kisi situation m forex s na umeed na hm

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kisi situation m forex s na umeed na hm
    M umeed karta hm app sab log khariyat s hngy or app ki sahii gUzar rhi hogi hmain chahye keh ham log bht sari chezon ko mind m rakhein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

    hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hain jan hum kam karty howy koi mistake kar daty ha to hamy loss ho jata hai is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty han or hum is ma rat mai be kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

      dear g han ap nay sahee bat ko kha ahy is main ham ko chye k ham k kam hay is main last tak acahy say acha km ko karaty rahan so is main ham ko kabhi bhi is kam ko less khyla ker k is ko ignore nahi karan ho g so is main ham ko chye k ham is main acahy say acha kam ko khud ko khyal ker k karaty raha kia karein is main ham ko kabhi bhi is kam ko disheart think ker miss nahi karan ho g agar ham is main chata hein k ham is main agay ki janib ja ker k apany qap ko is main kamyb bana sakein to is main ham ko aisa he karan ho g is main add honay k bad main .
      • #4 Collapse

        Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

        Na umeedi say kuch nahe honay wala forex mai kamyabi kay leye committed hona parega chahay aap bar bar nakam he kiu naho lekan aapnay kabi esay chorna nahe es say naumeed nahe hona losses mai bajae kay forex ko chornay ka sochay mehnat kay saat karay ho aor apnay tamam ghaltio ko avoid karo takay dobara losses say bachay raho
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

          Forex trading mein agar ap mehnat kar rahy hain tu apko na umeed ni hona chahiye kyun k ye aisa business hai k jo bhi trader jitni mehnat karta hai usko uski mehnat ka phal zaroor milta ha is liye forex mein kisi bhi time na umeed aur mayoos ni hona chahiye aur dil laga kar kam karna chahiye kyun k mehnat karyn gy tu kamyabi mily gi
          • #6 Collapse

            Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

            Forex mein hume kisi bhi sorat mein na umeed nhi hona chahie jitne zyada hum is per mehnat kare ge utni hi zyada hume is mein success hasil ho gi. Forex trading mein hume apne experience ko bunaid rakh ker ache se ache trade lagane chahie jis se hume zyada se zyada faida hasil ho. Teade lagane ke liye hume jo balance chahie hota hai wo hume humare posts se jo bonus hasil hota hai wo hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

              Brother aap bilkul theek Farma rahe hain na ummid thi vaise bhi Gunah Hai being a Muslim is naam mein bhi Gunah Hai To Fark Nahin Hamen Dil Laga ke kam karna chahie mehnat karna chahie Agar kis jagah per last Ho Jaaye to usse Sab cancel karna chahie Insan Hamesha Thokar kha kar sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

                Yes forex sy na umeed ni hona chahe. Forex trading ma acha sochna b bhot zaruri hota hai. Jo trader acha sochtyn hain wo profit k kareeb ponch jaty hain. Forex trading ma negative chezyn ni sochni chahe kiu k es ka negative impact parta hai. Forex ma negative chezyn zayada hain or positive chezyn kam hain
                • #9 Collapse

                  Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

                  g han hmain forex mein kisi bhi situation mein naumeed nahi hona chahiye kyon ke hmain is mei buhat kuch karna hota hai agar ham mehnat se kaam karain ge to ham money management pe kaam krain tab hmain kameaybi ho gai aur ham ache se apne greed ko control kar saken ge agar ham aese kaam krain ge to ham kameayb ho sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kisi situation m forex s na umeed na hm

                    Forex trading mein humein ache profit kay sath sath kabi kabar loss bhi ho jata hai to isi situation mein humein forex se na umeed nahi hona chahiye. humein apni mistakes ko remove karna chahiye aur mehnat se kam karna chahiye himat harne se humein kuch hasil nahi hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X