Greed kill your capital very soon?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed kill your capital very soon?
    Agar kesi kay paas acha investment ya capital mojood hai lekan wo greed ko control nahe kar pa raha tu ye oskay leye kafi mushkilat paida kar sakta hai greed chukay ik natural cheez hai lekan eska nuqsaan kafi ziyada ho sakta hai humay har haal mai greed ko avoid karna hoga esko control mai rakna hoga warna bari say bari investment be ye humaray account ko wash out kar sakti hai lehaza es say bachna lazim hoga
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed kill your capital very soon?

    Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Is waja se hamen kabhi bhi lalach nahi karta hai. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Greed kill your capital very soon?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Agar kesi kay paas acha investment ya capital mojood hai lekan wo greed ko control nahe kar pa raha tu ye oskay leye kafi mushkilat paida kar sakta hai greed chukay ik natural cheez hai lekan eska nuqsaan kafi ziyada ho sakta hai humay har haal mai greed ko avoid karna hoga esko control mai rakna hoga warna bari say bari investment be ye humaray account ko wash out kar sakti hai lehaza es say bachna lazim hoga
      Dear aapane bilkul sahi kaha ha k ham forex forum lalach man 👨 na paren balka apni quality work ko prefference den aur apna ap ko hmasha lalach sa bachhen jab ham trade ker raha hon. Is Tarah Ham apni quality ko improve kar sakte hain greed hi hai jo Hamen last Deti Hai trading ke andar Agar Ham Sahi tarike se market course learn Karenge usko understand Karenge Barela Lachke to Humko barkaton ki Sahi tarike se Samjha sakti hai train Hamesha difficult hota hai complicated hota hai isliye Agar usmein lalach Shamil Ho Jaaye To Hamara main Puri Tarah work nahin karta aur usmein Lalaji effector a jata hai jo Hamen nuksan Mein inter kar deta hai isliye Hamen emotional discipline ke upar kam karna hota hai aur Jab Bhi trade lagaen to apne liye Kuchh rules Bana Lijiye motion discipline Ho Gaya Iske andar Sab Kuchh aur lalaj bilkul Man Ho To usko FIR follow karke Ham Agar market ko ready Karen study karen to is tarike se Ham Kafi had Tak Ban sakte hain se.
      Last edited by ; 17-06-2020, 12:52 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Greed kill your capital very soon?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Agar kesi kay paas acha investment ya capital mojood hai lekan wo greed ko control nahe kar pa raha tu ye oskay leye kafi mushkilat paida kar sakta hai greed chukay ik natural cheez hai lekan eska nuqsaan kafi ziyada ho sakta hai humay har haal mai greed ko avoid karna hoga esko control mai rakna hoga warna bari say bari investment be ye humaray account ko wash out kar sakti hai lehaza es say bachna lazim hoga
        ji hun ap ki baat bilkul thek hai greed kill kart hai humry capital ko bahut hi jaldi hum ko greed nahi karna chahie hai loss sabar ) agar humri trade loss main chali jayai tu hum ko sabar karna chahie hai agar hum hold karty hain humri trade zarur profit main wapas atti hai hai hum ko trade opan or closs karny main kabhe bhe jaldbazi nahi karni chahie hai saber sey kam lina chahie hai
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Greed kill your capital very soon?

          greed hmain buhat zeyada nuksan deta hai ham agar is mein mehnat se kaam akrain ge to ham loss karain ge agar ham ne greed karna hai to ham kabhi bhi is mein kameyab nahi ho sakte hian aur hmain loss ho ag is liye hmain greed se bachna chahiye agar ham money management se kaam karani ge to hamin si mein buhat hi achi earning ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Greed kill your capital very soon?

            Ji han bilkul aapki baat theek hai main jab tak Ham large karte rahenge lalaj ko khel nahin karenge tab tak Ham kabhi bhi achcha capital nahin banaa sikhenge achcha capital karne ke liye hamen Forex mein jyada se jyada mehnat karni hogi jitna jyada mehnat karenge jitna jyada Ham Forex mein achcha kam karenge jitna jyada Ham Forex mein dillagi ke sath kam karenge se dur rahenge lala jab bilkul bhi nahin karte to vah member hundred percent kamyabi Ho jaate Hain sabse badi na kami hamen lala chahie milati hai jab Ham lalach se dur rahenge to Ham kamyab Ho jaenge har member ko chahie ki vah friends ko jyada se jyada achcha kam karna hoga jitna jyada achcha kam karega nahin karega to become member kam yahan bhi Ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Greed kill your capital very soon?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Agar kesi kay paas acha investment ya capital mojood hai lekan wo greed ko control nahe kar pa raha tu ye oskay leye kafi mushkilat paida kar sakta hai greed chukay ik natural cheez hai lekan eska nuqsaan kafi ziyada ho sakta hai humay har haal mai greed ko avoid karna hoga esko control mai rakna hoga warna bari say bari investment be ye humaray account ko wash out kar sakti hai lehaza es say bachna lazim hoga
              Assalam Walekum ji han Agar ham Forex mein kamyabi Chahte Hain To uske liye Do Teen baten Jaruri Hain ke 1 tu hamesha mein lalach na Karen aur Main jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki essay Hamen Koi profit Hasil Nahin hoga aur ham ulta loss ki taraf Chale jaenge Agar ham Ek successful trader Banna Chahte Hain To iske liye jaruri hai ki Ham confidence ke sath kam Karen Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Greed kill your capital very soon?

                greed hum ko hamesha nuqsan deti hai aur kabhi bhi faida nahi deti.agar hamaray pas acha balance aur capital majood hai aur hum greed mein aa kr trading krtay hain to bohat jald vo sb kuch zaya ho jaye ga aur hamaray hath kuch nahi aye ga is leyw kabhi bhi greedy na banay balekh thora profit earn kr k apna accoubt aur apna capital ko save rakhein.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed kill your capital very soon?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Agar kesi kay paas acha investment ya capital mojood hai lekan wo greed ko control nahe kar pa raha tu ye oskay leye kafi mushkilat paida kar sakta hai greed chukay ik natural cheez hai lekan eska nuqsaan kafi ziyada ho sakta hai humay har haal mai greed ko avoid karna hoga esko control mai rakna hoga warna bari say bari investment be ye humaray account ko wash out kar sakti hai lehaza es say bachna lazim hoga
                  Trading karte waqt hamen kabhi bhi lalach se Kam nahin Lena chahie kyunki ismein hamesha gussa nahin hota hai hamen chahie ke sabse kam len aur cool mind hokar aur ISI hokar trading Karen jyada profit ke chakkar mein agar Ham Lal se kam lenge to ismein hamara nuksan hai aur ismein ki jhansi jyada hai isliye kabhi Bilal se Kam nahin Lena chahie.
                  سرکار
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed kill your capital very soon?

                    agar hum forex trading main acha experience gain karna chaty hain to hamen cheye k hum phir kabhi bhe lalach k sath kam na kia karen hamesha he bagair lalach k he kam kia karen tabhi hum kamiyab ho sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain ..hamen trading main kamiyab hony k liye hamesha he lalach sa dur rehe kar he kam karna hoga hamen agar thora profit bhe earn hota hai to bhe hamen usko accept kar lena cheye hamen kabhi bhe forex trading main lalach nahi karni cheye or hamesha he bhot sabar k sath he kam karna cheye or hum sabar k sath he kam kar sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X