Hello Assalamualaikum member
Kaise hain aap sab Kahana yah chahta hun Aaj Apni post mein Main ke Hamen chahie ke Jaisi thread ho Vaisa hi reply kiya jaaye Kyon Ke Maine Aksar yah Dekha Hai Ki Upar post Koi Aur Hoti Hai niche replies Koi Aur a Rahe Hote Hain aur Kai bar Koi Agar aapse guide Mangta Hai To bahut Sare reply negative aur kuchh positive Aate Hain matlab use Paar Hai Main Char log Agar han kah rahe hain to 3 log Na kar rahe Hote Hain Aise mein member confuse ho jata hai ki kya baat sahi hai aur kya baat galat Kyunki use samajh Nahin a rahi ho TK Mein kiski Suno Ek to help mang raha Hota Hai dusra Kafi Sare members confuse kar dete Hain Ki Kaun Sahi Kah Raha hai isliye Jo experience member hay vah Apne experience ko vahan show Kiya Karen aur help Lene Wale Ko acche se guide Kiya Karen Taki use Kis chij Mein confusion Na Ho Kyunki Agar han ya na donon Mein baten hongi To to use member ki help Nahin Ho payegi isliye is Baat Ko Thoda Sa Samajh Kar Kiya Karen aur thread ke mutabik reply Kiya Karen:1f616:
:1f60a: T H A N K S :1f60a:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим