Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar gay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar gay..
    Forex online business Mein trading karte waqt Hamen ismein loss bhi hota hai aur profit Jo Hota Hai Kyunki loss aur profit is business ka hissa hai isiliye Hamen Apne loss ka Samna karna chahie Hamen Iske Aage Himmat Nahin Harni chahie Jo member is lost ki vajah sale Himmat Har Jaate Hain aur vah frocks ko leave kar Jaate Hain Aisa Hamen Har kisi se nahin karna chahie balki Hamen Iske Samne Aakar work karna chahie jitni Umesh Mein acchi pata nahin kar ke ghar ke Karenge trading Karenge tabhi To Ham ismein achha profit Hasil kar sakte aur Hamen sach mein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akram khiyara پيغام ديکھيے
    Forex online business Mein trading karte waqt Hamen ismein loss bhi hota hai aur profit Jo Hota Hai Kyunki loss aur profit is business ka hissa hai isiliye Hamen Apne loss ka Samna karna chahie Hamen Iske Aage Himmat Nahin Harni chahie Jo member is lost ki vajah sale Himmat Har Jaate Hain aur vah frocks ko leave kar Jaate Hain Aisa Hamen Har kisi se nahin karna chahie balki Hamen Iske Samne Aakar work karna chahie jitni Umesh Mein acchi pata nahin kar ke ghar ke Karenge trading Karenge tabhi To Ham ismein achha profit Hasil kar sakte aur Hamen sach mein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge
    Dear aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen trading Mein Lash ka Samna karna ho sakta hai To Hamen use Darna Nahin chahie balke uske liye knowledge sikhana hai ki Ham Logon se bacha sake. Jitni Hamari quality working acchi Hogi itna hi Hamare last hone ke chances Hero Ho Jaenge Jitna Ham time account ke upar acchi tarike se practical analysis Karenge itna hi Hamara profit hone ke chances sabse jyada ho Jaenge Agar Ham is tarike se kam Karte Hain To tab hi Ham is Forum ke upar kamyabi Hasil kar sakte hain junior se bhi Yahi request hai ki vah last Mein Apne senior ko follow Karen aur demo account ke upar daily lazmi trading Karen aur apne aap ko Kamyab banaen.

    Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	9
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12327724
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

      Aapane bilkul bahut acchi baat Kahi ke trading mein agar Ham Apne last ko Samne rakhen aur uske bad trade Karenge To Hamen usmein Jyada fayda hoga lodge se main usse sikhana chahie na ki Hamen desert Hona chahie ki mera Las Ho Gaya aur Farooq ke form per Hamesha step-by-step agar aap sikhenge largest se apne a logo se experience Karenge to Fir aapko successful hone ke Jyada chance hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

        ji han bilkul sahi kaha aapane Kya main apne loss ko hamesha face karna chahie main apne dost se ghabrana nahin chahie kyunki mere bhai profit and loss business ka hissa hote Hain business mein profit bhi hota hai aapko loss bhi hota hai to mere Bhai koshish karni chahie agar aapko loss hota hai to aapko focus karna chahie apni galti talash karni chahie ki kis galti ki vajah se aapko loss hua and next time aapko vah galti nahin dobara nahin kyunki mere bhai ek baat yad rakhen Jo insan business mein bar bar galtiyan door aata hai vah kabhi bhi ek Kamyab businessman nahin Ban sakta to main se kam Karen jyada se jyada Forex ko time nahin aapko kamyabi jarur se loge
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

          Ji han profit aur loss har ek busienss ka hisa hota hai ager kahe per trader ko loss bhe jo jaye to ose aapne hemat nahe harne chahie balky aapne mistake se kuch sekhna chahie yad rakhen har ek loss mein kuch kuch lesson zaroor hota hai aur aapne loss ke lesson sekhna chahie aur dobara future trading mein vah he mistake nahe krne chahie forex ek world wide busienss hai jis mein trader aapne mistake se he sekhta hai aur essa trader koie bhe nahe guzra jisne aapne mistake se na sekha ho har ek trader aapne mistake se he sekhta hai aur jo mehnat krta hai kamiyabi bhe ose ko he milti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

            Sabr aur berdasht sy trading krna bahut ziada aqal mendi Hy Jo log loss ko daikh k disheart ho jaty Hain aur preshan ho jaty Hain wo Apna aur ziada loss krty Hain jb bi apko loss ho to preshan hony k zaroorat ni Hy AP hosla rakho aur wait kro k market jis time apko achi entry ki dawat Dy to AP enter ho k apny loss ko recover krny ki koshish kro aik dfa ni to second time ap zaroor kamyab hon gy apny trading target main inshallah
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

              Loss sab ko hota hay, is say koi nai bach sakta, laiki ager loss kay bad bhi mehnat karty rahain or mistakes per control kar kay orex main focus kiye rakhain to is main hamain loss kay bad profit bhi mil sakta hay jo hamary losses ko recover kar daita hay or hamain financial help bhi day daita hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

                G haan duniya ka koi bhi business ho usy start krny sy pehly himmat or hosly k bahut ziyada zrorat hoti ha.. Business jaisa k Pakistan Forex Forum.. Es me dono he chances hoty hain loss bhi ho sakta or gain bhi... Agar ksii sorat me hamen business me loss a jay hamen himmat nai harni chahye... Blkuy or ziyada hosly k sath apny business ko continue rakhna chahye... Esi trah ham forex trading me acha benefits hasil kr sakty hain..
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

                  g han hmain agar loss na ho to ham is mein nahi seekh sakte hain hmain loss hot hai to ham is mein kameayb hote hain kyon ke ham us se seekhte hain aur phir ham wo galtii doobara nahi karte hain aur ham kameyab nahi ho sakte hain agar ham mehnat se kaam karain ge to ham buhat hi ache se earning kar sakte hain aur kameyab ho sakte hian
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein agar Ham Apne loss ka Samna Karenge To Ham achha profit Haasil kar g

                    Gee dears har business main UP's and downs atay rehtay hain aur forex business main during trading tu hum minor see mistake say loss kar jatay hain. Likin aghar aisa kbhi ho jhay toh pareshan honay ki zaroorat bilkuk nhi hay. Humain chaiye kay hum sabar say kam lain aur trading say phely trade say mutaliq market ko samaj kar, is ka analysis kar kay trade lagain. Aur is say hum acha profit pick kar saktay hain aur apna losss be asani say recover kar saktay hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X