Hmin posts kis waqt krni chahie???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmin posts kis waqt krni chahie???
    Hamen to use Waqt Karni chahie Jyada mentally tar fresh hu aur jab Ham relaxed hu isase Ham Apne experience Mein Safar Kar Sakenge aur ham apni post ki quality Ko Bhi Bada Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

    dear member pakistan forex forum main posting ka koi bhi particular time fix nahi hai jis ko follow krna zarori hota hai ap jub free hoty hain ap tab he posting kar skty hain es main koi bhi aik time nahi hota hai yah 24 ghanty hmain posting karny ki ijazat deti hai jis main hmain apny daily k 50 posts k target ko pira krna hota hai or yah hum jis trha chahen osi trha he pori kar skty hain hmain bonus hmary kam ki quality par milta hai na k kisi aik fox time main posts karny se milta hai
    • #3 Collapse

      Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

      Ham Logon Ko posting kisse baat karni chahie aapka good question hai lekin ham log ko poster use Waqt Karni chahie javanon ka mind relaxing ham log easy aur jab free ho Ham Logon Ko use Waqt posting Karni chahie Pakistan for international business 24 hour 24 hour aap kam kar sakte hain Jab Bhi Aapka Dil Kare aapka Mai aur aap aur aap post kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

        hamain posts ka koi bi time fix bi kar skaty hain aur is main koi bi issue nai hai is fourm main kam kar k hi hum acha earn kar skaty hain aur hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi um achy say trade kar skaty hain aur forum main part time main bi jb kar k hii hum acha bonus hasil kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
        • #5 Collapse

          Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

          ham 24 gantho main sy kisi be waqt posts kar sakty hain ham jis time main posts reply kary lakin posts ka mayar acha or alla qualities ka hona chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zaorto ko apni marzo sy por kar sakty hain ham is main apni amrzi y time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SoniaZeshan پيغام ديکھيے
            Hamen to use Waqt Karni chahie Jyada mentally tar fresh hu aur jab Ham relaxed hu isase Ham Apne experience Mein Safar Kar Sakenge aur ham apni post ki quality Ko Bhi Bada Sakenge
            Salam dear member g hmy posts free time krni chaiye jis time apka mind fresh ho ... Fresh mind sy jb hm kam kren gy is sy hm kafi zyada swekh skte q k jb fres mind sy koi kam kia jaye to is sy wo kam hmy bhulta ni .. Isliye free or relax ho k kam kren depression me kam na kren or na hi apny kam ko sar py sawar kren gy bilkul dil sy kren or acha kam kren agr ap chahte hn k ap success hon or experience or knowlenadge inceease hoga so fullattention sy kam kren members ... Thanks
            • #7 Collapse

              Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

              dear agar Ham post ko subah ke time Karte Hain To achcha bonus Hasil kar sakte hain kyunki subah ke time hamara mind fresh hota hai aur ham acchi quality ki post kar sakte hain subah ke time post jyada karni chahie ya FIR sham ko post karne jaenge kyunki is time se sare members active hote Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Hmin posts kis waqt krni chahie???

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SoniaZeshan پيغام ديکھيے
                Hamen to use Waqt Karni chahie Jyada mentally tar fresh hu aur jab Ham relaxed hu isase Ham Apne experience Mein Safar Kar Sakenge aur ham apni post ki quality Ko Bhi Bada Sakenge
                G bilkul sahi Kaha aapane jab Ham mentally relaxed hun fresher hun Hamare Upar Kisi chij ka burden Na Ho tab Hamen apni posting Karni chahie Kyunki use time Ham Jo post Karenge vah bahut hardworking ke sath Karenge aur apni quality ka bhi Khyal Rakhenge Hamen quality aur quantity donon per focus karna hai Hamen apni post ki length ko bhi dekhna hai aur uske andar send ki Hui information Hogi Hamen apni posting time table K mutabik Karni chahie Taki 50 Post daily Hamare liye koi problem Na Ho Aur Hamen kam karne me Koi Mushkil Pesh na Aaye Hamen Apne kam ko daily routine ka hissa banaa Lena chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X