Har karobaar ko time dena lazmi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har karobaar ko time dena lazmi hai
    jab tak Ham apne karobar ko apna kimati time nahin denge tab tak Ham apne karobar mein success nahin kar sakte koi bhi kam start karte Hain jab tak Ham usmein mein nahin karte jab tak Ham usko apna kimati time nahin denge tab tak apne use karo bar mein bilkul bhi success hasil nahin kar sakenge isliye Ham sab member ko chahie ki apne kam per jode apne kam ko jyada mehnat ke sath Karen jab Ham apne kam ko jyada main unke sath karte hain apne kam ko tavajjo ke sath karte Hain to Ham bahut acchi aapane kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

    Han bulkul har karobar ko lazmi time dena hota hai aur time ya waqat dene se hi kamyab hota hai. Is tarah forex ko b waqat chaheye hota hai. Forex Trading jaldi me karne wala karobar nahi hai. Is k leye apko sakon se beth kar hi aram se analysis aur market news dekh kar trading karni chaheye. Forex trading k leye hamen chaheye k din me is k leye aik khas lamha muhtas karen jis me hum apni analysis k zarye se trading kare. Agar aik client new hai to pher us ko is k leye aur zyada time dena zarori hai. Q k pehle wo apne analysis practice account ya Demo account pe kare us k baad hi wo real account me trading karen. Bagher waqat deye hum forex k knowledge aur experience se waqif nahi ho sakte. Hamara sarmaya bohut ehem hota hai is waja se hamen trading k leye bhi waqat dene ki zarorat hai.
    • #3 Collapse

      Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

      hamy leqrning gain kar kay ik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apny boss pq he hot yhai nhum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy th mara account band ho jy ga hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara acount baned ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa پيغام ديکھيے
        jab tak Ham apne karobar ko apna kimati time nahin denge tab tak Ham apne karobar mein success nahin kar sakte koi bhi kam start karte Hain jab tak Ham usmein mein nahin karte jab tak Ham usko apna kimati time nahin denge tab tak apne use karo bar mein bilkul bhi success hasil nahin kar sakenge isliye Ham sab member ko chahie ki apne kam per jode apne kam ko jyada mehnat ke sath Karen jab Ham apne kam ko jyada main unke sath karte hain apne kam ko tavajjo ke sath karte Hain to Ham bahut acchi aapane kar sakte hain
        G dear her karobar ki terha ager ap forex forum per b time den aur learning karen tonforex forum apko bhot achi earning de ga aur apni quality working improve kerna k liye hamen dosron k thread aur post b read kerna chaheye. Jitna Ham Forex Cuba time Denge aur quality work Karenge itna hi hai main usse fayda Hasil Hoga Forex Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamari quality work improve karne ke liye Hamen Baki doston ke sath aur Baki senior uski post ko Jarur read karna chahie tha ki uske andar maujud Jo knowledge hai ya unke athletic ki achhai Hamare trade kya Chai mein a Jaaye is tarike se Ham kam Karenge To Hamen Kafi Jyada fayda Hasil Hoga aur ham apni quality aur koi proof bhi kar sakte hain.

        Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	3
Size:	73.0 کلوبائٹ
ID:	12327699
        • #5 Collapse

          Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

          ji han koi bhi karobar ho oski kamyabi ke leye osko time dena lazmi hai.oskay bina kabhi kamyab nahi howa ja sakta.forex bhi aik aisa he karobar hai jis ko ziada se ziada time deya jaye to hamara he faida hai.hum isko jitna ziada time dengay hamaray kamyabi ke chances bhi otnay he ziada hongay.is leyw forex ko time dein aur kamyab business krein
          • #6 Collapse

            Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

            Ji aapane Sahi kaha hai ki Har karobaar ko Waqt dena lazmi hai agar Ham Forex ko Waqt Nahin Denge aur apni post ke limit ko complete Nahin Karenge to isliye Hamen bonus kame Milega isliye Hamen chahie ki Ham Forex ko Jyada Se Jyada Waqt den aur Jyada Se Jyada hard work Karen Kyunki mehnat Karne Wale hi Kamyab Hote Hain Kyunki hard work is the key of success
            • #7 Collapse

              Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa پيغام ديکھيے
              jab tak Ham apne karobar ko apna kimati time nahin denge tab tak Ham apne karobar mein success nahin kar sakte koi bhi kam start karte Hain jab tak Ham usmein mein nahin karte jab tak Ham usko apna kimati time nahin denge tab tak apne use karo bar mein bilkul bhi success hasil nahin kar sakenge isliye Ham sab member ko chahie ki apne kam per jode apne kam ko jyada mehnat ke sath Karen jab Ham apne kam ko jyada main unke sath karte hain apne kam ko tavajjo ke sath karte Hain to Ham bahut acchi aapane kar sakte hain
              Q jab bhi humne Koi kam start karna ho ya koi karobar start karna ho to sabse Jo Ham chij hai vah hai time Dena agar Ham usko time denge tobhi Kama sakte hain to time Dena sabse hum.
              سرکار
              • #8 Collapse

                Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                Apki baat bilkul teek hai har karobar ko time daina partha hai jeskay baad wo ik aisay stage par aajata hai jes say kamyabi milna shoro hojati hai es leye agar forex ki baat ki jaye tu yahan par be direct kamyabi nahi milte balkay esko be time daina partha hai wait karna partha hai kay kaab wo time start hoga jeskay baad aapkay trades successful hona shoro hojatay hai es leye jaldbazi kay bajae sabar kay saat consistency kay saat esko jari rakna hoga
                Zuhaib9988 Trading journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                  G haan aapane bahut sahi kaha aap jis karobar mein interest lete hain usi mein Hi aapko tarkki milati hai aur aapko kamyabi Hasil hoti hain isliye hamen chahie ki Ham business mein Dil lagaen aur Dil lagakar ismein kam Karen kyunki Agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen jarur ismein Din lagakar hard work karna hoga uske bad hi hamen ismein achcha fayda hasil hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa پيغام ديکھيے
                    jab tak Ham apne karobar ko apna kimati time nahin denge tab tak Ham apne karobar mein success nahin kar sakte koi bhi kam start karte Hain jab tak Ham usmein mein nahin karte jab tak Ham usko apna kimati time nahin denge tab tak apne use karo bar mein bilkul bhi success hasil nahin kar sakenge isliye Ham sab member ko chahie ki apne kam per jode apne kam ko jyada mehnat ke sath Karen jab Ham apne kam ko jyada main unke sath karte hain apne kam ko tavajjo ke sath karte Hain to Ham bahut acchi aapane kar sakte hain
                    Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. jis taran baqi business ko bohat ziada time daina parta hay esi taran Forex trading bhi hay jis main kamyabi aor achi earning kay liay trader ko bohat mehnat karna parti hay aor Forex ko bohat ziada time daina parta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                      hmain business ko time dena hota hai agar ham business ko ime nahi dain ge to hamin si mein kuch faeda nahi ho ga aur ham loss karian ge is liye hmain chahiye ke ham mehnat se kaam akrain aur practice karian agar ham practice karian ge to hmain buhat hi acha knowledge mile ga aur ham kaemayb hon ge jab tak ham kisi kaam ko time nahi dete hain ham kameayb nahi ho sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                        Agher ham koe aur kam kar rahy chahy wo koe or kam ho mahnat lazmi hain os ko time lazmi dana ho gha aagher achi earning chahty hain. Hamain daily base pr kaam karn chahiya forex trading ak asa kam ha jis main ape ko hamain zada sa zada mahnat ki zarorat hoti hain jitna time dain ghain otna hamarain experience zada ho gha or ham zada earning kar saky ghain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                          Jim aapki baat bilkul theek hai ham log jo bhi business karte hain Hamen usmein time Dena bahut jyada jaruri hai Kyunki jab tak Ham apne business ko time nahin Denge Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Payenge isliye Hamen jo bhi business karna ho Hamen usmein mehnat karna hoti hai aur usmein Jyada Se Jyada time Dena hota hai Kyunki Itni Jyada mehnat Karenge utna hi jyada ham usmein earning kar Payenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Har karobaar ko time dena lazmi hai

                            han bulkul har karobar ko lazmi time dena hota hai aur time ya waqat dene se hi kamyab hota hai. jab ap kisi b business ko time he nhi do gay to phr bohat he mushkil ho jata hai us business me kamyabi hasil krna, same isi tarha he forex me hai k ap time zada spend kren gay to ap ko acha benefit ho ga, forex ko time den, practice kren, nai nai strategy seekhen or khud banay to ap ko aik din forex se bohat he acha profit ho ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X