Trading mn indicators ka kia role hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mn indicators ka kia role hy?
    Assalamu alaikum dear members main aapse yah puchna chah rahi hun ki trading mein indicators ka kya role hai trading mein ham indicators ko kaise use karte hain aur indicators to use karte hue ham trade kaise laga sakte hain aur use trade se hamen profit hota hai ya loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aneekhan پيغام ديکھيے

    Dear forex forum per jab ham trading kerta han. Kuch safe side forex na rukhi ☔ han. Jin ko ham use ker k apna account ko mazeed secure kerta han. Strategy trading k ander ap ko sirf achi earning k bara man batati ha. Jab k indicator us trade k doran apka account ko safe rukhta ha. Is liye indivator trading mn bhot 👨 impotance rukhta han. Dear trading ke andar indicator ka yah role hota hai ki vah Aage trade co secure Rakhta hai apke Kaun ko kabhi bhi extraordinary Ahmedabad Ullas hone Nahin deta isliye Hamen chahie ki Ham indicator ko last Mein use Karen heart rate ke sath Jaise stop last wala indicator sabse best Johar trader use karta han.
    Last edited by ; 18-06-2020, 03:29 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

      hananannanana
      • #4 Collapse

        Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

        Mere Aziz dosto trading me indicators is bht role hai hame indicators indicates karte hai keh kis tarah see friends ham trade open Kare market ups me move Kare give taa down yeah San friends forex trading me indicators hame indicates karte hai dosto aor trading me graph ko samjhna bhi but zurroori hai is liey graph ko bhi samjhe taa keh AP achi trading Kar sake.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

          jub hum forex treding may apni tread open kar rahay hote hay to hame mukhtlif color kay candle bane huay hote hay. white aor black color kay hote hay. jo white color candle hote hay wo ye batati hay ke market nay ab up jana hay.. aor jo black color ki candles hote hay wo ye batati hay ke market nay ab nichay aana hay. isi liye bhut ziada ihtiat ke zarorat hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aneekhan پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear members main aapse yah puchna chah rahi hun ki trading mein indicators ka kya role hai trading mein ham indicators ko kaise use karte hain aur indicators to use karte hue ham trade kaise laga sakte hain aur use trade se hamen profit hota hai ya loss hota hai
            Mera Khyal ke mutabik aap koi new member hai isliye aapko is bare mein pata nahin hai lekin Pak Forex forum per Kam Karne Wale senior member ya purane Logon Ko to Pata Hoga Ki indicator Ka Kya Kaam hota hai main aapko batata hun unke indicators Jo hote hain vah market ke trend ko pata Lagane Mein Unka bahut jyada Aham roll Hua karta hai market ke trend Kar Jab tak Hamen Nahin Pata Hoga Ham Sahi tarike Se Kam Nahin kar Sakenge aur Agar Ham bagair Kisi knowledge ke hi trade Laga Denge to Aman nuksan uthana pad sakta hai isliye Soch samajhkar aur Market ke Trend ke mutabik aap aur trade lagaen Varna aapko loss uthana pad sakta hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aneekhan پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum dear members main aapse yah puchna chah rahi hun ki trading mein indicators ka kya role hai trading mein ham indicators ko kaise use karte hain aur indicators to use karte hue ham trade kaise laga sakte hain aur use trade se hamen profit hota hai ya loss hota hai
              Dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai trading Mein indicator ki bahut jyada importance hoti hai aur yah Humko market ki movement ke bare mein bahut hi acche tarike se indicate karte hain isliye Ham Ko chahie ki Jab Ham trading Karte Hain To indicator ko Sahi tarike se istemal karna seekh Le Agar Ham isko properly learn Kar Ke indicator ko istemal Karenge To Ham Ko iska bahut jyada fayda mil sakta hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading mn indicators ka kia role hy?

                Forex trading mein indicators apko indicate krtay hein k market kis trf jae gi. Indicators ka istamal krty hoe ap apni trades ko open kr sktay hein. Indicators pe poora bharosa bhe nahi kia ja skta q k market ka koi pta nahi hota kab kis wqt kis trf move kar jae. But indicators se ap ki nishandehi ho jati hai aur apko kuch na kuch pta chal jata hai k market kis trf jae gi.

                اب آن لائن

                Working...
                X