forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: FATIMATUZAHRA پيغام ديکھيے
    bahut sare forex members yahi aksar shikayat karte rahte hay ke hum nay forex ko join kia tha lakin hame loss ho gaya hay. wo sub ye nahi sochtay hay ke hamare paas jo forex busniss ka knowledge nahi tha to phir hum kaisay kamyabi hasil kar sakte thy. hum sub pak forex members ko yahi baat apnay zahin may bitha lene chahiye ke forex may aap ko kamyabi tub mil sakti hay jub aap forex busniss ka mukamal knowledge hasil ho.
    g bilkul forex trading mein jb bhi loss hota hai to hmysha hmari knowledge ki kmi ki wjah sy hota hai is liye hmysha apni knowledge ko brhayn agr aap log achi trading krna chahty hain to su k liye aap k pas boht zyada knowledge bhi honi chahey tabhi aap ko profit mily ga wrna aap ko loss ho jayga, loss aap ko aap ki apni wjah syhota hai q k aap k pas zyada knowledge nahi hoti is wjahsyjb aap trade lgaty hain to aap ko nuksan ka samna krna pr skta hai.
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: FATIMATUZAHRA پيغام ديکھيے
      bahut sare forex members yahi aksar shikayat karte rahte hay ke hum nay forex ko join kia tha lakin hame loss ho gaya hay. wo sub ye nahi sochtay hay ke hamare paas jo forex busniss ka knowledge nahi tha to phir hum kaisay kamyabi hasil kar sakte thy. hum sub pak forex members ko yahi baat apnay zahin may bitha lene chahiye ke forex may aap ko kamyabi tub mil sakti hay jub aap forex busniss ka mukamal knowledge hasil ho.
      G bilkul sahi Kaha aapane loss hone ki basic reason Hai knowledge Ka Na hona jaldbazi se Faisla lena lucky draw Ki Tarah luck pr tuka system depend karna Agar Aise tarike se trading Karenge to loss ke chances 99% ho sakte hain 1% chance hai ki aapka toka Sahi Lag Jaaye lekin Hamen mehnat ke sath kam karna hoga agar aap Yahi kam mehnat se Karenge knowledge ke sath Karenge to 99.9% chances hote hain ki aap successful rahenge to Kyon Na Ham 99.9% ki taraf jaen aur kamyabi Hasil Karen Ek Bar mehnat karne mein kya harj hai agar aap mehnat karke dekh le aapko Achcha result Aate Hain To isase Badhkar aapko kya chahie Kisi Ki job karne se behtar hai aap khud ke liye Achcha Sa business start karen
      • #18 Collapse

        Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

        اصل پيغام ارسال کردہ از: FATIMATUZAHRA پيغام ديکھيے
        bahut sare forex members yahi aksar shikayat karte rahte hay ke hum nay forex ko join kia tha lakin hame loss ho gaya hay. wo sub ye nahi sochtay hay ke hamare paas jo forex busniss ka knowledge nahi tha to phir hum kaisay kamyabi hasil kar sakte thy. hum sub pak forex members ko yahi baat apnay zahin may bitha lene chahiye ke forex may aap ko kamyabi tub mil sakti hay jub aap forex busniss ka mukamal knowledge hasil ho.
        G Han jnb apki bat sy agree hn thk kaha ap ny hmy trading me loss tab huta hy jb hm market ko sai trha sy learn ni krty aur hm analysis k bghair trade lga dety hn. Is lye koshish krn k leari krn trade aur phr profit ly sken hn apni trade me.
        • #19 Collapse

          Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

          Loss hota hay jab achay sey knowledge nahi hona loss hoga ap ko knowledge ha tu ap forex ma ziada mehnet kar sakta han or behtar tareeqa sa handle kar sakyt ahan tu phir ap ki kismat bh aap ka sath dati ha aap bus hard work kry k kaap es business me kamyaab ho jay to plz es me jitna zida waqt aap ny trading par dia ho ga etna hi faida ho ga
          • #20 Collapse

            Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

            forex main loss ki sab se badi waja aik to knowldg ka na hona hai or dossri sab se badi or main waja insaan ki apni greedy hai laalach hai jis ki waja se who apna loss kar lete hai
            • #21 Collapse

              Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

              Forex trading mein agar hamare pass achcha naal aaj hoga to Ham Forex trading Se achcha fayda asar kar sakte hain Forex trading mein agar Ham kamyabi Hain Jo hard worker hai apne kam per focus karte hain mehnat karte hain aur acche ki ummid rakhte Hain last se nahin ghabrate per accident ek achcha business profit wala business hai Hamen ismein ke sath karna chahie acche kam karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                Forex buisness mein zyada tar loss knowledge kam hone ki waja se hota hai kui ke agar humare pas knowledge hi nhi hai tu humare pas experience bhi nhi ho ga aur hum ache se ache trade bhi nhi laga sake ge. Sab se pehle hume knowledge hasil karni chahie aur ache se acha experience hasil karna chahie jis ki bunaid per hum ache se ache profitable post lagae ge aur hume acha profit bhi hasil ho ga.
                • #23 Collapse

