Avoid over confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid over confidence
    Dear brother main aapse yah information share karna chahta hun ki aap Jab Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aap ko self confidence per Jarur focus karna chahie lekin iske sath sath aap ko is Baat Ka Dhyan Rakhna chahie ki aap kabhi bhi over confidence Ka Shikar Na Ho Jaaye Kyunki Jab aap overconfidence karte hain to usmein aapke decision galat ho Jaate Hain aur apko nuqsan ho jata ha.

    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	7
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12463978Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	7
Size:	25.3 کلوبائٹ
ID:	12463978
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid over confidence

    hamain is forum main confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum achi earning kar sakty hain aur hamain cahhye is form main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gia ur hamain knwodlge k mutabiq hi trade karni ho gia ur hamain cahhye is forum main information achi ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur loss km ho saky ga
    • #3 Collapse

      Re: Avoid over confidence

      Agar is market ke andar ham log confidence ke sath kam Karte Hain To Ham Logon Ko aasani ke sath Achcha aur well-trained experience Milana shuru ho jata hai Forex ki market adress ki market Hai Iske andar jab tak aap log Rishte Nahin Lenge aap Logon Ko profit Nahin Ho payega risk Lena padta hai tab jakar market ke andar ham log acche se work kar patay Hain lekin iske sath sath Ek important chij vah yah hai ki Ham Logon Ne Kabhi Bhi overconfident hokar Kam Nahin Karna Jab ham log Hoga confident hokar kam Karenge To Ham Logon ke liye vah nuksan de Hoga Hamesha aap Logon Ko usse loss hoga Jay loss ham log kabhi bhi recover nahin kar Payenge aur Market ke andar loss recover karna sabse Mushkil aur difficult task Hota Hai Har aamcha Claus ko recover nahin kar sakta aap Logon Ko planning ke sath loss recover karna Hota Hai
      When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
      :)
      (AbdulWahab33)
      • #4 Collapse

        Re: Avoid over confidence

        Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	10
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12327742Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	3
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12327741
        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
        Dear brother main aapse yah information share karna chahta hun ki aap Jab Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aap ko self confidence per Jarur focus karna chahie lekin iske sath sath aap ko is Baat Ka Dhyan Rakhna chahie ki aap kabhi bhi over confidence Ka Shikar Na Ho Jaaye Kyunki Jab aap overconfidence karte hain to usmein aapke decision galat ho Jaate Hain aur apko nuqsan ho jata ha.

        [ATTACH]13695[/ATTACH][ATTACH]13695[/ATTACH]
        Dear forex trading man acha trader wo ha jo kabi apna apko ni smajhta k usa kuch ata ha. Q k jo kehta ha mojha sab ata ha samjho k usa kuch ni ata hamasha apni learnig ko improve karen aur learning kabi b stop na karen. Aur ager ko jab feel ho k apko sab pata ha aur trade pher b loss ho to smajho k ap ka knowledge zero ha. Is liyw seniers ko follow karo kabi kisi seniers s ni sona hoga k us na over confident ho k trade lagai aur kamyab ☔ howa ho.
        Isliye Hamen chahie ki Ham is Forum ke upar jitni bhi learning Karen Kabhi Apne aapko overconfident Na Samjhe aur Hamesha learning kya door open rakhen Taki Hamen learning hoti Rahe Agar Ham is tarike se kam Karenge to tab hi Hamara knowledge padega otherwise Hamare knowledge Kabhi Bin trees Nahin Karega.
        • #5 Collapse

          Re: Avoid over confidence

          Forex trading mein hamen apne over confidence ke sath work aur trading nahin karni chahie jiski wajah se forex mein hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai forex mein kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading aur work mein apne confidence ko maintain rakhna chahie jisse forex mein hum kamyab ho sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Avoid over confidence

            Ji aapane Sahi kaha hai ki Hamen overconfidence ko avoid karna chahie Agar Ham overconfidence Ko Nahin Karenge avoid To isase Ham sahi se nahai posting kar Payenge aur na hi trading kar Payenge posting Karte Waqt Ham apni post quality ko Achcha nahin kar Payenge Kyunki hamare pass overconfidence hoga aur jab ham trade lagaenge To Ham market analysis Nahin Karenge bhalke aise hi trade Laga Denge Jiski vajah se Hamari trade loss Mein Chali Jayegi
            • #7 Collapse

