lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit
    agar hum is markets sey ik achcha profit haasil karna chahty hain tu hum ko is market main zyada time investment karna chahie hai or hum koi bhe order sell ya buy karty hain tu hum ko bilkuil bhe jaldbazi nahi karni chahie hai forex trading main hum 24 ghntey main kabhe bhe work kar skty hain hum is main din main bhe kam kar skty hain hum is main raat ko bhe kam kar skty hain hum ko saber sey kam karna huga is main
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

    dear g han ap nay sahee bat ko kha hay agar ham nay agay ki janib jana hy to is main ham ko chye k ha is main lalach ko mind main say delete karnay k bad main he agay ki janib janay k bqaray main khyal karan ho g so is main ham ko agar loss bhi gain ho jaey to is main ham ko kabhi bhi hurry up k sat apany kam ko nahi karna ho g is main ham ko acahy say acha kam ko karaty rahan ho g is main ham ko mind main saber k sat achay sa acha kam ko karnay k bad main he agay ki janib janay k baray main khyal karaty rahan ho g is main he ham ki kamybi hay .
    • #3 Collapse

      Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

      asa he hain agar hum is ma lalachi ban kar kam kary gy to hamh loss ho jay ga is mai marketka ya moderator ka koi balm anhe hota loss hum apne he waja sy karty ha hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is man agy bar dsay gy hum apne mistake sy seekty he hain hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey yai aik online karobar han
      • #4 Collapse

        Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
        agar hum is markets sey ik achcha profit haasil karna chahty hain tu hum ko is market main zyada time investment karna chahie hai or hum koi bhe order sell ya buy karty hain tu hum ko bilkuil bhe jaldbazi nahi karni chahie hai forex trading main hum 24 ghntey main kabhe bhe work kar skty hain hum is main din main bhe kam kar skty hain hum is main raat ko bhe kam kar skty hain hum ko saber sey kam karna huga is main
        Sir u r absulotly rite Lalch bht e kharb chez hai kise hum srif apna nuksan krte hai Forex per sirf sabr aur planing se e acha bonus gain kr sakte hai
        • #5 Collapse

          Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

          Han g ap sahi kah rahy Hain k hamain forex trading main lalach krnay sy loss hita Hy hamain forex trading main sabr sy kam krna chahay q k Forex trading main sabr Ka phal metha hita Hy hamain achi trading krny chahay aur acha profit hasel krna chahay hamain forex trading main trade laganay main jald bazi Nahi krny chhaay q k jald bazi krnay sy hamain loss hita Hy hamain trading krnay kley phlay demo account py practice krny chahay
          • #6 Collapse

            Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

            G bilkul thek kaha hai ap ne lalach se hamain trading main loss aur sabr se profit hota hai trading aik aisa business hai jis main hamare andar zayada se zayada ki lalach khatam he nahin hoti aur isi apni lalach ke chakar main bahut sa loss kar lete Hain ku ke hum bas yehe sochte Hain ke ask main bahut profit Kama sakta hu trading aik bahut he risky business hai jis main next minute ka bhe nahin pata hota ke trading Kya Naya more lay ge aur sabar se kaam Karne wale isi liye Pak forum par kamyabi se zayada profit bana lete Hain ku ke wo thore profit par he sabr karna jante Hain. pak forum income aur profit bhe sabar se kaam Karne waloo ki data hai.
            • #7 Collapse

              Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousuf Chandia پيغام ديکھيے
              agar hum is markets sey ik achcha profit haasil karna chahty hain tu hum ko is market main zyada time investment karna chahie hai or hum koi bhe order sell ya buy karty hain tu hum ko bilkuil bhe jaldbazi nahi karni chahie hai forex trading main hum 24 ghntey main kabhe bhe work kar skty hain hum is main din main bhe kam kar skty hain hum is main raat ko bhe kam kar skty hain hum ko saber sey kam karna huga is main
              Yes dear ais market mai jo traders lalch karty hai aor ais market mai trade lagaty waqat sabar nai karty hai aun ko ais market mai loss ho jata hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai mehnat karni ho gi aus k baad hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko khud soch samjh k kaam karna ho ga tab hum ko result ka pata chaly ga.
              • #8 Collapse

                Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                G apki bat bilkul thek hay lalch say kbi ksi ko fida nai hwa aur sabar say kbi ksi ko loss nai hwa is liy hmain lalch say bachna chahiy aur Sabar say kam lena chahiy phr hi forex say kuch hasil kr skty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                  Ji dear ye to bahut he important hay keh ager sabar sa working karain gay to he hum forex main apni learning complete kar sakain gay or learning and experience power per believe kar sakain gay, forex main jaldbazi ya lalach main kia gia work tuky bazi say loss ki taraf lay jata hay or hamari learning and experience progress ko stop kar daita hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                    ji ha ham apki bat sa agree kar ya ha ks lalach sa ham apna noksan jo kR sa k ts ja aoor sabar sa hamain bahot ziyaada kamyaabi ho sak ti ha zindagi main woi log kamyaab ho ta ho sabar aoor baghair kiss lalach ka kam kar ta kamyaab hona ka lay sabar bahot hi lazmi cheez hs is ka baghair hamain kamyaabi nahi ho ti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                      Ji han bilkul lalach Buri Bala hai aur jor se kam Deta Hai vah Kabhi Kamyab Nahin Hota aur jo Sabar karta hai aur shakkar se kam Deta Hai vah Har kam Mein Kamyab Hota Hai Hamen chahie ki Ham Forex Mein lalach na Karen aur imandari se kam Karen tabhi Ham paarak Mein Kamyab ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                        Dear member hmara patience hi hamein success ki taraf lay kay jata hai agar ham sabar kay saath kaam karty rahein gay to hamein kamyaabi say koi nahi rook sakta is kay liye hamein thora sa wait karna parta hai kamyaabi koi hadsa nahi hoti jo hamein khud say mil jay is kay bliye hamein din raat ki mehnat karna parta hai istarha hamara sabar hi hamein kamyaab karta hai or acha profit hasil kar lety hein but jab hmary andar greed ajya to ham jald bazi say kaam lety hein or jaldi ameer bannay ki lalach mein ham apna lose kar bathty hein hamein sabar kay sath is mein chlna hoga phir hamein kamyaab honay say koi nahi rook sakta gar lalach ko importance dein gay to lose ko face karna par sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                          Absolutely right...lalch dy srf nuqsan hi ho skta hai...koi faida ni mil skta hmyn...koshish kryn k kam ko choty level sy start kryn....bry tk khud pounch jay ga..hmysha chota qdm othawo tb e bry py pohnch sko gy.. Wrna jo pa rhy apni lalch mein os sy b jawo gy
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                            Ji han forum main lalach se Humko Sirf loss hi hota hai aur Sabar se Hamen profit Hasil kar sakte hain Jo log Pak Forex forum main profit Hasil karna chahte hain to UN Logon Ko chahie ki wo Sabar ke sath kam Karen Taki wo is main Hamesha acchi kamyabi Hasil kar sake aur jo log ismein jaldbazi karte hain aur bagair soche samjhe trade open kar dete hain to wo iS Mein Hamesha aise hi Hasil karte hain unhen Kuchh Bhi kamyabi Hasil Nahin Hoti
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach sey hum ko sirf loss hota hai or saber sey profit

                              Forex trading mein hume lalch se sirf loss hi hasil hota hai kui ke agar hum kui kam sooche samjhe begair kare ge tu us mein nuqsan tu hoga. Agar hum sabar se kam lein ge aur daily target poora karte rahe ge aur lalch bhi nhi kare ge tu hume zyada bonus bhi hasil ho ga aur humara buisness bhi agae barhe ga. Jitna zyada humara level barhe ga utna hi zyada hume ache se acha bonus hasil ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X