Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?
    Trading mai jo sub say important kaam hota hai wo hai kay aap forex market ki upside momentum aor downside momentum ko samjay ik dafa apkay samaj mai ye ajaye kay kaa market upside momentum start karta hai aor kab downside momentum start karta hai jesko hum trend be kehtay hai tu yaqeen janay kay aap buhot kam arsay mai buhot ziyada income earn kar saktay hai lehaza sub say pehla jo kaam karna hai wo in trends yani momentum ko identify karna
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

    Trading mein ab side or downward movement ko samajh Na hota hai infect jab market strong where is moment mein ja rahi hai to iska matlab yah hai ki number of insert wrong number to push the market to word the down movement for job market upar ki taraf munh karti hai to iska matlab hai ki market ki munh mein bole hai aur guru ki vajah se number jyada hi to hamesha market aisi hi karti hai jab number of pairs aur number of song position mein hote hain to market usi position mein karti hai aapane bhi trade usi hisab se open karni hai Taki aapko Koi masla Na Ho aur aapke trading mein bhi achcha profit Mile aur nahin aap ki sabse acchi Ho.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

      Dear market ki movement ko samjhna boht he zaroori hai ek bar market ki movement ko ager aap samjh lety ho to aapki har ek trade profit mein he jayege kyunki sara kam market ki movement ka he hota hai aur trend bhe market ki movement ki wajah se up aur down hota hai sub se pehly market ki movement ko samjha jaye aur ye tb mumkin jub aap demo account per practice karenge kyunki demo account he wahid rasta hai forex ki mukamal learning ka jo trader jitne jiyadeh mehnat demo account per karega aur forex ke kam ko sekhne mein lagaye ga kamiyabi bhe ose ko he milti hai market ki movement ko samjhna boht he zaroori hai sub kamon mein se main kam market ki market ko samjhna hota hai jis ki samjh mein market ki movement aagye vah he trader kamiyabi hasil krega
      Last edited by ; 17-06-2020, 06:09 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

        Yes. Forex ma market upside or downside he move karti rehti hai. Agr ham es movement ko samaj jayn to he ham acha result hasil kar saktyn hain. Forex trading ma jo trader market ki movement ko ni samaj sakty wo hamesa nakam he rehtyn hain. Forex k demo acct sy he ham market ko achi tarha samaj saktyn hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

          G forex trading mein hamyn kamyabi tab he milti hai jab ham is market ki har movement ko pehly se he judge kar lety hain aur market mein different pairs ko buy ya sell karny se he hamyn kamyabi milti hai agar market mein trade jo ham lagaty hain tu hamari faida mein movement ho tu profit hoga aur agar opposite hogi tu loss hoga aur hamyn kamyab hony k liye analysis karny hon gy aur mehnat karni hogi tab kamyabi mily gi
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Trading mai jo sub say important kaam hota hai wo hai kay aap forex market ki upside momentum aor downside momentum ko samjay ik dafa apkay samaj mai ye ajaye kay kaa market upside momentum start karta hai aor kab downside momentum start karta hai jesko hum trend be kehtay hai tu yaqeen janay kay aap buhot kam arsay mai buhot ziyada income earn kar saktay hai lehaza sub say pehla jo kaam karna hai wo in trends yani momentum ko identify karna
            Forex trading Mein Hamen Har newtrade Lagane se pahle market ka analyzers Jaruri hota hai agar Ham market ka licence Nahin Karte aur uski upside and downside movement ko control Nahin Karte To Aise Hamen Koi profit Nahin Hoga aur ham Ek successful Businessman Nahin Ban Sakte Agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen sabse pahle Forex Chahat Ko samajhna Hoga Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

              Ji bilkal trend ko samjhny kay liye chart main analysis tab he successful ho sakty hain jab hum up and down side momentum and movement ko samjh sakain or isko predict bhi kar sakain, ager hum charts analysis ko successful bana lain to he hum forex main aik achi trad ki base bana sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                forex market main ap ko sab sy pehly aik trend ko samjhna aprta hai aur trend aik slope hota hai ju ager buy ka hai ju buy ki tarf slop bany ga aur aik regular upword movement ho gee aur ager sell ki tarf bany ga tu sell ki tarf movement bany ge is lea ap ko trend ko samjh kar kam karna parta hai jab ap trend ko samjh jaty hain tab ap forex main easy ho kar kam kr earn karty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                  g han hmain market ki movement ko samjhna hot ahai agar ham is ko nahi samjhain ge to hmain kuch bhi faeda nahi ho ga aur ham loss karain ge is liye hmain is mein mehnat se kaam karna hai ta ke ham kaemayb ho saken market mein analysis karne ke liye hmain buhat hi zeyada help karta hai agar ham is mein moving average ko use karte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                    Trading main upside and downside ko Nazar main rakh Kar kaam karnay Wala he theek maanoo main Kama sakta hay Jo market Kay utaar charhaao ko nahi samjhta voh bhala kaisay dosroo say behtar Kama pae ga ye tou aik aisi baat hay jis ko Hamm business Kay secrets kehtay Hain asal main yehi tou hay voh secret keh market aur karobaar Kay saath saath unn tamam awamil ko Nazar main rakha jae Jo karobaar pe asar andaz hotay Hain ya karobaar ko ziyada munafa bakhsh banatay hain. Hamaisha upside-down pe apni gehri Nazar rakhain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                      G bilkul trading me upside our downside movement ko samajhna nihayat zaruri hota he hamen trading karte waqt market ko ache se analys karne aur trend ko follow karte hue trade open karna chahie is se hamare trade k profit me ane k chances ziada hojate hen forex trading ko samajhne aur candle stick pattern ko samajhne k lie movement ko dekhna ahm hota he movement ko dekhne kie thora time lena chahie jab trend confirm hojaye to trade open karen ye tariqa ache profit k lie suitable he
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Trading mai jo sub say important kaam hota hai wo hai kay aap forex market ki upside momentum aor downside momentum ko samjay ik dafa apkay samaj mai ye ajaye kay kaa market upside momentum start karta hai aor kab downside momentum start karta hai jesko hum trend be kehtay hai tu yaqeen janay kay aap buhot kam arsay mai buhot ziyada income earn kar saktay hai lehaza sub say pehla jo kaam karna hai wo in trends yani momentum ko identify karna
                        G bilkul sahi Kaha aapane Hamen market ke friend ko samajhna Hota Hai agar market niche ja rahi Hoti Hai To iska matlab Har Bar yah Nahin Hota ki market Upar Aaegi isiliye Hamen Soch samajhkar tradeplace Karni hoti hai agar market card rent selling Mein ja raha hai to iska matlab hai ki market down se down Hogi aur Hamen trade lete hue is Baat Ka Khyal Rakhna Hoga Kabhi Kabhi asa Hota Hai Ki Trend selling main Hota Hai aur suddenly market Upar ki taraf move karna start ho Jaati Hai Aise Mein Hamen Main Apni trade ko bhi change karna hota hai agar trade sell ma open ki Hoti Hai To usy close kr Dena chahyie aur FIR second trade uthani chahie isliye Hamen point-to-point apni trading ke bare mein changing Lani hoti hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai upside aor downside momentum ko samjna hota hai?

                          jub aap forex treding may apni tread open kar rahay ho to sub say pahlay market ko zaror analysis kare. aor sath sath news ko bhe zaror faollw kare. aor treding may aap dekh rahay hote hay kuch candal banay huay hote hay. jo sufaid candal hote hay wo market ko uper jata dikhai dete hay. aor jo black candles hote hay hay wo market ko nichay aata dikhai day rehi hote hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X