Trading me loss ka khouf khtm krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss ka khouf khtm krn.
    Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Trading me loss aur profit is ka hisa hn is sy Dena ni hy . Trade me loss k khof ko khtm krna hu ga aur ye Tabb khtm hu ga jb hm trade knowledge aur experience hasil krn gy is lye ziada focus learning pr den jb knowledge hu ga tu loss ka khof khtm hu jay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

    AGR Ap KO trading ma loss ka dar ha to usy khatm Kary tab AP kamyab ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

      Forex trading mai loss ka khouf traders ko khatam ker laina chaiye. Forex aik business hai aur business mai loss aur profit dono he hotay hain. Iss liye traders ko iss mai kisi kisam ka khouf nahi hona chaiye. Jiss business mai loss nahi hota aur sirf profit he profit ho raha hota hai woh jaiz business nahi hota hai. Forex aik real business hai iss mai loss bhi hota hai aur usay profit sau recover bhi ker lia jata hai. Forex traders ko apna experience barha kay loss recovery mai asaani ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
        Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Trading me loss aur profit is ka hisa hn is sy Dena ni hy . Trade me loss k khof ko khtm krna hu ga aur ye Tabb khtm hu ga jb hm trade knowledge aur experience hasil krn gy is lye ziada focus learning pr den jb knowledge hu ga tu loss ka khof khtm hu jay ga.
        ji haan trding ager ap kar rhy ho to is se khuf nai khana chahy bina khuf k trding krien aur profit kmaine. loss b forex ka hisa hai is liy forex mene kam karty is baat se na drine
        :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Eman23 پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum friends kesy hn ap sb. Trading me loss aur profit is ka hisa hn is sy Dena ni hy . Trade me loss k khof ko khtm krna hu ga aur ye Tabb khtm hu ga jb hm trade knowledge aur experience hasil krn gy is lye ziada focus learning pr den jb knowledge hu ga tu loss ka khof khtm hu jay ga.
          dear member Baat Sahi kiye aapane lekin Jab aapki investment Lagi hoti hai to aapko thoda sa Dar Hota Hai Apne loss hone ka Kyunki aapane Jo bonus Haasil Kiya Hota Hai vah Kafi mehnat Se Kiya hota hai aur agar aap apni mehnat ko Siya Hote dekhte hain to aapko pareshani bhi Hoti Hai Dar bhi hota hai lekin Agar positive opinion Ki Baat karen to Apne mind se Dar Ko Hamen Dur Rakhna chahie ab yah sochkar kam Karen ke Business mein loss and profit Sath kam Karte Hain Kabhi loss hota hai To Kabhi profit isliye Hamen ghabrana Nahin chahie Pareshan Nahin Hona chahie balki koshish Karni chahie kya kar lo so raha hai to next trade usse acchi aur better Lagai Jaaye
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

            Dear ap ki baat bilkul theek hay hamin trading mn loss k dar ko khtam karna chaiy .jab bhi ham trade open karty hain to hain loss ka khaof hota hy jo k hamin zayada profit gain nahe karny deta hy .hamari open ki gi tradde jab loss se profit mn ati hy to ham phr loss k khaof se usy close kar dety hain or es trah hamara acha profit hamry hathon se nakal jata hy achy profit k liy haminn loss ka dar khatam karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

