Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?
    Dear members AP k khayal me learning se acha experience hasil hota he ya hardwork se how ham kamyab hote hen???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
    Dear members AP k khayal me learning se acha experience hasil hota he ya hardwork se how ham kamyab hote hen???
    Dear forex trading man knowledge hasil kerna kafi ni ha jab tak ap us knowledge ko Demo Account per practically live trading man chevk na 🏃 ker len. 👨 is liye practical kerna bhot zarori ha yani experience kerna.
    Dear Forex forum mein agar Ham trading kar rahe hain To Hamen trading ke liye knowledge ke sath sath usko practically Apne demo account ke upar life trading ke andar bhi aazmana chahie.

    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	10
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12327736
    • #3 Collapse

      Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

      dear friend jab aap se dar nahin karenge to hi aap hard worker cal aaenge isliye hamen chahie ki Ham jyada hard work ke sath kam Karen aur is business ko jyada time mein jab Ham jyada hard work karenge to hamari lag nahin acchi hogi aur hamare knowledge or experience mein aisa hoga isliye mere Pyar mein main chij hard-work hai jo aapko is business mein fayda de sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

        Aik insan jb seekhny lgta ha to us ko sirf guidance chahiye hoti ha us ko sirf knowledge chahiye hoti ha. Wo phir chahy wo experience se hasil kry ya hard work se. Asal purpose to seekhna ha. Seekhny ka tareeka koi bhi ho insan ko seekhna chahiye bsss. Aik insan learning se bhi seekh sakta ha r hard work se bhi. Dono tarah se insan achi guidance hasil kr sakta ha jo us k liye faidamand ho sakti ha.
        • #5 Collapse

          Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
          Dear members AP k khayal me learning se acha experience hasil hota he ya hardwork se how ham kamyab hote hen???
          dear mery khyal mein to dono sy experience hasil hota ahi q k jb aap learning kryn gy to hi aap ko sb k bary mein how know hogi or tabhiaap log work pe rimplement kr payn gy ne or jb aap hard working k saht implemen tkryn gy to hi aap ko kuch na kuch mil sky ga. hard working o rlearnin gdono boht zruri hain or in dono k hoty howy hi aap ko experience mil sky ga.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          • #6 Collapse

            Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
            Dear members AP k khayal me learning se acha experience hasil hota he ya hardwork se how ham kamyab hote hen???
            Salam dear members g jb hm zyada sy zyada learning kren gy forex py is sy hmykafi zyada experience hoga or knowlendage me izafa hoga isliye hmy firex py zyada sy zyada learn krna chaiyee... Or hardwork bhi bht zroori h jtna zyada hardwork kren gy uthna zyada hmy profit hasil hoga jb hm hardwork kren gy apna kam daily ka complete kren gy achi posts or thread lgayen gy issy hmara bnous increase hoga is me hmara apna hi fiada h ...
            • #7 Collapse

              Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

              Forex trading mein kam karne ke liye bahut acchi experience ki jarurat hoti hai aur yah experience kuch hota hai jab ham ise jyada se jyada time len Ham forex trading mein jitna jyada time lenge utna hi hamen experience a logo aur forex trading ke liye learning bhi bahut jaruri hai forex trading mein kam karne ke dauran bahut kuchh sikhane ko milta hai aur iske bahut se faidy Hain ... Agar ham forex trading mein main bahut achha quality wala kam karenge to hamen zyada se zyada bonus hasil hoga aur ham kamyab trader Ban sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                Salam to all dear friends
                Dear friends koi bhi Kam koi bhi business shru krne sy pehly us k bary main Janna or usko sekhna bht zrori hota jb Kam apk zehn main aa jata hai to phr ap us Kam ko Achi trha krne ki koshish krty hain or phr ahista ahista Humain us Kam men experience haisil ho jata hai forex trading main k krne k liye bahut Achi experience ki zrort hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
                  Dear members AP k khayal me learning se acha experience hasil hota he ya hardwork se how ham kamyab hote hen???
                  Jnb experience tab ay ga jb hm trade krn gy . Trade krny k bghair experience kesy a skta hy. Demo pr practice kr k hm experience Gain kr skty hn. Learning aur Chez hy uskblye market ko analysis kia jata Hy smjna parta hy k kb trade Len aur Kon c Len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                    Aapane Ek Achcha Sawal poochha hai ki Hamen learning se Achcha experience Hota Hai ya FIR Hamen hardworking se Achcha experience Hasil Hota Hai to main aapko batana chahti hun Agar Ham hard work Karke kam Karenge to isase hamare learning Mein izafa hoga iska matlab yah hai ki hardwork ke jarie Ham acchi learning Haasil kar sakte hain Achi acchi learning Se Achcha knowledge bhi hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                      2un sa hi hm acha experience hsil hota hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra ziyada sa ziyada learning kra jitni ziyada learning ho gi utna experience hsil kr saku ga jitna hardwark kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga forex bht hi acha or kamyb business hy jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                        Ji haan mil kar main aapse bahut pyar karta hun Ham Logon Ko chahie ki agar ham log Hamen aap Aana Chahte Hain To sabse pahle ham log apne liye experience Nahin Ham Logon Ko Aisi nashea varge Hamari learning ki Bina per hi Milega Agar Hamen Kitni dalni Karenge utna hi Hamen experience Hoga utna hi ham log apni earning Mein Safar Kar Sakenge isliye jaruri hai kya block Ladne ko Jyada Se Jyada Karen Tak aap log Kamyab ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                          Dear hamen learning aur hardworking donon Se Hi achcha experience aasan hota hai Ham jyada Se jyada learning Karenge tab bhi acchi Tarah Se earning kar payenge aur hardworking Karenge tab bhi Ham acchi kamyabi Hasil kar payenge hamen chahie ki Ham Forex trading Mein kam karne se pahle demo account per practice Karen vahan per mehnat Karenge aur acchi Tarah practis Karenge tab hi hamen achcha Tarah Se experience Hasil ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning se experience hasil hota he ya hardwork se?

                            Assalam o Alikum, g hum apni learning sa forex ka knowledge gain kr sqty hein n r hum ny trading ka experience hasil krna h to us k liye hmein hard work krny ki zarort h

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X