Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?
    Forex mai impatience yani jaldbazi buhot nuqsaan ka bayes banti hai jitnay be successful traders hai agar aap osko follow karengay tu wo ik baat par buhot ziyada zor daitay hai aor wo hai patience kay saat trading karna aor wait karna os time taak jab taak market apkya leye favorable naho so sabar karna nehayat he aham hai forex mai agar kamyab hona hain tu warna jaldbazi humesha apko nuqsaan say dochar karti rahegi
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?

    chief ko control karne ke liye hamen bahut jyada sabar se kam karna hoga chijon ko manage karke chalna hoga sari chijen dekhni hogi loss or gain previous logon ka dekhna hoga FIR hi hamare pass chance achcha hoga Ki Ham Khud ko achcha aur successful trader bana sake
    • #3 Collapse

      Re: Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?

      Forex trading mein hum jahan itni mehnat karte hain din rat aik kar dete hain wahan humein thora sa sabar bhi karna chahiye. humein market ko ache se samjhna chahiye aur analysis karna chahiye. humein trading mein jald bazi nahi karni chahiye kiun kay jald bazi mein hum ghalat kam kar jate hain jis ki waja se humara account wash ho jata hai aur humari sari mehnat waste ho jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?

        Ji han bilkul main aapki baat se aagrah Karta Hun Ki Ham Logon Ko chahie ki Ham Logon Ko sabse pahle kamyabi ke liye jaldbaji ka khatma karna hoga iske liye jaruri hai ki aap Logon Ko Jab Bhi Koi kam Karen Soch Samajh Kar aur usmein janavari Nath Hain Palke aap log Puri koshish Karenge aap log is kam ko Soch samajhkar aur apne Mustafa kaarvayi se kah rahe hain Taki aap Logon Ko profit Ho
        • #5 Collapse

          Re: Impatience jaldbazi ko kaisay control karay?

          Agr ap us business ma kamyabhi gain ker na chaty hy to ap ko sab se phly apna ander se jaldbazi ko finish ker na ho gaw ar confidence k sath work na k liy ko bana ho gaw jaldbazi ka bout zadia effect hota hy us business ma
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
            chief ko control karne ke liye hamen bahut jyada sabar se kam karna hoga chijon ko manage karke chalna hoga sari chijen dekhni hogi loss or gain previous logon ka dekhna hoga FIR hi hamare pass chance achcha hoga Ki Ham Khud ko achcha aur successful trader bana sake
            Trading skills ko jab ap behtar karty hain tu ap ko phir fomo mai anay ki zarorat nahi hoti hai. Fomo mai woh he trader aty hain jo apni trading skills ka use nahi karty hain or jab market aik bar zaida down ya up ho tu woh us kay against mai trade lagany ki koshish karty hain yeh woh sub cheezain hai jo trader kay leye loss karti hai. Esleye ap apny analysis or apni skills or experience ki base pay jab trade open karain gy tu ap ko acha profit hasil ho sakta hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X