Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen
    Dear brothers forum pe hamen contest men jo bonus milta hey uss ko hum log direct withdraw bhi kar saktay hen aur trading bhi kar saktay hen lekin agar acha bonus mil jay tu phir withdraw kar lena chahiay kiun k loss ki surat men bonus zaiya ho sakta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

    ham is main bonus par trading be kar sakty han or hamy isy with drawa karwa sakty hain hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kmayabi hasil kar akty hain or ahca bonsu hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik waee business hain ya usa or china or new yourk main aik unique business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

      Yes dear contest waly bonus per bhe aap trading kr sakty ho aur ose withdrawal bhe krwa sakte ho contest ka bonus ek kism ki investment hoti hai jesa ke aapne koie amount deposit krwaie ho aapne trading account mein pak forum hame boht se facilities de raha hai hum yaha per work kr ke contest mein bhe hisa le sakten hain aur waha se jo bonus hame milta hai vah directly bhe withdrawal ho sakta hai bs hame dil laga kr kam krna hoga aap os contest ke bonus se trading bhe kr sakte ho ya ose withdrawal bhe krwa sakte ho ye sub kuch aap per depend krta hai ager trading krna chahte ho to trading bhe ki ja sakti hai aur mazeed acha profit bhe earn kiya ja sakta hai bs mehnt krne hogie aur forum ko time denga hoa acha aur mayari kam kr ke aur bhe benefits yaha se gain kiye ja sakten hain
      Last edited by ; 18-06-2020, 09:21 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

        Ji dost aapki baat bilkul theek hai Ham fractional Business mein jo contact ka bonus Milta Hai Mujhko kabhi bhi kar sakte hain Ham Chahe use per trading Kar Rahe Ya Na Karen vah Hamare liye ek best price Hai Ham usko Jab Chahe Gadre kar sakte hain aur Jitna Chahe Jis time Chahe Veda kar sakte hain vah Hamare liye best option hai isliye Hamen contest Mein Kaise Lena chahie aur vahan Pani acchi inami scheme ki mashin Karke Ham usko Sani ke sath Batra kar lena chahie
        • #5 Collapse

          Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers forum pe hamen contest men jo bonus milta hey uss ko hum log direct withdraw bhi kar saktay hen aur trading bhi kar saktay hen lekin agar acha bonus mil jay tu phir withdraw kar lena chahiay kiun k loss ki surat men bonus zaiya ho sakta hey
          ji hun hum contes waly bonus k sath bhe trading kar skty hain or ik achcha profit haasil kar skty hain part full tm )Forex trading ek online kam hai ismein ham part time be work kar sakte hain ismein Ham full time bhi work kar sakte hain ismein Ham jitni jyada mehnat karenge hame utna hi jyada fayda milega.is main hum jub free hun hum kam kar skty hain yeh aik legal business hai is sey hum unlimited profit bhe haasil kar skty hain
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #6 Collapse

            Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

            Form ke upar Ham Logon Ne Dekha Hoga Ki Kuchh contest ho rahe Hote Hain Jiske Upar posting karne se Ham Logon Ko Thodi amount milati Hai vah basically Ham logon ka bonus Nahin Hota Rustam aapki Tamam amount ko ham log aasani ke sath withdrawal karwa sakte hain vah withdrawal hoti hai uske upar ham log trading nahin kar sakte Agar Ham Logon Ne trading ke liye bonus Hasil Karna Hai To Ham Logon Ko Aam Forex ki Guftugu ke andar kam karna hoga
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #7 Collapse

              Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
              Dear brothers forum pe hamen contest men jo bonus milta hey uss ko hum log direct withdraw bhi kar saktay hen aur trading bhi kar saktay hen lekin agar acha bonus mil jay tu phir withdraw kar lena chahiay kiun k loss ki surat men bonus zaiya ho sakta hey
              G ji haan kar sakte hain Ham use per trading kar sakte hain Ham use Kisi bhi account mein transfer kar sakte hain vah Hamari payment Ho Jaati Hai Jaise Hamare real investment Hoti Hai matlab vah aap Agar Chahe to nikalwa bhi sakte hain agar aap Chahe to Fir trading mein kisi bhi account mein use kar sakte hain instaforex account mein aap uske sath trading Le sakte hain bahut Sare benefit aapko use contest ki inami amount per Milte Hain isliye Hamen contest Mein participate lazmi karna chahie kya pata kis din Hamari luck kam kar Jaaye isliye Hamen Kismat ko try karte Rahana chahie
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kiya contest walay bonus pe hum trading kar saktay hen

                Forum kay contests say milnay wala bonus wesay tou withdrawable hota hai laikin uss say trading bhi ki jaa sakti hai. Instaforex ki taraf say aisi koi pabandi nahi hai. Forum members ki apni marzi hoti hai kay woh usay withdraw kerwana chahtay hain ya uss say trading kerna chahtay hain. Ziada ter contestants apna contests ka bonus withdraw he kerwatey hain takay usay apnay use mai laa kay apnay pending kaam compete ker sakain

                اب آن لائن

                Working...
                X