              Forex trading Karte waqt aapko Dar Jab Bhi Hota Hai Jab aapke pass Achcha knowledge or experience Nahin hota hai isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karke sabse pahle Apne aapko expert banaen professional Banaya or phr ja ker marketing karain aur Jyada Se Jyada Forex ke about learning Karen Taki aap apne kam ko well and good perform kar Sako isliye Jyada Se Jyada mehnat Karen experiences Karen Taake aap aur forex k about Har kism ka knowledge Hasil Karke acchi aur profitable business start kar Sako isliye apni mehnat ko Jari rakhen ziada Se ziada mehnat Karen aur Acha knowledge gain Karen Taki aap expert Ban jao aur accha profitable business kar Sako
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                Nafa nuksan har karwar Ka aisa Hi insaan ko Allah se ghabrana nahin chahie Apne kam per focus karna chahie mehnat karni chahie aur acche ki ummid rakhni chahie Forex trading mein Ham Jitna dasvi ke sath gaon Karenge acche knowledge experience ke sath kam Karenge tabhi Forex trading mein hamesha benefit transfer kar sakte hain per accident mein bolo kam Jab Hain Jo hath pakar hai apne kam per focus karte hain aur chakiya me rakhte Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                  G han bilkuaal ap ny thek kaha Hy humeny chayeh k loss sy gahbrana nhn chayeh Kun k forex k alewa dunya ka Jo bhe business hota Hy is mn loss tu lazmi hota Hy Kun k loss or profit yeh business ka hisa Hy is mn Jo bhe gar kaam karta Hy is ko chayeh k wo trading k doran darna niii chayeh Kun hum is Sy zaida warna zaida loss Kar baithy gy .. forex mn agar hum begair darey kaam kary gy tu humeny is mn at boht zaida profit ho ga agar hum dar Kar Kam Kary gy tu humeny loss ho ga .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                    Loss ka khof mind mei rakho gay kabi b kamyabi nahi honi apna experince ki base pa kam karna chahiya aur woh tab hi aye ga apka pas jab apka pas knowledge hu ga apka luck aik dafa yeh do dafa chal skta ha lakin agar ap kha ka her dafa apka luch chal jai aisa nahi huta is lia is pa ap na rha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                      Dear friens bilkulo Trading me loss aur profit trading ka isa hi hota hai ist khofzada nai hona chye qk agr bychance loss ho b jay to isko dubara mahn at karn y sy recover kiya ja skta hai . Trade me loss k khof ko khtm krna hu ga aur ye Tabb khtm hu ga jb hm trade knowledge aur experience hasil krn gy is lye ziada focus learning pr den jb knowledge hu ga tu loss ka khof khtm hu jay ga. Pakistan forex forum ak online business hai ismy hum jitni zyada mahnat kry gy utni hi zayada kamyabiii hasil krsky gy ismy bhtreen skills k liye humy knowledge oe experience b best hi rakhna hoga islie jab apni knowledge sy kam kiya jay ga to loss k chances bhot kam sy b kam hongy or koi khoof b nai rahy ga loss ka.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                        Loss ka khof nahi hona chaye trading mei hamesha care kro forex trading luck pe depend nahi karti ha balky forex trading me jtna ap hard work karoge or achi knowledge hasil karo ge tho ap success hasil karo ge or achi earning be Forex main sirf hardworking important hai kiun kay luck hota nai banana parta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                          Forex trading mein hum jitne zyada mehnat kare ge utne zyada hume success hasil ho gi. Jab hum posts se acha bonus hasil kar ke trading start karte hain tu hume dar hota hai ke jo hum mehnat ker ke bonus hasil kia hota haiwo loss na ho jae. Trading mein hum jitna zyada risk lein utna hi zyada hume benefit hasil ho gakui agr hum dare ge tu hume kam profit hasil ho ga kui ke hum dar ke trade ache nhi lagate.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                            Asslam o alakuim dear forex member forx ak achaa business hy is main profit bhota hy achaa but is main loss bhi ho skta hy loss ky zimadar bhi hm khud hoty hain hamari gaflat ki waja sa loss hota hy agar loss ho jay to khof zada nhi hona chahiy bal ky us sa lesson gain krna chahiy loss ho jany ki waja sa tnsion nhi lani chahiy bal ky hosh sa kam lana chahiy apny emotion ko control krty howy loss ko recover krny ki koshish krni chahiy loss ka hona business main koi issue nhi hy is sa ghabrana nhi chahiy bal ky himat ky sath agay brhna chahiy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me loss ka khouf khtm krn.

                              G friends apne bilkul thek kaha hai trading karte hue hamain apne andar se loss ka khof khatam karna ho. Ku ke agar hum loss ke khof ko khud par sawar kar lain ge to hum kbhe bhe risk nahin lay sakain ge. Yeh baat hamaisha yaad rakhiye loss aur profit karobar ka hissa hote Hain hamain kabhe bhe loss ka khof nahin rakhna chaiye apne andar ku ke aj loss karain ge to Kal profit bhe earn kar sakain ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X