kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae
    g han bro sahe sahe kaha hae apa ne hamne bhe cahiye ke hum is main kam karen sahe tarah se take hum is maian kmyab ho saken to is waja se hamne bhe is main kam sahe se karna cahiye take hum is main kamyab bhe ho saken or aik ache trader bhe ban sakne to hamne thora sabar se kam karna ho ga jo log is maaiin sabar kar jate hain wo zaror kamyab ho jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

    Forex Trading me mehnat bulkul bhi zaya nahi hota hai. Bus hamen us k leye thora sa intezar karna parta hai. Aur apki baat bulkul thek hai k Forex trading me kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae. Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte.
    • #3 Collapse

      Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

      Yes forex kisi ki mehnat ko waste ni karta jo member es yaqeen k sath work karta hai wo zarur kamyab hota hai. Forex forum ma achi neyat bhot matter karti hai working k doran ye sochna k forex forum ma working karna wastage of time hai bhot galat bat hoti hai. Forex ma hamy hamesa hoslay or himmat sy working ko tarjeeh deni chahe.
      Last edited by ; 17-06-2020, 11:01 AM.
      • #4 Collapse

        Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
        g han bro sahe sahe kaha hae apa ne hamne bhe cahiye ke hum is main kam karen sahe tarah se take hum is maian kmyab ho saken to is waja se hamne bhe is main kam sahe se karna cahiye take hum is main kamyab bhe ho saken or aik ache trader bhe ban sakne to hamne thora sabar se kam karna ho ga jo log is maaiin sabar kar jate hain wo zaror kamyab ho jate hain
        Ji han aapane bilkul theek kaha hai agar Ham forex trading mein mehnat karte Hain to yahan per hamari mehnat best nahin hoti hamen hamare mehnat ka Sila jarur milta hai hamen chahie ki Ham forex trading mein zyada se zyada knowledge or experience hasil karne ki koshish karen forex trading ek bahut hi Bada business hai ismein Ham apne boss kud hote Hain ismein Ham din mein bhi kam kar sakte hain ismein Ham raat ko bhi kam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

          sabse galat kaam Jahan Business mein karte hain vah yahi ki Ham ismein jaldbaji karte hain Agar Ham jaldbaji ke sath mein Kam nahin karenge to hamara account kabhi bhi wapas nahin hoga lekin Agar Ham kabhi bhi trade ko open karne mein jaldbaji se kam lenge to hamen bahut jyada nuksan hoga aur hamesha hi hamara account wash hoga isliye hamesha badka mein Jara karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

            Ji bilkul mehnat Chahe Jiski bhi ho kabhi bhi zaya Nahin Hoti bus Sabar ke sath kam karne ki jarurat hoti hai agar Ham Sab aapke sath kam Karte Hain To Ham kamyabi Hasil kar sakte hain lekin Jab Ham bas ab Rone Ki Tarah kam Karte Hain To Hamen kamyabi Nahin milati Hamen apni trading Mein mehnat karne ki koshish Karni Hogi Kyunki Yahan Par apni mehnat aur apni Lagan ki wajah Se Hi Ham kamyabi Hasil Karte Hain Jab Tu trader Milkar zyada is form ko time deta hai aur mehnat karta hai to vah market Mein sakta Hasil karne mein bahut zyada jaldi kamyabi Hasil kar leta hai uske pass form ka bahut zyada knowledge Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

              Assalam o alaikum. Pakistan forex forum kay piyaray members aap kabhi bhi ye mat samjhna kay hum jo is par itni mehnat kar rahay hain yu kahin humary ue mehnat zaya na chali jay tu aisa hargize nahi hota aur aap apnay fill say ye khayal jakdi say nikal dain kuonkay aisa tu kabhi bhi kissi kay sath nahi huwa ha jo jitni mehnat karts ha usaay apni mehnat ks itna hhi sila milta ha aur uss ki mehnat kabhi bui raigan nahi jati.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: kabhe bhe kisi ke mehnat ese waste nhe jate hae bas thora sabar karna hota hae

                Forex trading mein tu jitna zyada hum lalch se bache ge utna hi zyada hume profit hasil ho ga. Forex mein kisi bhi insan ki mehnat zaya nhi jati bas thore se sabar ki zarrorat hoti hai. Agar humare pas experience nhi hai aur hum bina socche samjhe trade lagae ja rahe haitu hume is se bohat zyada nuqsan ho ga jis ko poora karne mein humara bohat zyada waqt zaya ho jae ga.

                اب آن لائن

                Working...
                X