Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay
    Forex trading may jub traders ake choti mistake ko ehum nai samajhtay to wo bohut bara nuqsaan kerwa dayti hay . Pher traders ko baad may ucay recover kernay kay liye bi bohut struggle kerni parti hay . Her trader ko ic baat ko sochna chahiye kay choti choti mistakes ko pehlay he rok lay pher her baray loss ko roka jaa sakta hay. Choti choti ghaltiyaa demo may control ker layni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

    hamy msitakes ko avid kar ky kam karna hoga pher he hum kamaybe gainkar saky gy forex aik online businss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kiar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum agar greedy ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga yai aik legal business hain
    • #3 Collapse

      Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

      SBI mistake mistake Hoti Hai Chhoti ho ya Badi isliye Ham Logon Ko Koshish Karna chahie ki ham log apni Mistri ko Dur Karen was time to Chhoti Si mistake Insan ko Badi Mushkil mein daal deti hai isliye Insan jitni koshish Karke mistake se bache to uski Jindagi Mein Aaegi Aur Insaan ko chahie ki vah Karen aur jitne bhi mistakes Dur Kare Aur
      • #4 Collapse

        Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

        dear g han ap nay acha swal kia hay agr ham chatay hein k ham ko forex main kamybi gain ho to is main ham ko apni kam say kammistake ko bhi nahi leave karan ho g is main ham ko chye ho g kl ham is main last tak apy kam ko best say best karaty rahan ho g so is main ham ko hemat nahi harna ho g mehant k sat qapnay kam ko acahy say acha karaty rahan ho g so is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna ho g last tak bhi agay ki tarf khud ko ley janay k lye is main ham ki ityat he ham ki sab say achi kamybi ho sakti hay is main add honay k bad main .
        • #5 Collapse

          Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

          hamy apni chpoti choti mistake ko improve kar ky si main mehnat sy kam karna chaey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kr ky apna life style chaneg jkar sakty hain ham is man apni amrzi sy time table bana kar is main pawrt itme be kam akr askty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam akr askty hain yai kabe be band an hony wala busienss hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

            Ji aapane Sahi kaha hai ki Chhoti Si mistakes bahut bada nuksan kar deti hai Agar ham trade karte waqt market ki analysis Nahin Karte Hain To yah Ek Chhotisi mistakes Hogi Magar yah Hamare account Ko wash karne ka sabab Banegi Agar Ham market ki analysis bhi Karan Jab ke SL TP lot size ko sahi se set karen to yah Bhi Ek Chhoti Si mistake hogi Magar is se bhi Hamara account wash ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

              Assalamu Alaikum dear friends tracks trading business Mein Hamen Chhoti Chhoti mistakes Se Bachana chahie Kyunki Chhoti Chhoti mistakes jo hai vah Hamare liye bahut bada nuksan Ban sakte hain Hamare account ke liye band hone ki reason Ban sakti hai to Raja hi main kamyabi Hasil karne ke liye mistakes ko Dur karna chahie aur ine mistakes se avoid karte hue kamyabi Ki Jaana Teji se Jana chahie
              • #8 Collapse

                Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                Forex mai chotay say chota mistake be acceptable nahe hai aor apki baat be drost hai kay chota mistake be bari nuqsaan ki wajah ban jati hai lehaza koshish yahe honi chaheye kay jaisay be ho forex trading mai kesi be ghlati say bacha jaye aor agar ghalti ho be jaye tu kam az kam osko dobara repeat na kiya jaye es leye mistakes say seekna chaheye aor osay dobara kesi be sorat mai repeat nahe karna chaheye
                Zuhaib9988 Trading journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                  Forex mein bohat choti se choti mistake bohat bade nuqsan ka sabab ban jate hai agar hum forex mein dil laga kar mehnat nhi kare ge aur apna poora dehan forex per nhi lagae ge tu hume is se bohat zyada nuqsan ho sakta haijis se humare buisness ka level low ho sakta hai. Trading mein jab hum jald bazi mein trade laga dete hain tu is se humee bohat zyada nuqsan hota hai isliye forex mein jald bazi karne se bhi bachna chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                    Dear friends hamy apni chpoti choti mistake ko improve kar ky si main mehnat sy kam karna chaye agr ismy hum sy choti c b mistake hojati hai to isko ignore ani krna chye balky for nxt osko improve krna chye pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kr ky apna life style chaneg jkar sakty hain ham is man apni amrzi sy time table bana kar is main pawrt itme be kam akr askty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam akr askty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain bass ismy ak proper tim table k lihaz suy kam krna chye jitna acha or limit k lihaz sy kam kiya jay ga to utna hi acha humy profit b m ily ga osr ismy honey wali choti choti mistake sy avoid kry iskso nazrandaz b na kry or isko improve krny ki koshish ki jay qk choti c mistake ko agr hum ignore krdaty hn to wo bad ma hmary liya nuqsaandhy hoti.
                     
                    Last edited by ; 18-06-2020, 01:32 PM. وجہ: Thnaks
                    • #11 Collapse

                      Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                      trading main ham sa galti ho jati ha par ye galti hamen nuksan deti ha par is 1 faida bhe hota ha ka ham is galti sa seekhty han or agy bhar jaty han par agar ap us galti sa seekhty nhe or bar bar wohi galti karty han to ye ap ko bhari nuyksan deti ha or ap mayous ho jaty ha or ap hameesha loss main rehty pher trading ap ka bas main nhe hoti
                      • #12 Collapse

                        Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                        Dear forex trading members trading karte hue koi bhe choti mistake ho Jaye to hum bara nuksan sirf us aik mistake ki waja se nahin balke apne emotions ko control na kar pane ki waja se karte hain.emotions ko trading main control karna bahut zayada zaroori hai. Pak forum ke members se Mera kehna hai ke loss aur profit business ka hissa hai so khud ke emotions par control kar ke kaam kia karain fresh mind ke saath saath to kabhe bhe bara nuksan nahin ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                          G Han bilkul ap ne sahi kaha me ap ki baat se itfaaaq karta hu k agr hum log choti si ghalti b kartay hain to hum log apni ghalti ko duur karayn or apni mistakes ko durr karayn ta k hum log kaamyaab hon....!!!
                          • #14 Collapse

                            Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                            Gyan Chhoti mistake Bharan San kar deti Hain isliye Hamen chahie ki Ham apni Chhoti Si Chhoti mistakes ko bhi cover Karen aur apni galtiyon ko sudharen aur Jyada mistake na Karen aur apni mistake per control Karen tabhi Ham nuksan se baat sakte hain Varna Hamari Chhoti mistake bhi Badi ho sakti hain Agar Ham mistake per focus Nahin Karenge to Achcha Nahin Denge to hamare mistake Hamare liye Bade nuksan Ka bise Ban sakti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Choti mistake bara nuqsaan ker dayti hay

                              ji han bilkul hamen mistakes Nahin karni chahie hamari chhoti si mistake bhi hamara Bada nuksan kar deti hai isliye hamen soch samajhkar imandari ke sath kam karna chahie Dil lagakar kam Karenge tabhi Forex main acchi Tarah kamyabi Hasil kar sakte hain Forex hamen acchi learning bhi deta hai aur acchi earning bhi deta Hai hamen apni mistakes ko mind Mein rakhna chahie aur unse learn karna chahie Taki Ham again hua mistake Na Kar paye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X