Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

    Assalam o Alikum,, agr hmein n profit hota h ya pir loss hota h hmein dono surtyon emotional nai Hona cheaye r apni emotions prr control rkna cheaye r agr profit hoya h to usy acy tareeqy sa use krny ki planning krni cheaye r agr loss hoya h to pir apny lose ko recover krny ki planning banani cheaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

      jee emotional hony sy bhtr hy k hm achy tariqy sy learning k sath work start krien hm jis kadar tezi say hum kissi business ko seekhna shuru kartay hain usi tarha say behter or achi tarha say us ko learn karna samjh jatay hotay hain koshish yeh kiya kare k kabhi b is business me aesa kuch na kiya kare k jiss me hum samjh na sake kuch or seekh na saka kare jiss me hum seekh len.
      • #33 Collapse

        Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

        emotional hony k bjaye aap apne emotions ko control krien learning is really very essential to earn in forex trading kiunk my dear friend forex trading mein learning jab tak achi nahi ho gi to us waqt tak admi achi tarah se earn nahi kar sakta hae forex kay bare may kuch pata he nhi hoga tu aap loss may jao gay lehaza sub say pehlay aap forex ko acchi tareeke say learn kare uss kay bad trade kare forex may.
        • #34 Collapse

          Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

          Emotions ko ager control kia jaye or inko apny faidy kay liye use kia jaye to forex main hamain achi kamyabi ho sakti hay, sirf jazbati hony say ya jaldbazi karny say trading benefits hasil nai kiye ja sakty, balkeh mehnat karny say khud ko is qabil banana parta hay keh forex jaisy technical business main kamyab hon tab he patience and confidence say forex main kamyab hua ja sata hay.
          • #35 Collapse

            Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

            Forex trading mein Hamen last se mushkil nahin hona chahie Apne kam per focus karna chahie Apne andar bardasht paida karna hogi tabhi Ham acchi earning kar sakenge Forex trading ek achcha business Hai naam ismein Jitna bhi chalti ke sath kam Karenge acche knowledge experience ke sath kam Karenge tabhi Forex trading mein Ham achcha profit banaa sakte hain.
            • #36 Collapse

              Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

              Emotional honay ki bajaiy hamesha khud k emotions pe control kro succesfull banna hai tu apko knowledge bhi gain karna paray ga aur experienced kum az kum apk pass 1 year ka hona lazmi hai phir ap yeh business easily handle lkar sktay hain aur money earn kar saktay hain.
              • #37 Collapse

                Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

                Forex trading meinHamen last emotional nahin hona chahie mehnat karni chahie apni galti se sab akasar karna chahie tabhi per accepting se Ham acchi cutting kar sakti hain Forex trading ek achcha business hai profit wala business hai Hamen ismein ke sath kam karna hoga tabhi kamyabi are sarkar sakenge.
                • #38 Collapse

                  Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

                  trading in stock market is all about controlling your emotions so if you want to become a successful trader then you should keep in mind that it is all about controlling emotions when u trade become successful otherwise your trade will lose you
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Emotional hone ke bajaye Apne emotions per control karen

                    Asalam o Alikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main hammy achi mehnat ki zarorat ha is main hammy apny emotions ko cotrol main rakh kay trade karni chaheye ta kay loss say bach sakeey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X