dear ham sab is markeet main kaam to kartay hain k hamko is markeet say ziada say ziadaa chi earning milay jis say ham apni life ko asaan bana kar guzaar sakain laikin jub hamko is main achi earning nai hoty hai aur ziada tar lose hota hay to ham is main kabhi apnay teache ko zimadaar theratay hain kabhi apnay knowledge ko tehratay hain to kabhi apnay pass kam say kam honawalay capital ko dosh daitay hain jo k hakeekat main bilkul ghalt hota hay,jub ham is markeet main kamyaab hotay hain tab bhi usk zimadaar ham khud he hotay hain aur jub ham is main nakaam hotay hain to tab bhi ham is main khud he ziamadaar hotay hain wo is liye k ham apnay aap pay kabu na rakhtya huway markeet main kuch asia kartay hain jo hamko bilkul bhi nai karna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим