Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

    ji bilkul box bahut hi achcha business hai yah online business hai ismein aap ghar baithkar bahut hi aasani se achi karne ka sar kar sakte hain agar aap daily basis per achcha work karte hain acchi quality ki posting karte hain to aapko weekend per bahut hi accha bonus hota hai use bonus ki madad se aap daily basis per trading karte hain trading market kam kam karne ke bad karte hain Taki aapko accha aur aap usko apni Puri kar sakeis platform for kamyabi har insan Ko Mil sakti hai agar vah sab ke sath kam Kare to usko kamyabi jarur milati hai kyunki yah bahut hi accha platform hai ismein bahut hi acchi aapane daily basis per hath Rakh kar sakte hain agar aap ismein karte hain vah Dil laga ka kaam karte hain aur apne kaam ke sath hote hain to yah aapko bahut hi acchi daily paise de sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

      Forex main kabhi bhi fori successful hona ya profit earning possible nai hay, forex main long term learning and knowledge get karna aik mushkil step ha, jo is main tahamal rakhy or apni learning per focus or trust kiye rakhy wo aik din zaroor expert trader ban kar successful ho jaye ga, laikin short cut use karny waly kabhi bhi successful nai ban sakty.
      • #18 Collapse

        Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

        Ji brother aapki baat bilkul theek hai forex ke andar jo bhi new member aata hai usse bahut jyada mehnat karni padati hai aur usse forex ke bare mein bahut kuchh Janna padta hai ek bahut acche knowledge ki jarurat hoti hai use learn karna padta hai in tamam mehnat ke bad Koi bhi shaksh ek achcha trader Ban sakta hai..
        Yah baat bilkul vaise hi forex trading ke andar hamen kamyabi step-by-step milati hai hamen shuru mein main is per bahut sara invest karna padta hai hamen bahut sara time Dena padta hai uske bad jakar Ham bahut benefit is se hasil kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

          G han dear ap NY Sai kha hy k ham is main Kamyab ho sakty hain agar ham Sabbar sy Kam Karin to is liay hamain is Kam main jaldbazi Nahin bal k himmat or Sabbar sy Kam karna or acha bounce hasil Kar k trading karni chaiy phir acha profit hasil ho GA is liay Sabbar karny wala insan hamasha kamyab hota hy
          • #20 Collapse

            Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

            Assalam o alsikum. Pakistan forex forim jasay onternational online business main ya phir aur bhi kissi business main humain kamyabi lazmi millti ha chahau wo saal bad millay mahenay bad millay ya phir ussi din mill jay lakin kamyabi milti zaror ha ye kabhi bhi mat samajhna ka kamuabi nahi milti agat hum sabar aur joslau say kam rakhain ga aur sabar aur hoslay say kam lain ga tu kamyabi ak na ak di mill hi jati ha.
            • #21 Collapse

              Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

              apki bat bilkul thk hai,kamyabi beshak sabar ky baad hi milti hai apko is liye sabr rkhna hai ar bardasht krna hai shuru ki mushkalat ko,kamyabi zarur mily gi apko jld hi.lykin mehnat nh chorni ap ny dil nh harna balkhe shikna hai yahn p ar kch krna hai apko apny liye stable krna apko khud ko yahn p shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

                Sir ma ap ke bat sa itfaq karta ho ap na bilkul drust farmy bhot sara loog forex ma ata ha sirf ya soch k k wo bina kasi mehnat k aur kam kaya begar he rato rat ameer ho jya ga jo k bhot galat ha kasi b kam ma kamyabi k lya hma us ma mehnat ke zarorat hoti ha aur sabar k sath kamnkar k he hm duniya ka kasi b field ma kamyab ho sakta ha is lya forex ma b hma mehnat sa kam karna chya aur sabr k sath trading karni chya ta ka hma loss na ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Kamyabi zaror milegi lekan sabar o tahamul kay baad?

                  Forex trading mein hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex trading main jaldbazi ki wajah se ham achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai isliye forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X