                  Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                  Asslam o Alikum umeed hy k ap sab khriyat sa hn gy jasa k kha geya hy k hamy loss q hota hy es ki sab sa bari wja ya hy k hamy us k bary main knowledge or exprince ni hota es leya nakm ho jaty hy agr life main koi bh kam mry gy to hamy us main loss ho ga q k knowledge or experience ni hota phr rafta rafta ham sekh jaty hy or ak din zaroor success ho jaty hy jis main ap zeyda mahnat sa kam kry gy utna acha bonus ay ga pak forex main jald hi kamyabi mil sakti hy agr success chaty hy to daliy basis par kam kro loss to har business main hota hy lakin us k bad success milta hy
                  • #24 Collapse

                    Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                    G hna ap nay theek kaha hae hamn forex mn jo bhe loss hota hae woh hamray pass knowledge kum honay ki waaja say he hota hae kun k ager hamray pas knowledge ni ho ga to hum achi posts ni ker saktay hn
                    • #25 Collapse

                      Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                      Acha knowledge ho to hum apni trade ko safe and successful rakhny kay liye har mumkin koshish karain gay or aisi koi mistake nai karain gay jis say hamain loss ho. Jitna acha knowledge hoga utna he acha experience hoga, or jab hum apna experience use karain gay to he ham losses say bachain gay tab he hamara account secure rahy ga or hamara morale hamesha up rahy ga.
                      • #26 Collapse

                        Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                        Aapane bilkul theek kaha Forex mein hamen loss knowledge na hone ki vajah se hota hai hamen chahie ki Ham forex business start karne se pahle acchi Tarah Se knowledge ko Hasil Karen aur achcha experience bhi Hasil Karen tab hi Ham ismein acchi Tarah Se successful ho sakte hain hamen Forex businessman loss hamari laparvahi ki vajah se hota hai Ham knowledge Hasil kiye Bina Hi product ko join kar lete hain hamen uske bare mein koi nahin hota lekin Ham apne aapse tukky lagakar is Mein kam Karte rahte hain tabhi hamen loss hota rahata hai
                        • #27 Collapse

                          Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: FATIMATUZAHRA پيغام ديکھيے
                          bahut sare forex members yahi aksar shikayat karte rahte hay ke hum nay forex ko join kia tha lakin hame loss ho gaya hay. wo sub ye nahi sochtay hay ke hamare paas jo forex busniss ka knowledge nahi tha to phir hum kaisay kamyabi hasil kar sakte thy. hum sub pak forex members ko yahi baat apnay zahin may bitha lene chahiye ke forex may aap ko kamyabi tub mil sakti hay jub aap forex busniss ka mukamal knowledge hasil ho.
                          Forex trading melos Ki Sabse Badi 2 Baja aur confidence aur over trading hai ine donon ki vajah se Forex trading mein bahut hi jyada Las kar Baithe Hain Log isliye lost se bachne ke liye aur confidence Aur overtrading Ko khatm kar den😍😍😍
                          • #28 Collapse

                            Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                            Forex trading mein Ham Agar Apne knowledge to increase karke kam Karenge tabhi Ham achcha profile banaa sakte hain nafa nuksan har karobaar ka hissa hai insan ko Allah se motional nahin hona chahie Apne kam per focus karna chahie apni galti se sab akasar karna chahie aur acche ki ummid rakhni chahie Ham jitni jyada Forex trading mein mehnat Karenge Apne kam per focus Karenge tabhi Ham acchi nahin kar sakte hain aur apne knowledge ko increase kar sakte hain.
                            • #29 Collapse

                              Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                              Ji bilkul theek kaha par accessories message Jisne Agar aapke pass Forex trading ke Hawale se nice kam hai to aap study Mein Kabhi Bhi Kamyab tractor Nahin Ban Sakenge aur na hi Achcha profit increase kar Sakenge forex business Mein Hamen loss knowledge kam hone ki vajah se hi hota hai Forex Mein Achcha knowledge cancel karna hai to mehnat ke sath kam karna hoga hardworking ke sath kam karna hoga demo per practice Karke knowledge increase Karke kam karna hoga tab yah Forex main loss se Bach Sakenge aur accha profit increase kar Sakenge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex busniss may loss knowledge kum honay ki waja se hota hay...

                                Forex trading ke bare mein agar Hamen achcha knowledge hoga to Ham achcha Brahman banaa sakte hain Hamen koshish karni chahie ke real account mein tab kam Karen Jab Hamen Forex trading ke bare mein achcha experience on Forex trading ek risky business hai without knowledge or experience ke Agar Ham ismein kam Karenge to na kam honge Forex trading mein bolo kam Jab Hain Jo hard worker Hain Apne kam per focus karte hain mehnat karte hain aur checking ummid rakhte Hain last se nahin ghabrate.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X