              Re: Avoid over confidence

              ji han bilkul main aapki baat karta hun Is Duniya Mein Kisi bhi chij ko over hone se avoid karna chahie Kyunki ham log koi bhi chij over ho Jaenge to ham log mission uthane Mein Rahenge Kyunki Jaisa ke Ek Din Insan Ne Kaha Tha excess of everything is bad itne Ham Logon Ko over hone se avoid karna chahie aur 760 confidence Hona chahie na ki overconfidence tha ki ham log Hamen aa successful p ho Taki
              • #8 Collapse

                Re: Avoid over confidence

                G dear aapane bilkul theek kaha hamen our confidence ke sath reading Nahin karni chahie balki overconfidence ko avoid karna chahie ham overconfidence kahan milenge To hamen acchi kamyabi Nahin milegi agar Ham waqt per apne aap ko improve Nahin Karenge aur apne post ki quality achchi Nahin Karenge aur trade ko soch samajhkar Nahin Karenge aur confidence se kam lenge To hamen nuksan hoga koi bhi fayda nahin hoga isliye hamen chahie ki Ham jyada Se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Karen aur overconfidence ko avoid Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Avoid over confidence

                  over confidence ko avoid karna ho ga pher he humpasia kama saky gy confidence ky sat kam karny waly forex mai kamyab ho kar pasia kama lety hain. kuch trader is tarha b hotay hain k jub un ko kuch profit hota hai to wo zada overconfidence ho jatay hain jis ki waja se wo trade big lot ki lagatay hain or loss kr baihtay hain. is liye overconfidence se bachna bohat zarrori hai is market me business krnay k liye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Avoid over confidence

                    Over confidence se lalch barhti haijis se hume buisness mein loss ho ga is liye hume over confidence se avoid karna chahie tu hi hum lalch se bach sakte hai. Agar hum over confidence kare ge tu utni hi zyada hume lalch hoti jae gi is se hume bohat zyada nuqsan ho ga. Nuqsan se bachne ke liye aur forex mein success hasil karne ke liye hume over confidence aur lalch se bachna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Avoid over confidence

                      Ki Hamen aur confidence Nahin Hona chahie apne aap Aaj Positive Thinking apply Karni chahie book all positive thinking ke sath Ham apni mehnat ko continue kar sakte hain aur Apna target achieve kar sakte hain Jo person take it achieve Karta Hai vah Apna bonus level increase kar leta hai because Ho mehnat Karke kamyabi Hasil karta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Avoid over confidence

                        Dear brother hamien forex mein jitna ho saky over confidence say avoid karna chaye jab hamary andar over confidence ajata hai to greed peda hoti hai or greed kabhi profit nahi deti ye hamein lose ki taraf lay kay jati hai is liye mehnat kay sath positive mind kay sath trading karein agar ham achi learning kay sath achi planing par focus kar kay kaam karty hein to kabhi nakaam nahi hoty is liye chaiye kay hmein over confidense say nahi balkay positive thinking kay sath kaam karna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid over confidence

                          Dear ma ap ke bat sa itfaq karta ho ap na bilkul drust farmaya ha kasi b cheez ka zaida ho jana nuqsandy hota ha chya wo jasa k ap na farmya confidence he kyo na ho.lakin forex ma confidence level heigh hona chya jab hm trading krta ha lakin itna b nahi k hm sab kuch bhool jya is lya mehnat kara us sa ap ka confidence ma b azafa ho ga aur ap ka experience b bara ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid over confidence

                            apki bat bilkul thk hai,over confidence sy.bachain sabar sy.kaam lain sabar sy kaam lain gain tu aap kamyab ho payen gain confidence aapko nuqsan ki taraf ly jaye ga ar kosish karain khe hosla rkhain ar over confidence sy bachain aap
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Avoid over confidence

                              g hn friends bilkul hamy pover confidence ko avoid kar ky is main mehnat sy kam karna chahey agr mahnat y kam kry gy to utna hi zyada maza hai h or profit pher hi ham loss sy bach sajty hain or acha prfoit hasl kar ky apni zaroto ko pora kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time table set kar ky is main part t ime be kam kar sakty hai or ham is man apni marzi s yfull time be kam kar sakt yhain yai kabe be band na hony wala busiess hain agr hum acha kam krhy hn to osky badly m humy acha bonus milta hai to ya dakh kar humy or zyada acha bonus mily ki khuwahish hoti hai or hum fast kam krna shuru hojaty hn jisky badly ma hum kafii sari mistakes kar k isy ignore krdety hai jo phir apna loss krbaithty hn jo k ya phir overconfidence hi hota hai jo zyada k chkr ma thory sy b hath dho bathta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X