Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?
    Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے

    market bahut hi achi postion main hai hum ik axchcha paisa kama skrty hain is time market sey profit or analysis analysis bahut zyada important hoty hain hum three type analysis kar skty hain jin main technical analysis fundamental analysis sentimental analysis shiml hai agar hum forex trading sey ik acha profit earn karna chahty hain tu hum ko markets analysis k badhi koi trade opan karni chahie hai
    Last edited by ; 17-06-2020, 03:53 PM.
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

      Ji mai Upar Se niche jaati rahti hai Hamen chahie iski Taraf focus mat Karen only Apna puchun per focus Karke bonus increase Karte Rahen because Itna Achcha bonus Hoga ham utani hi acchi income Hasil kar sakte hain SO Hamen mehnat Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
        Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
        Dear aapane bilkul sahi kaha hai ki is form ke upar Ham kamyabi ke sath kam Karen To Ham Kabhi Jyada learning Hasil kar sakte hain per apni quality ko behtarin banaa sakte hain isliye Hamen chahie ke Swaram ke budget Naam Achcha kam Karenge Itni Hamari quality working Behtar hoti Jayegi Hamen Apne doston ko bhi Swayam bhi Lekar Aana ji aur apne dead target pura karna chahie aur Market ke mutabik market chalu Sahi tarike se trend analysis karne ke bad hi trade Lagani chahie use pahle train Nahin Lagani chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

          Ji ap ne thk kaha
           
          • #6 Collapse

            Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

            hamy market ky up or down ko watch kar ky aik time main aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is man stop loss ko laga lyna chahey hamy market ma soch samj kar trade open karne chahey jab market close ho jay to hamy trade ko be close kar dyna chahey hamy aik time man aik he trade lagane chahey yai online ke duna mai king business han yai aik real karobar han
            • #7 Collapse

              Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

              Han ji ap ne thek kaha hai. Aj kel market bahut crises mein hai. Humaen chahyea ke hum aj kel trade na karaen. Kuch Din wait ker laen jab market normel ho jaye tub karen
               
              Last edited by ; 17-06-2020, 03:59 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                Market mein is time jo bhi Halat chal rahe hain vah covid-19 ke again effect hone ki vajah Se Hain Yahan per agar aap Dekhen to market main trade karne ke liye aapko bahut careful Hona padega because Yahan per jaise ki agar aap oil ki movement ko dekhte hain to is se bhi Upar ki taraf Jaate Hue Achanak downtrend Mein movement chuki hai aur iski movement covid-19 ki again effect karne ki vajah se hai to agar aap is market Mein trading karna chahte hain to technical analyse ke alava fundamental analysis ko lazmi focus Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
                  Ham Tamam ke Tamam Logon Ko is baat ka idea hai ki Forex ki market aajkal bahut hi crisis Ka Shikar ho chuki hai due to coronavirus yah Ek best opportunity Nahin Hai Kya ham log market ke andar kam Karen Ham logon ko abhi thoda vate karna hoga Jitna ham log market ke andar wait kar lenge Hamen market Achcha profit provide Kar Degi Ham Logon Ko Hamesha koshish kis baat ki Karni chahie ki Ham Logon Ne Karm ko acche tarike se karna hai aur sabse pahle market ko bahut hi acche tarike se Se strong analyse karna hai tab jakar Ek acchi trade Ham logon ko fayda de sakti hai otherwise ham log Apna time pass Karenge aur Apna Paisa is market ke andar waste Karenge
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
                    dear aap sahi kah rahe hain aajkal market jo hai vah bahut Don ja Raha hai to hamen chahie ki market ko like Karen aur uske bare mein calculate Karen to Ham ek accha trade laga sakte hain jis tarah market Don ja Rahe Hain to hamen sale ki trade lagani chahie aur 1 week k liye garam dekhi hai market jo hai na vah downward hi jayega to isliye Ham sab Kuch hai ki jyada se jyada selfie trade lagaen aur long term ke liye lagaen Taki hamen jyada profit hun.
                    سرکار
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                      Yes. Forex market jb crisis ka shikar ho to hamy apni soch ko badalna parta hai. Asi sorat ma ham forex ki news ko dehan sy parhna hota hai. Forex es situation ma news par zayada or indicators par kam preference karti hai. Forex news ma etni power hoti hai k ye market ko ik side sy dosri side tak dakheel sakti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                        Assalam o Alikum, g nai jub tuk market sei aci trh stable ma. Ho jati hmein trade lagany ka sochna b nai cheaye r ye hmsry liye aca moqa h k hum forex ka zayda sa zayda kaam krein r bonus akta krein
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                          Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
                          Mere Khyal se aajkal trade lagana Sahi Nahin Hai Kyunki market Mein stability Nahin Hai agar stability Nahin Hogi to market ka Ek trend Nahin ban payega aur jab tak market Ek Trend main move Nahin karegi tab tak Hamen trade Lagan Mein Mushkil ho jayegi Agar market one side karti hai to trade lagakar Apna profit Hasil kar sakte hain fundamental analysis bad Mein Aate Hain pahle technical analysis Ki Baat hoti hai technical analysis Mein Hamen indicators Ka istemal Karna hota hai aur Market ko follow karna Hota Hai fundamental analysis main Hamen news Milte Hain aur uski base per Ham Koi decision Lete Hain donon analysis important hote hain lekin technical analysis ko Jyada important Mana jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                            Dear traders, aj kel market kafi crises ka shikar ha. Ap ne daikha ho ga ke market na kisi technical analysis ko follow ker rahi hai na kisi fundamental analysis ko. Kiya ap sochte haen ke ye aik acha moqa hai trade kerne ka ya nahi. Mery khayal se ye abhi the waqat nahi hai trade kerne ka.
                            Dear ais market mai hum ko tab hi trade karni ho gi jab humri trading strategy k hisab se trade ban rahe ho agar hum ais market mai trade lagaty hai to hum ko ais market mai faida tab ho ga jab hum ais market mai long term ki trade laga k ais mai trade ko hold rakh lety hai ais market mai hum ko mehnat karni ho gi aus k baad hum ais market mai asani se trade par acha profit bana skaty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj kel market crises ka shikar ha. Kiya ye aik acha moqa ha trade kerne ka?

                              No dear abi to market bahut stable hoti ja rahi hay, kal france and UK main bhi lock down open ho gia hay jis waja say kal market bahut achi rahi or maximum pairs bullish rahy or kal bahut ziada business hua, is liye aj kal market say achi expectationa rakhty huye motuvated rahain or mehnat karain ta keh is situation main some earning kar sakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X