        • #5 Collapse

          Re: Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

          G han forex trading men demo account sirf practice k liay hota hey aur iss men hum log trading karna seekhtay hen aur iss men trade lagana aur close karna seekhtay hen iss liay demo account men loss aur profit ka koi issue nhi hota aur hamari trade profit men jati hey lekin real trading men loss aur profit real men hota hey iss liay trading soch samaj kar karni parhti hey
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Demo account par loss ni hota aur real account par loss kyun ho jata hai ?

            Ham log demo per practice karte hain aur uske Ham Jo trade Lagate Hain wo profit Mein jaati hai aur vaise tried Ham real account per Lagate Hain to wo loss Mein Chali Jaati Hai Iski wajah yah hai ki Real aur demo account mein trading ka bahut bada Fark Hota Hai Bus Hamen Soch Samajh Kar kam karna hoga tabhi Ham ismein achha profit again kar sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X