Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy
    Dear forex member mn ap sab se kehna ye chahta hon k hamin forex forum per nakami hamari apni susti or mistakes ki waja se hoti hy.jab ham kissi bhi kam mn laziness dekhaen gy to phr ham nakam to hongy he sahe agar hamin nakami se bachna hy to phr susti nahe karni chahiy or khud ko active rachna chahiy apny dream ko pora karni k liy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

    Exactly I think aapane Sahi kaha ke Forex mein panika me Apne set ki vajah Se Hoti Hai jyadatar Jo log Agar for Mein kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karte hain aur baat karte hain aur knowledge ko chodte Hain Tu Aaye The vah Kamyab hote hain aur jo log dusron per depend karte hain Itna Khaas Dil Nahin Lagta Hai To iski vajah Se Nahin Hoti isliye Insan Khud Jitna Bhi hard Baat Karega vah Kamyab hoga jo dusron per depend karega Nahin Karega
    • #3 Collapse

      Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

      bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ah to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum ko chaheya ka hum nakami ko qabol karaa or again sa hum lot of hard work start kardaa or hum ko chaheya ka hum again sa achi knowledge lani start karda to best hoga...................
      • #4 Collapse

        Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

        Hamari kamyabi aur knami ka daromoader hmaray apnay oper hy ye hm per dpened krta hy k hum kitna aur kaisya kam krtay hain agar hum acha kam krian gay aur soch samj kr krain gay to hum kamyab hon gay aur agar hum sousti dekhain gay aur laperwahi krain gay to nateeja us ka nuqsan hi ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

          han g forex ki bat to thk hy keh hamin yhan per susti nhi kerni chahiy belkeh hamin active ho ker yhan work kerna chahiy ham jitna ziada active ho ker work krein gy to hamin yhan sey acha bous hasil kernuy ka mouqa mily ga issi liy ham sab members ko chahiy keh ham yhan per actie ho ker aour sencere ho ker kam krein.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

            Assalamu Alaikum dear friend yah Baat bilkul jarurat hai ki frocks trading business Mein Hamen na Kami hai vah apni Sasti aur laziness ki vajah se hi hoti hai Hamen ismein active hokar karna chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada knowledge or experience gained karte hue work kar sake aur ismein Jyada Se Jyada profit aur bonus Hasil kar sake To Ham Kamyab trader banne ke liye Jyada Se Jyada active hokar work karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

              G han bhai ap ny thk kha hy k pak forex main agr ham kamyabi chaty hy to hamy zeyda sa zeyda mahnat krni ho gi bagr mahnat k koi bh kam.ni keya jta es leya jitna ho saky mahnat kry agr ham forex main nakam.ho hi jaty hy to wo apni hi galtio ki wja sa nakmi ka samna krna parta hy or es nakmi ki wja sa ham apna loss kr bathy hy or ya phr jald cover bh ni hot agr success chaty hy to zeyda sazeyda mahnat krni ho gi nakmi apni susti ki wja sa hoti hy asy nakmi kabi ni hoti jo waqt par kam krty hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

                Dear member agar ham forex mein nakaam hoty haen to is main hmari apni hi susti or kahili hoti hai ham apna aaj ka kaam kal par daal dety hein or is trah forex kay rules ko ham tor daity hein or lose ki yhi sab say bari waja hai kay ham rules ko folow nahi karty jab ham apna kaam daily base par karein gay or posting ki quantity ko pora karein gay to kabhi nakaam nahi hongay hmaein kamyaabi kay liye mehnat say kaam karna hoga jab tak ham mehnat nahi karein gay or susti say kaam lein gay to ham kabi profit hasil nahi kar payein gay or nakaam hongay agar achi earning karni hai to hamein dil lga kay kaam karna pary ga or apny andar susti ko khatam karna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

                  Yeeeh aik asaa zabradast platform haay jiss see nalik see nalik student b kamyab huwe Hain q kaay unoo need es froum pr mehnaat ki haay or apnaa apkoo kamyab bnaiye haay Uno need apna posts target complete kiss haay or post kii quality Koo best baniya haay or apnaa kaam Koo b best bnaiya hay or apnii galtiyon Koo kahtam kiaa haay Jessa kaaay apnee kaha hay kaay froum pr nakmii hamrii apnii sustii kii wjaa see hotiii hay yeeh baat said haay haam froum pr saii tarahn see kaam nhii karty or jaab Dil chaty haay thoraa see kaam kAr kaay rest karnaa lag jaty Hain or kaam Koo karnaa choir dyta Hain too es tarahn see hamraa proper kaam nhii hotaa or haam kamayb nhii hoty.

                  Always Foucus On Your Work.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

                    Forex trading ak asa business hain jis main hamain har tima alert ho ker rhna padta hain hamarin thodi si mistake sa sari mahnat zaya ho sakti hain jab ham trad lagha dain to osy bar bar chak karty rahain . Is ilawa hamarin post ki qualites bi achi honi chahiya agher ham achi post karen gha tab hi ach bonus mil saky gha aur agher ham ghaflat karen gha to hamarin mahnat zaya ho sakti hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

                      Ji,forum per ager kam bonus ata hay to hamar slow and poor posting work he reason hota hay. Ager hum active reh kar quality posting work karain or target achieve karain to acha bonus zaroor milta hay, or aisa posting work hamain acha knowledge and motivation bhi daita hay jis say hum very confident and successful hoty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Forum per nakami hamari apni susti ki waja se hoti hy

                        Exactly agar ham form mein active ho ke Kam Nahin karenge To hamen main trading mein na Kami hogi isliye Forex forum mein kam karne ke liye hamen active aur har work hone ki jarurat haihardworking se Hi ham achcha bonus kar sakte hain aur trading ka achcha knowledge hasil kar sakte hain hamen form mein post per sasti Nahin dikhani chahie bal ke active ho kr form mein kam Karen taki hamen acchi learning aur earning hasil ho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X